forex market supply and demand and find entry point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market supply and demand and find entry point
    forex trading supply and demand supply or demand ke base par trade karnay kay ley humen es bat ka faisla karna hota hey keh aya keh forex market ka mahol weasa he rahay ga ager market mein bullish ke towako ke hey to kea forex market bullish he rahay ge es ka andaza forex market kay otar charhao kay ekdam par he hota hey or es baat ka zyada tar idea political debate say bhe lagya ja sakta hey or financial news say bhe es cheez ka idea hota hey ye forex market mein range kay ley trade ya breakout kay ley trade karnay ka behtareen tareeka hey



    Forex trading with range


    forex market mein aik range ke trade kartay wakt trader mahol ka aik jaisa rehnay ke omeed kartay hein forex market mein support ya resistance kay sath sath apni base par kharay ho kar trader ko kam sell karnay ya zyada buy karnay ke ejazat datay hein nechay dey gay chart mein es baat k explain kea geya hey keh aik trader kes tarah market kay en points ko explain karnay kay ley or price ko indicate karnay kay ley akele price ka estamal kar sakta hey jen mein demand supply say agay jana start kar dayte hey price ko increase karen ya supply demand say agay jana start ho jate hey ya phir demand supply say zyada hona start ho jate hey
    Click image for larger version

Name:	supply-and-demand-vs-support-and-resistance_body_RANGE0.png
Views:	2
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12519660



    trading with breakout;


    sekay ka dosra rukh woh trade hote hey jo keh forex market mein mahol ko tabdel karnay ke koshesh kar raha hota hey support or resistance kay gapkay sath new high or new low ko paida kar raha hota hey es bat ka maksad hey keh over bought level par kam buy karna hey or over sold level par kam sell karna hota hey
    Click image for larger version

Name:	supply-and-demand-vs-support-and-resistance_body_BREAKOUT.png
Views:	2
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12519662
    chokeh yeh mahol es say kahen zyada efra tafre ka shekar ho sakta hey jes ke range market mein towak ke ja sakte hey es tarah trader k aam tor par risk management ke halat ko tabdel karnay kay ley bullish market mein trading kay increase karnay ke twako ke ja sakte hey risk managment ke halat ko tabdel karnay kay ley aam tor par bullish market mein increase hotay hovay risk mein behtareen khedmaat ko frahm karte hey or risk mangement kay positive risk reward ratio ko follow karna hota hey
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market supply and demand and find entry point

    Introduction ;-

    Forex business may bhi supply and demand ko isi tarha determine kiya jata hay jis tarah Real life main baqi commodities yah items ko kiya jata hay. Forex main Demand and Supply ranges, zones or in main trading strategies use kar kay trade karny ka best idea hona chaiye.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	3
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12383546

    Demand and supply ranges;-

    Demand and supply ranges kay liye ham kuch indicators bhi use kar sakty hain. Jab keh chart main ban janay wali candles bhi hamain demand and Supply kay bary main batati hain. RSI indicator kay through ham demand and supply ranges kay bary main malom ker sakty hain or is ki base per trade ko predict kar sakty hain. Jab RSI above 70 ho to is ka matlab supply zone ya selling zone is ko kaha jata hay, jahan strong resistance ki waja say selling pressure hota hay, isi tarah jab RSI below 30 ho to is ko demand zone kaha jata hay jahan support ki waja say buy ka pressure hota hay.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	4
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12383547

    Demand and supply zone ;-

    Demand and supply zone ki forex chart main kafi jaga per past movement ko mad e nazar rakh kar is ki indication mil jati hay. Resistance and support kay lehaz say kafi traders nay chart per in points ko customize or highlight kia hota hay jin ko woh in future use karty hain.

    Supply and demand main trade ;-

    Supply and demand main chart ko zoom out kar kay ham different points per ye points search ker sakty hain jahan say reversal trend start hoty hain. In main hamain woh points bhi nazar main rakhny chahiye jahan say past main strong supports and resistances break and build hooi hon. Supply and demand zone ki theek identification kay liye RSI or Fibonacci indicators ki ranges ko bhi use kia ja sakta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	3
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12383548

    Supply & demand and Risk management ;-

    Demand and supply zones and ranges main different analysis or indicators ko use kar kay ager ham proper risk management karain or stop loss and take profit tools ka achy say use karain to ham bahot achi trade kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: forex market supply and demand and find entry point

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Supply and Demand


      Forex Trading market ki next position ko malom karne k leye zarori hai k market me hum indicators ka sahi tarah se istemal karen. Market ka har aik point ko sahi tarah se sekhen. Market me bohut sare indicators aur chart pattern hamare leye market ki next position ko malom karne k leye bohut aham aur zarori points de rahe hote hen. Forex trading marketnaik khas value aur market me supply aur demand k hisab se move kar rahi hoti hai. Is waja se koshash karen k market ki next position k leye hum aise indicators ka istemal karen jo market ki next position ko hamare leye perfet tawar par de saken. Forex trading me currencies market me demand aur supply ki waja se movement karti hai. Jab bhi market me demand ya supply ziada ya kam ho jaye to is se market me currencies ki movement pe asar hota hai. Forex trading me supply jab ziada ho jaye to is se market me demand ziada ho jata hai aur market me price upward move karna shoro karta hai, lekin agar market me demand kam ho jaye aur supply ziada ho jaye to is se market me demand kam hoti hai aur market ki movement downward hoti hai. Aur agar market me supply aur demand aik jaise hoti hai to is se market me movement sideways ya seedi hoti hai. Chonkeh forex trading me currencies pair ki sorat me hoti hai to agar aik pair ki demand ziada hoti hai to is se dosre pair ki demand kam hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (885).jpeg
Views:	3
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12383587

      Demand Zone

      Demand zone hamesha prices k bottom main uss waqat banta hai, jab bhi prices ko mazeed nechay jane main dushwaree ka samna katna par raha ho. Ye zone aik strong bullish trend create karti hai, jiss k baad prices upward move karn shoro karti hai. Demand zone par supply kam hone se bullish trend reversal par strong white ya green candles banti hai, jo prices ko musalsal upward push karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2395).png
Views:	8
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12383588

      Supply Zone


      Supply zone kisi bhi assets ki wo value hoti hai, jahan par akar prices ko resistance level ka samna karna parta hai. Jab bhi prices k top ya bullish trend main prices bohut ziada upward chali jati hai, to uss top position par aksar iss ko mazeed upward jane par rukawat ka samna karna parta hai. Isis position par assets ki demand kam hoti hai, jiss se prices gerna shoro hoti hai. Prices k gerne se bearish trend banta hai, jiss se black ya red candles banti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2396).png
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12383589

      Trading

      Supply aur demand zone prices k leye trend reversal ka zone hota hai. Jab bhi kisi currency jore ya commodities ki supply ziada hoti hai, to uss waqat uss ko resistance level ka samna karna parta hai, jahan se bearish trend reversal hota hai. Bearish trend reversal ki waja se prices teezi k sath nechay gerna shoro karti hai. Supply zone par demand kam hoti hai, jiss par sell ki entry ki ja sakti hai. Demand zone par trading k leye zarori hai, k ye position aik strong support level bhi hona chaheye, jahan se prices baar baar reject ho jati hai. Demand zone par currency jore ya commodities prices upward jana shoro karti hai, jiss par market main buyers active ho jate hen, aur yahan par buy ki entry hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (2397).png
Views:	2
Size:	27.7 کلوبائٹ
ID:	12383586

      اب آن لائن

      Working...
      X