Assalamu Alaikum senior and junior members Jab aap Forex trading market mein apni joining karte hain aur is purpose ke liye Kisi broker ki selection karte hain to definittely aapko apni har trade per broker ko commission Dena hota hai kuch aise brokers bhi hai jo aap ko commission ke sath sath interest charge kar rahe hote hain isliye aapko broker ki selection bi carefully karna hoti hai aur hamesha aise broker ki selection karna hoti hai jo aapko minimum charge Karen kyunki Jab aapko ek broker maximum facilities provide karta hai aur iske against minimum charges receive karta hai to vah broker aapke liye best ho sakta hai broker ke commission se related main kuchh important information aapse share karne ja raha hun.
What is Spread
Dear member Jab aap Kisi broker ke sath apni investment process ko complete kar lete hain aur Forex trading market mein entry lete Hain to aisi condition mein aapko apni entry complete karne ke bad broker ko commission Dena hota hai is commission ko aap Park trading market ki language mein separate ka naam dete Hain dear member jitne bhi brokers aapke sath working kar rahe hote hain unko hamesha commission Dena hota hai aur is commission ko aap do important type mein divide kar sakte hain.
Fix Spread
Dear members Jab aap broker ke commission ki different types ko study karte hain to ismein aapko sabse pahle sex separate ki information ka idea hona chahie kyunki Jab aap Kisi currency per ya Kisi commodity per apni trade open karte hain to ismein aapko ek fix commission offer Kiya ja Raha hota hai for example Jab aap crude oil per rate lete hain to ismein aapko Mani management ke mutabik instaforex broker per just 3 PIP ka separate offer Kiya ja Raha hota hai aur iska matlab yah hota hai ki agar aap zero point zero one ki lot size select karte hain to aapko 0.30 commission Dena hota hai.
Variable Spread
Dear member sometime of Jab Kisi broker ki selection karte Hain to ismein kuchh aise brokers bhi hote hain jo aapko multiple current affairs aur multiple commodities per variable commission offer kar rahe hote hain iska matlab yah hota hai ki Jab aapko market mein entry dete Hain to ismein time tu time commission change hota rahata hai aur example Jab aap market mein entry lete Hain to iska commission minimum hoga aur vid d passage off time yah increase ya decrease ho sakta hai is group karke commission ko aap variable spread / commission ka naam dete Hain.
Broker's Earning
Dear member Jab aap broker ke commission ki discussion karte hain to aapko yah idea hona chahie ki broker ki yah income hoti hai lekin agar aap isko apni and per dekhte hain to yah aapke liye charges hote hain aur aapki amount mein se detection ho rahi hoti hai lekin yah charges aapko har Surat mein Dena hote hain kyunki without Bank commission off forest trading market mein enter nahin ho sakte hain aur isliye aapko hamesha ek aise broker ki selection karni hoti hai jo reliable hone ke sath sath aapko minimum commission offer kar raha hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим