Ichimoku Cloud Trading Strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimoku Cloud Trading Strategy
    Introduction
    Assam O Alikum
    Ichimoku Cloud Iski help sa ap market trend, support and resistance,or momentum pata kar sakta hain ,ya alag alag moving averages pa base indicator ha jo cahrt ma 26 din agey or pecha ka data show karta hain ,siam fice alag alag rang ki candles hoti hain , sabsa pahla ham in pancho lines ka name jan leta hain ,isma sabsa pahli line hoti ha vonversion line isa japanese ma tenkan sane yani fast line bhi kahta hain ya blue color ki hoti ha, dusri line hoti ha base line ,iska japanese ma name kijun sen yani slow line hota hai. Isko red color sa indicate kiya jata ha ,or 3rd line hoti ha lagging span iska japanese name ha chikou span isko green color sa indicate kiya jata ha , or 4th line hoti ha leading span A isa japanese ma senku span sa indicate kiya jata ha or 5th line hoti ha leading span B iska japanese name ha senko span B. Dosto yaha ap ek bat jan llijie ya line apas ma combination bana kar trading signal deti hain ,jasa ka conversion line or base line dono mil kar signal generate karti hain ,or leading span A leading span B ichimoku cloud show karti hain
    Click image for larger version

Name:	main-qimg-51d9bb5e9e62ebf88bdcbcc000d43150.png
Views:	4
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12519848
    Ichimoku Cloud Work In Forex
    Combination of conversion line and base line , jab conversion line base line ko necha sa upar cross over karti ha to hama buying signal milta ha isa bullish crossover kahta hain iska bad tezi ki shuruwat hoti ha ,or jab base line conversion line ko upar sa necha cross kra to hama selling signal milta ha ya hama downtrend show karta ha ,uska bad lagging span line hama 26 din pecha ka data show krti ha iska matlab jo abi price chal rahi ha ya line 26 din din Pecha ka data show kara gi,or jab price ichimoku cloud k andar ho to hamain trade nahi lani ha

    Three Condition For buying
    Jab ya three condition ke sath mila tab hamein khareedi karna ka signal milta hai to yaha teeno condition kya ha to samjh leta hain ,pahli condtion ya ha ichimoku cloud price ka necha hona chayein or dusri surat-ehal ya keh lagging span line price ka upar hona chahie.jab ya condition ek sath mil jati hain tab hamein buying karna ka strong signal milta ha

    Three Condition For Selling
    Jab ya three condition ke sath mila tab hamein selling karna ka signal milta hai to yaha teeno condition kya ha to samjh leta hain ,pahli condtion ya ha ichimoku cloud price ka necha hona chayein or dusri surat-ehal ya keh lagging span line price ka upar hona chahie.jab ya condition ek sath mil jati hain tab hamein selling karna ka strong signal milta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ••• ICHIMOKU CLOUD TRADING STRATEGY IN FOREX TRADING ••• ••• INTRODUCTION OF ICHIMOKU CLOUD TRADING ••• Ichimoku Cloud ek technical analysis tool hai jo traders ko market trends support aur resistance levels ko samajhne mein madad karta hai.Trading strategy ka pehla hissa, yeh current price action ko represent karta hai.Is line ka istemal trend confirmation ke liye hota hai. Yeh past 26 periods ka average darust karta hai. ••• LEADING SPAN A ••• Isme Tenkan-sen aur Kijun-sen ka average liya jata hai aur future ke liye 26 periods aage laya jata hai. ••• Leading Span B ••• Yeh bhi Tenkan-sen aur Kijun-sen ka average hota hai, lekin past 52 periods ke liye aur 26 periods aage laya jata hai. ••• Lagging SPAN ••• Yeh current price ko past 26 periods ke peeche laya jata hai aur traders ko current trend ke confirmation mein madad karta hai. ••• CLOUD ••• Kumo market ke future ki potential support aur resistance level ko represent karta hai. Jab Senkou Span A Senkou Span B se upper hota hai, toh yeh bullish trend ko darust karta hai aur vice versa. ••• ICHIMOKU CLOUD TRADING STRATEGY ••• Jab Kumo ka color change hota hai (upward se downward ya downward se upward), toh yeh trend reversal ka signal ho sakta hai.Agar price Kumo se bahar nikalti hai, toh yeh trend ke continuation ka signal ho sakta hai.Agar Senkou Span A Senkou Span B ko upper se cross karta hai, toh yeh bullish signal hai, aur opposite case mein bearish signal. ••• PRECAUTIONS OF ICHIMOKU CLOUD ••• Hamesha confirmatory signals ke liye doosre technical indicators ka bhi istemal karein.Market conditions aur overall trend ko samajhne ke liye Ichimoku Cloud ko doosre tools ke saath combine karein.Ichimoku Cloud ek holistic approach provide karta hai jisse traders market trends ko comprehensively analyze kar sakte hain, lekin hamesha risk management ka dhyan rakhein.

    اب آن لائن

    Working...
    X