Asslam O Alikum
Forex trading main knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Forex trading main muktalif buniyadi wajohat hain. Jin main se aik margin call bhi hai jisy margin call ko samajhna bohat zarori hai isliye terms aur basics ko understand kar k achi trading kar sakty hain aur knowledge base trading kar k acha profit earn kar sakty hain
Definition Of Margin Call
Jab trade loss main chal rhi hoti hai aur equity low hoti jati hai, aur even equity minus main jany ka dar hota hai aur equity aik certain percentage sy nechy aa jati hai, to broker ki traf sy mazeed investment ka notification send kia jata hai ta k margin level ko increase kia ja saky, aur trade close na hon. Aisy notification ko Margin call kha jata hai
Reason Of Margin Call By broker
Margin call ki mukhtalif reason ho sakti hain. Jiny samajbna be had bohat zarori hai. Ta k achi trading ki ja sky. Aur loss sy b bach ja skain aur account wash hony sy avoid kia ja sky. In main sy kuch reasons ye hain jin ko samajh kar mahfooz trading ke ja sake
Holding Losing Trades To Long
Margin call ki aik important reason loss wali trades ko long duration k lye hold karna hai. Jis wja sy loss ziada hota rehta hai aur equity kam hoti rehti hai. Jis wja sy certain percentage k bad margin call aa jati hai. Isi lye market condition ko understand karty hue loss wali trades ko ziada hold nhi karna chaiye, ta k ziada loss na ho aur margin call k threshold ko touch na kry
Market Analysis
Forex trading main market analysis bohat zarori hai. Market analysis sy he better decisions liye ja sakty hain aur achi trade ki ja sakti hai. Market analysis na karny ki wja sy trades main loss hota hai aur loss ziada hony ki wja sy margin call ati hai. Is situation main agar mazeed deposit na kia jaye to account wash ho sakta hai. Isi lye acha market analysis kar k he decisions lany chaiye. Ta k loss na ho aur acha profit earn kia ja saky
Over Trading
Forex trading main hmesha balance aur equity ko dekhty hue trade open karni chaiye aur market analysis bhi lazmi karna chaiye. Kbi bhi over trading nhi karni chaiye, aur na he lalach karni chaiye. over trading sy loss ho sakta hai. Aur margin call ki reason ban skti hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим