forex markeet slow

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    money management is very much important in forex trading because if we can not restore our capital then how we can trade good in forex market,so it's better for us to follow good money management rules with our every trade we do
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      nahi mera nahi khyaal hai k manne aj tak ye cheez note ki hai k monday ko forex market slow ho jaty hain.. agar hoty ha to iski wajha ye hoo sakty hai k tb log abhi ready nhai hoty hain trading k liye.
      • #348 Collapse

        forex ,arket week 1 ya 2 dafa slow hoti hy,aur baki dinun main es py acha khasa bussines kya ja skta hy,yh zarori nhn hy keh pura weeh hi market taiz rhy hy yh tu market mod pee depend karta hy.
        • #349 Collapse

          ji pa ji aap theek kahty hain sunday ko maarket buhat slow hoti hy or marke clos honain ki waja say karobar ki activities main buhat kami waqiya hoti hay or mondy k din forex markeet ko news bhi kum hoti hain
          • #350 Collapse

            han kabhe kabhe esa hota hai lakin hamesha nahee darasal monday ko open hote hai esliye aapko esa lagta hoga lakin kabhe kabhe esa hota hai ke monday k market kafi fast kaam kertee hai jesa ke last monday ko gbp ke markets ache khade high price open huwe thee
            • #351 Collapse

              han g bilkul forex me jab hum traidng ker rahy hoty hen to sometime monday ko market bhut slow hoti hy is ki waja ye hy ke market 2 din ke bad open hoti hy or is me user kafi kam hoti hy jis ki waja se market slow hoti hy
              • #352 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sadaf001 پيغام ديکھيے
                Kia ap doston ne kbi note kia k forex markedt har monday ko slow hoti hy,
                iski kia waja hy?
                g han friends its true qk two days off k bad monday ko market on hoti he aur traders itni juldi trade nai krte is liye market slow rehti he
                • #353 Collapse

                  Jee han kabhi kabhi to market bohat slow hojati hai jiski waja say kabhi loss bhi hojata hai aur chart ko bhi analyises nahi hota jissay ziada profit to karsaktay hai aur trading bohat assan hosakti hai
                  • #354 Collapse

                    I think it depend on the Forex marketplace billet because it is enterprise .so we see more many time learn it is moderator and some statement reading is sharp velocity .i cerebrate for this poorness lot of saintlike knowledge participate and the good others knowledge .
                    • #355 Collapse

                      g ha sir kbi kbi to markit boht hi slo ho jati hay or profat bi nhi hota lekin aek bat hay loos bi boht kam hota hay agr markit achi ho to profat to hoti hay lekin agar loos ho to boht zeada hota hayis liay markit sloo ho ya tez hmy ahteaat sy hona chhi ae
                      • #356 Collapse

                        Forex can running her way slowly.Anyone can survive in Forex trading.but heard working is a important thing.one moor thing confidence and knowledge this two is very important thing in Forex trading.i just want to say money is not before that is confidence and knowledge.
                        • #357 Collapse

                          mere khayal main 2 days ka gap hotay hai monday se pehlay, shayed iss liye market thori slow hoti hai. iss ke elawa monday ki morning main kuch markets open hoti hain aur kuch close hoti hain. jab sari markets open ho jati hai to phir movement fast ho jati hai.
                          • #358 Collapse

                            is bary main main kuch nahi keh sakti kiyun k main ny to yehi feel kiaya hai k market aam tor py dopehar ko slow hoti hai
                            • #359 Collapse

                              g han is main waja yeh hay monday say phaly do din ki choti hoti hay aur markeet open hoti hay to us waqat koi itna ziyada karobar nahi hota jis ki waja say markeet salow hoti hay aur is main koi waja nahi hay aur us k elawa dino main markeet main tezi a jati hay aur markeet tezi say up down hoti rati hay aur un dino main loss aur profit chalta rata hay...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                yes my best friend apne bilkul sahi kaha hai man ap ki bat sy agree karta hu my best friend monday ko waqy market bhut hi slow hoti hai mane not kiya hai mera khayal hai k monday bhut sy log trading nai karty ho gay kun k market slow hoti hai i like pakistan forum

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X