Brief Introduction.
Friends Tower top ko aik bohat he aihm muqaam hasil hea trading main aur ye 1 say lay kar 8,9 Candlesticks tak mushtamil ho sakta hai aur yea bearish reversal trend pattern hota hai jo k dosto market ki high price area k top pr banta hai pattern main majood pehli candle aur akhri candle ik tower k manind nazar aati hain is waja se dosto isko tower top Candlestick pattern kaha jata hai tower top candlestick pattern bullish trend k bad wajood main aata hai jis k bad price k down any k chances ziyada ho jate hain.
Some key Points to identify Tower Top Pattern.
Trading With Tower Top Candlestick Pattern.
Friends Tower top candlestick pattern per trading karty waqt pattern kay creat hoty he bad ham market main sell ki entry ly sakte hain aur dosto trend reversal ki confirmation k liye humein wait karna chahiye akhri bearish candle banne k bad hamain next candle ka wait krna chahiye aur us se agly red candle banne ae bearish trend confirm ho jata hai aur ham is main trade ly sakte hain is main stop loss higher candle ki opening se thira upar rakhna chahiye aur take profit ap apni marzi se kahen b rakh sakte hain.
Bullish Tower top Pattern.
Friends Bullish tower top ik reversal pattern hai or ye market kay bearish run kay bad consolidation state ma occur karta hai. Eskay appear hony par trader ko ye information milti hai ka market ka ik trend complete ho chuka hai or ye next trend ma move karny wali hai. Generally ye 4 candlestick pattern par mabni hota hai.
Bearish tower top pattern.
Friends is pattern ka matlab yea hea kay market main buyers ka zor toot gaya hai aur ub bearish trend start hony wala hea aur barish forces ny market ko takeover kar leya hai. Es pattern ma 4 candlesticks hoti hain. Pehle candlestick bullish hoti hai jo ye information deti hai kay bullish force ka control hai market ma or es long bullish candlestick kay bad 2 small candlesticks appear hoti hain jo market ki consolidation state ko show karti hain.

- Pattern k Aakhir mein main aik bari real body wali black candle banti hai, jo k darmeyan wali sari candles se badoy me bari aur pehle white candle k body k barabar hoti hai, Jo k market ki downward trend ka signal de jati hai.
- Pattern ki pehli bari white candle ko left tower jab k black candle ko right tower kaha jata hai.
- Tower top candlestick pattern k liye market me pehle se bullish pattern ka hona zaroori hai.
- Pattern me pehle ek bari white real body wali candle hoti hai, ziada tar ye candle Marubozu candle ho sakti hai, jo market ki upward teezi ko dekhati hai.
Trading With Tower Top Candlestick Pattern.
Friends Tower top candlestick pattern per trading karty waqt pattern kay creat hoty he bad ham market main sell ki entry ly sakte hain aur dosto trend reversal ki confirmation k liye humein wait karna chahiye akhri bearish candle banne k bad hamain next candle ka wait krna chahiye aur us se agly red candle banne ae bearish trend confirm ho jata hai aur ham is main trade ly sakte hain is main stop loss higher candle ki opening se thira upar rakhna chahiye aur take profit ap apni marzi se kahen b rakh sakte hain.
Bullish Tower top Pattern.
Friends Bullish tower top ik reversal pattern hai or ye market kay bearish run kay bad consolidation state ma occur karta hai. Eskay appear hony par trader ko ye information milti hai ka market ka ik trend complete ho chuka hai or ye next trend ma move karny wali hai. Generally ye 4 candlestick pattern par mabni hota hai.
Bearish tower top pattern.
Friends is pattern ka matlab yea hea kay market main buyers ka zor toot gaya hai aur ub bearish trend start hony wala hea aur barish forces ny market ko takeover kar leya hai. Es pattern ma 4 candlesticks hoti hain. Pehle candlestick bullish hoti hai jo ye information deti hai kay bullish force ka control hai market ma or es long bullish candlestick kay bad 2 small candlesticks appear hoti hain jo market ki consolidation state ko show karti hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим