forex markeet slow

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bhai jan shahid ap ka tajzia sahi ho lekan market ka ahista ya taiz hona economic calander par hota hai monday ho ya koi or din ho jis din aham news nahi ho market ki movement slow hi ho gi or jis time aham nes ho gi market ki movement taiz ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      han wasay manay ye bat note to ki hay lakin kabhi si bat per ziada tawaja nahi di hay,wasay mujhay is baray main nahi pta hay kay Monday walay din ye kun slow hoti ho gi lakin ye slow hoti hi hay.
      • #78 Collapse

        mein ne ye baat aik learning website per dekhi thi k monday wale din forex market slow hoti he doosre dinon k muqably mein qiun k monday wale din itni ziada news nahin hoti jis ki wajah se shaed forex market slow hoti he lekin ye confirm nahin he kabhi monday ko market volatile bhi hoti he
        • #79 Collapse

          right dear brother bahot say log yeh kehtay hai our may nay deka hai is ko who is liyeh enter nahi hotay hai kuch log k us ko trend our market ki sahi say samj nahi ati hai us time our bahot say logo nay yehi mind bana dala hai k market slow hoti hai our market slow isl iyeh ho jata hai pher k log market may enter hi nahi hotay tu slow tu ho gi hi na
             
          • #80 Collapse

            monday ko waqia he market bohat slow hoti hai. kioun keh do dil break kay baed trader aram say he apna kam sheroo kertay hai aur inverster bhee kam maket men paisa lagatay hain. kuch wesay bhee kuch logon ne zehn men bathaya hota hai. saham kay waqat market tez ho jati hai noral ho jati hai.
            • #81 Collapse

              market her monday ko slow nai hoti hy, aisa kbi kbi hota hy jb market mein news impact na ho ess liy mein yah baat nai manta hoon abi kl jo monday aany wala hy 14/04/2014 ko ess monday ko kafi hot news hein aur market boht zyadh volatile hony wali hy aur past mein bi kafi examples mojood hein, market kisi din bi slow ho skti hy ess mein monday hona zroori nai hy.
              • #82 Collapse

                When Forex market is low movement its mean that big internal market is not open know and this is possible that big traders is in waiting that when markets will open then we work.
                • #83 Collapse

                  jahan tuk mera khayal hy monday ko 2 din ki chuti ky baad loog taz bazab ka shakar hotay heen, wo monday ky din sirf market ka tajzeya hi kurtay heen ky market kis turaf ka trend pukarti hy, es lye tuesday ko hi zayada tur trading shuroo kurtay heen.
                  • #84 Collapse

                    ap na thek kaha ha monday ko market boht slow hoti ha ku ka market ma boht kam log hota hia or apni monay aching karw raha hota hi or markat ma ko kam vist kar raha hota hi
                    • #85 Collapse

                      g han bhai jan aap theak keh rahy ho jub monday waly din market open hoti hai tu ous din itna khas movement nahi hoti hai market main iss ki main waja ye hai k monday waly din buhat kam news hoti hain or mosty market voltile move he krti hai jo friday waly din close hony pr kr rahi thi
                      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                      • #86 Collapse

                        yes dear friend ap nay acha sawal key ahay kay forex per kabi kabi market slow ho jat ahay per is may koi bari bat nahe hay q kay ager market slow hay to us kay leyi humain wait kerna chahayi ta ka market high ho jay aur humpir us say faida hasil ker sakain
                        • #87 Collapse

                          jee sahi kaha ap ney monday ko market slow zaror hoti hai lakin us ke bhe ek wajha hai ke monday waley din trading ka start hota hai aur traders money invest karney dartey hai jab tak unhey clear na ho jaye ke market me keya uper nechey jaye ga..
                          • #88 Collapse

                            je monday wali din forex marketing slow hoti hai ku kay us din market mein exchanging bohot kum hoti hai jis ki waja say marketing slow be hoti hai aur ics din loss be ho sakta hai
                            • #89 Collapse

                              monday ko is liay slow hoti hai hai ke monday ko markete open hoti hai is waja se slow hoti hai first day hota hai 2nd yeh ke monday ko koi news nai hoti is waja se b slow hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ji haan market slow hoti hai kyun k aksar trade monday ko trade nahi karty or kuch planning ya dekh rahy hoty hain market ko k kis trah se hai or ye trade os din kam hoti hai jis ki waja se slow move hoti hai forex but apki achi planning and strategy ho to ap long term trade kardo dosre din tak apko acha profit hoga is se risk utha k hamein trade karni hoti hai jab market slow ho to

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X