Introduction.
Dear friends Commodity channel index indicator market Mein buying or selling se related information provide karta hai Jab hamare pass is indicator ke bare mein knowledge Hota Hai To Hamen Pata hota hai ki Hamen market mein kis Waqt trade open karni hai aur Market kis stand Mein moob kar rahi hai Jab Hamen market ki movement ka acchi Tarah Se pata chal Jata Hai To Hamen market Mein trade Lagane Mein aasani hoti hai Ham market Mein use Waqt trade Laga sakte hain Jab market uptrend and downtrend move karti hai Jab market sideway movement Mein Ho To Ham use Mein trade open nahin kar sakte hean.
![Click image for larger version
Name: Day-Trading-With-CCI-Winning-Trade.png
Views: 4
Size: 257.9 کلوبائٹ
ID: 12519461](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12519461&d=1642937587)
How Commodity channel index (CCI) Works
Dear friends CCI indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik mil Rahe hote hain simple agar aap is indicator ko last ten candles yah last twenty candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya selling opportunities sy related notification de raha Hota Ha cmmodity channel inde indicator moving average indicator se resemblance Rakhta hai agar aap apni trading ko Jyada profitable banana Chahte Hain To aapko apni trading Mein Hamesha Ek Se zyada indicators ko istemal karna ho ga.
![Click image for larger version
Name: Commodity-Channel-Index-Trading-Example-2.png
Views: 5
Size: 27.1 کلوبائٹ
ID: 12519462](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12519462&d=1648971584)
How to trading at Commodity channel index (CCI)
Dear friends agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain CCI indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain.
Dear friends Commodity channel index indicator market Mein buying or selling se related information provide karta hai Jab hamare pass is indicator ke bare mein knowledge Hota Hai To Hamen Pata hota hai ki Hamen market mein kis Waqt trade open karni hai aur Market kis stand Mein moob kar rahi hai Jab Hamen market ki movement ka acchi Tarah Se pata chal Jata Hai To Hamen market Mein trade Lagane Mein aasani hoti hai Ham market Mein use Waqt trade Laga sakte hain Jab market uptrend and downtrend move karti hai Jab market sideway movement Mein Ho To Ham use Mein trade open nahin kar sakte hean.
How Commodity channel index (CCI) Works
Dear friends CCI indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik mil Rahe hote hain simple agar aap is indicator ko last ten candles yah last twenty candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya selling opportunities sy related notification de raha Hota Ha cmmodity channel inde indicator moving average indicator se resemblance Rakhta hai agar aap apni trading ko Jyada profitable banana Chahte Hain To aapko apni trading Mein Hamesha Ek Se zyada indicators ko istemal karna ho ga.
How to trading at Commodity channel index (CCI)
Dear friends agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain CCI indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим