forex markeet slow

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bhai market kabhi kabhi he slow hoti hai maximum yeh fast chalti hai is per depend hota hai ke yeh ziada tar i think week ke end me ya week ke start me slow chalti hai baqi tamam din normal chalti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sadaf001 پيغام ديکھيے
      Kia ap doston ne kbi note kia k forex markedt har monday ko slow hoti hy,
      iski kia waja hy?
      Bhai main nay bhi yeh note kiya hai aur forex market mondy kay din dosry dinon kay muqably main slow hoti hai iss ki waja shayad yeh ho kay do din ya satuday aur sunday kay din market close hoti hai aur jab mondy ko open hoti hai tu mere khayal say investors ka itna rujhaan nahi hota pehly din per.
      • #48 Collapse

        dear ager apne forex main slow pair par trading karni hai to us k liye apko euro.usd wala pair join karna chahiye kue k wo bohat hi best be hai or slow be or new user kliye be kafi best hai.
        • #49 Collapse

          g han mostly monday ko forex slow hoti hey zyada ter forex makrte thursady aur fruday kko zyada fast hoti hey is ki ek khas wja yeh bhe hoti hey keh monday ko forex sey releated announcemnet kum hoti aur last do din announcmnet bhe zyada hoti hain
          • #50 Collapse

            forex market is waqat slow hoti hai jb market mian ups and down a jaty hain is tara phr $ ki value b kam ya zayda ho jati hai is tara phr market slow conditon mien a jati hain i think .
            • #51 Collapse

              g mein note kya hein monday ko markeet slow hot hein is ke yhe wage hot hein 2 din ke chote ka band markeet open hot hein is liye slow hot hein east east tanze ho gant hein
              • #52 Collapse

                Monday waly din log dekhte hain keh market kis tarf ja rhi he usi k tahat woh apni trade krte hain aur woh monday ko sirf market watch ktrte hain.
                • #53 Collapse

                  mostly monday ko market slow hoti hay kiyoo off kay baad working start hoti hay magar ya kahna worng ho ga kay monday ko busness nahi hota agar aap sahi waqat pay trade karin tu aap ko aacha profit mil jata hay
                  • #54 Collapse

                    my dear friend monday ko forex market is lya slow hoti hy ku rat ko 3 Am maket oepn hoti hy aur monday ka phale din hota hy market ka open hone ka us waqt is lya slow hoti hy market ma currencey ka data nhi aa raha hota hy phr rat sham ma market zor pakr lati he aur moment taz hoti hy
                    • #55 Collapse

                      nahi bhai manay kabhi Monday walay din to note nah kia lakin aik din manay Friday walay din note kia tha or us din market waqai bohot slow thi.is ki waja to mujhay bhi nahi pta lakin aksar aisa hota hay.
                      • #56 Collapse

                        mian na bhi yeh bat note ki ha k monday waly din forex market slow rehti ha mjhy reason to nhi pta k market q slow rehta ha per yeh bat har dafa dekhi ha main na mjhy bhi koi btaey k aisa q ha
                         
                        • #57 Collapse

                          is main mujhay ye hi lag raha hay kay is main jub app sunday kay bad market main wapis aty hain to app ko holiday ki waja say market ka itna pata nahi hota to is lian app sahi tareeqy say post nahi kar paty to ye hi main reason lag raha hy.
                          • #58 Collapse

                            nahe tu muje tu asa nahe laga market ko be market slow nahe hoti mondya ko be kesi time yani sham ky aqat market fast hiti hai ya jes waqat open hoti hai us waqat kafi fast hoti hai market
                            • #59 Collapse

                              main na bhi dekha ha k har monday ko forex market slow hoti ha mujhy is ki reason to nhi pta per yeh chez main na boht dafa dekhi ha koi plz jis ko is ka kuch pta ha to share kary
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                brother monday ko market slow hoti sahi kaha ap ny ma ny bhi note kia hy asa hi hy monday ko market slow hoti hy kiyun k market start hoi hoti hy aur sab araam araam sy ana shuru ho jaty hen es lia market slow move kar rahi hoti hy jab traders ki tadad ma ezafa hota jata hy wesy hi market ma move bhi teez hona shuru ho jata hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X