Leading & Lagging indicators guide
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading & Lagging indicators guide
    Assalam alaikum dear members!
    umeed karta hun aap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achii jaa rahi ho ge.
    Dear members forex indicators trading main kafi helpful hoty hain agr hum inko achy se smjh kr yrade karen to ye kafi faida mand ho skty hain.
    esi lye hun aj indicators ko study karen gy.

    what is indicator?

    Dear members jesa k naam se wazeh ha k indicator ka mtlb ishara deny wala forex main indicators hame market ki movement k bary main btaty hain.
    Q k indicators market main different value ko use kr k market k trend or possible support & resistance k bary main information dety hain.
    es lye indicators ko technical analysis main istmal kia jata ha.
    laikin in indicators ki 2 types hain.

    Leading Indicator
    Lagging Indicator

    in dono types ko nechy tafseel se bayan kiya gaya ha.
    What is Leading Indicators?

    Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
    Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hain.



    Dear members forex trading mai Leading indicator wo indicator hai. Jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hen. Ye indicator information dety hen k next level pr prices kis side pr move krny wali hen. Leading indicator ki help sy he hum overbought or oversold state ki depict krty hen. Jb market overbought state pr pohnch jati hai. To is k bounce back hony k chances barah jaty hain.

    Pros & Cons of Leading Indicators:

    Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
    Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaws, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.

    What is Lagging Indicator?

    Dear forum members Lagging Indicator asay indicators hoty hain Jo k market ka signal tb dety hain. Jb market apna trend change kr chuki hoti hai. Ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai. Or hum ny boat miss kr dia hai.
    Lagging Indicator market k long trend mai boht help full hoty hain. Q k agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata ha. In indicators ka ak disadvantage ye hota ha k ye indicators advance ma market ki prices k bary mai information nai dety.



    Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
    Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.

    Pros & Cons of Lagging Indicators:

    agging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
    Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoten hen.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading &amp; Lagging indicators guide

    Assalamu Alaikum Forex members ab sab theek Honge aaj ka Hamara topi ke leading and lagging indicator kia ha aur yah Forex mein kis tarike se help krta hai aaj Ham is per baat karte hain.

    Leading and lagging indicators:
    leading and lagging indicator Ko Agar Ham acche tarike se follow karte hain iski value ko Maihar Karte Hain To Hamen Iske bare mein Pata Chalta Hai Ki yah bahut acchi tarike se object rahata Hai market ko business ko condition wali jismein aapko bahut acchi tarike se iski current condition ke bare mein Pata Chalta Hai uski friend ke bare mein jisse aapko further growth Hoti Hai leading and lagging indicator ki quality ko Dekhte Hue Ham business ke current status ko dekhte hain lagging indicator ke roop aur Jiski condition ko further Dekha jata hai usko leading indicator Kahate Hain Jo the company's chief karne ka project Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	12
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12383484

    What are leading and lagging indicators?
    Lagging indicator ki self se Ham bahut acchi tarike se enterprise delete kar sakte hain understand kar sakte hain business ki condition ko aur Iske trend ko jisse medical Taur per Ham manager karte hain Iske track ko mete karte hain enterprise main goal and achievement karte hain aur uski object ko dekhte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	4
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12383485

    Leading indicator:
    leading indicator bahut jyada acchi tarike se describe Kiya Jata Hai Iske input ko for define Kiya Jata Hai Iske action ke necessary achievement ke goals ko Jyoti Mere par hota hai out kam karta hai lekin bleeding ko successfully dekhne ke liye aapko is ko acchi tarike se overall Business mein object mein dekhna padta hai mis call leading indicator main bhi Kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	download (19).png
Views:	5
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12383486

    Lagging indicator:

    lagging indicator ko Ham bahut acche tarike se leading indicator ke information business ki leadership se Dekhte Hain Jo ke product ko Dekhte Hue iska result deti hai aur Legi indicator Maiya Karti Hai front production ko aur uski performance ko jisse Ham leading ke indicator ko Nitin banae karte hain lekin difficult hota hai usko maja karna Lage indicator easy hota hai maja karna but hard to change is to change karna Mushkil ho jata hai aur Iske opposite Hai Magar dekhte hain to lagging indicators Kuchh time output mater.

    اب آن لائن

    Working...
    X