INTRODUCTION :
Dear friends kya hal he ap ka umeed krti ho sb khyrit se ho gy or forex trading me khob profit bna rhe ho gyaj hm bid praice or ask price pe bt kre gy k ue kya hoti he. Jab aap ko metatrader mein left side per minimum prices available Hoti Hain To isko aap market mein bid prices Kaha Jata Hai.or Jab aap metatrader 4 main right sides per maximum prices ko observe Karte Hain, isko ask Prices Kaha Jata Hain.
BID PRICE KYA HOTI HE:
Dear forex members trading market Mein kam krne k liy hmare pas* buht knowledge hona chahey ta k hme profit ho sky. Jab aap ko metatrader mein left side per minimum prices available Hoti Hai, To isko aap market mein bid prices Kaha Jata Hai. Is prices ka purpose yah hota hai yah Jab aap market mein kisi currency pairs aur kisi commodities ko sale karna chahte hain, to usmein aap ko Hamesha market Mein minimum prices available Hoti Hai. Jab aap market mein kisi bhi commodity aur currency pairs ko sale karte hain, to ismein aapko minimum prices available Hoti Hai, is price ko aap market mein bid price Kahate Hain.isko bid price kaha jata he.
ASK PRICES KYA HOTI HE:
Dear forex members Jab aap metatrader 4 main right sides per maximum prices ko observe Karte Hain, isko ask Prices Kaha Jata Hai.or hme is ki malumat hone chahey tak hme lossna ho. Basically Jab aap market mein kisi commodity or kisi currency pair ko purchase Karte Hain, To usmein aap ko Hamesha maximum prices offer ki ja rahi Hoti Hai Inko ask prices Kaha jata hai.
BID PRICE OR ASK PRICE KI EXAMPLE:
Agar aapko further explanation dene ke liye yah example Dun to aapko zada clear ho jae ga k Jab aap dollars Kisi currencies exchange dealers per Lekar Jaate Hain, or uske against apko Pakistani rupees Hasil karte hain, to aapko Hamesha minimum prices available hoti hai, lekin Jab aap dollars purchase karna chahte hain aur aapke pass Pakistani currency hoti hai to usmein aapko highest prices available Hoti Hai, Inko aap ask prices ke naam se Jante Hain.
WHAT IS COMPARISON BETWEEN ASK PRICE AND BID PRICE:
Dear forex member agar aap market mein ask prices or Bid prices ka comparison kerte Hain, or Iske different ko calculate karte hain, to ismein aapko Hamesha buht zada fayda mil sakta hai. Jab aap market Mein Bid prices aur ask prices ko acchi Tarah calculate kar lete hain, to iska difference broker ka Commission Hota Hai Jisko aap spread Kaha jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим