forex markeet slow

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    g han bro. wo es liya kay market 2 din baad open hoti hay jis say taqreebn subhi treadr aram say kaam karty hain yahi waja hoti market kay slow hony.or treadrs ki activity main bhi kami aa jati hay.but aysa haar baar nahi hota.treadrs es liya aram say kaam karty hain kay abhi 4 din baqi hain kaam karny kay.but jo apny kaam main serious hoty hain wo aysa nahi karty......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Baheyo main nay aksar is chez ko note kiya ha or ap nay b ya dakha ho ga kay Friday ko market bohat zayada sham kay waqt slow ho jjatey ha or is main moving bohat kam hotey ha . is leya kay traders new week ka intzar kartay hain .
      • #213 Collapse

        ji bhai ma na bi kafi note kia ha asal ma us waqt market open hoti ha or thik tarha sa business man share khareedtay bi kam han or market slow hoti ha or waisa bi news bi kam hoti ha monday ko is lia slow rahti ha
        • #214 Collapse

          as a brand new comer within Fx trading small business my spouse and i have no idea the reason Fx trading market will be sluggish definitely as well as definitely not. although my spouse and i listen to that within Monday Forex will be can be sluggish compare on the some other these kinds of in the few days.
          • #215 Collapse

            monday ko waqia he market bohat slow hoti hai. kioun keh do dil break kay baed trader aram say he apna kam sheroo kertay hai aur inverster bhee kam maket men paisa lagatay hain. kuch wesay bhee kuch logon ne zehn men bathaya hota hai. saham kay waqat market tez ho jati hai noral ho jati hai.
            • #216 Collapse

              forex market slow hoti hai jb market ki value kam ho jati hai so yeh ek bar backdraw ha ku k yeh trade ko bht effect krti hai is liye hum kha sekty hain k hum trade ko market ki vaule py depend krta hai
              • #217 Collapse

                Yes dear Monday ko market slow zarur rehti iski waja ye hai kay market apni weekly opening (Canlde) ka high ya low bana rahi hoti hai apny previous level ko touch kar rahi hoti hai jisky baad usko wapis apny trend ki taraf ana hota hai us level ko test kar kay iski waja se market Monday ko mostly slow hi rehti hai or phir Tuesday tak ye apni real condition me aa jaati hai.
                • #218 Collapse

                  monday ko trading market ka slow hona iss baat sey judge kia jaa sakta he k bofore two days holidays key din hotey hai jiss sey ziada invester invest ker key kaam kertay hai aur monday wala din sub loogo ko aur bi koi dosery kaam hotay hai q k ye week ka pela din hota jiss sey wo first of all kerney k baad baqi kertay hai
                  • #219 Collapse

                    Monday ko waqia he market bohat slow hoti hai. kioun keh do dil break kay baed trader aram say he apna kam sheroo kertay hai aur inverster bhee kam maket men paisa lagatay hain. kuch wesay bhee kuch logon ne zehn men bathaya hota hai. saham kay waqat market tez ho jati hai noral ho jati hai.
                    • #220 Collapse

                      g han mondy q k working days ka pehla din hota he is liye is din market bht slow hoti he us k bad next day market pht sy set ho jati he or tezi sy kam krti he.
                       
                      • #221 Collapse

                        Har monday ko market slow hoti he is ki reson yehi he jo main upr waly coment main bta chuka hn mujy yehi wja pta he agr ap ko koi wja pta he to muj sy b shair kren. k q slow hoti he market.
                         
                        • #222 Collapse

                          ok yar thek hai main kah fdn halkin is ka mtlb ya to ni na nk main wo hmaryta dmag pea khay ormsnao kya hao kay sab thek thak hai ok thek hai main kah lakin is ka jya b a
                          • #223 Collapse

                            g han bahi jan ap ny thik kaha hy markit slow aksr monday ko he hoti hy q k myry khyal my markit ka first day hota hy na is liay monday ko itni news b ni hoti is liay hamy markit ki condition ko mady nazr rakh k he trading krni chaeay ta k hamy loss na ho jay monday ko ap ko trading planing k sath he krni chaeay .
                            • #224 Collapse

                              ji han mai nai yeah suna hai ..laikn waja nhn pata aisa kyun hota hai mairay khyal mai week ka paihla din hota hai jis ki waja sai slow hoti hai market
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                forex trading me aapko sabse jyada paisa milega agar aapko forex trading karna aata hai to par forex trading me bhi thoda time to lagta hi hai kyuki forex market me movement very fast nahi hoti hai ye sirf kabhi kabhi hi fast movement deta hai par baki sabhi bussiness se to ye bahut tez hi hota hai paisa kamana hai to

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X