"Morning Star Candlestick Pattern" and its importance in trading:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Morning Star Candlestick Pattern" and its importance in trading:
    Assalam o alaikum Dear members, Umeed hai sab dost theak hain aur achy sy apny tasks complete kar rhy hain. Jasa k ap sab janty hain k Forex trading main learning, knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai. Dear members, forex trading me loss say bachny k liye, aur aik profitable trade krny k liye, candlesticks ka knowledge, aur technical analysis skills ka hona bohat zarori hai. Aj main ap sy aik important candlestick pattern k bary main discuss krna chahta hu. Wo pattern “Morning Star Candlestick Pattern”hai. Agar hum loss sy bachna chahty hain aur risk sy avoid karna chahty hain to is pattern ki understanding bohat zarori hai. Isi candlestick ki knowledge gain kr k, hum blind trading sy avoid kar k profit earn kar sakty hain aur risk management kr k loss sy bach sakty hain. Aur perfect trading kar sakty hain.

    Definition of “Morning Star candlestick pattern”:

    Morning star candlestick pattern,3 bars p mushtamil hota hai, jisy technical analyst bullish sign k tor p interpret karty hain. Morning star aik downtrend k bad banta hai aur ye upward trend ko indicate karta hai. Ye pichli price trend main reversal ka sign deta hai. Traders morning star ki formation ko dekhty hain, aur phir is ki confirmation azafi indicators sy karty hain, k reversal asal main ho rhi ha ya nhi.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	35
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12519057

    Key Takeaways of “Morning Star candlestick pattern”:

    1. Aik morning star lambi black candlestick sy banta hai, us k bad aik choti white ya black candle hoti hai, jis ka jisam chota aur long wicks hoti hain, aur us k bad aik lambi white candle hoti hai.

    2. Morning star candlestick pattern ki middle candlestick market k moment ko capture karti hai. is surat main bears bulls ko rasta dena shuru kar dety hain. Third candle reversal ko confirm karti hai, aur aik new uptrend ka signal deti hai.

    3. Morning star ka opposite, evening star candlestick pattern hai, jo uptrend k downtrend main reversal ko indicate karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	3
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12519058

    Difference between Morning star and Evening star:

    Dear members, Morning star k opposite pattern, Evening star candlestick pattern hai. Evening star main aik lambi white candle hoti hai, jis k bad aik choti white ya black candle hoti hai. Aur us k bad, aik long black day hota hai, jo pehly session main white candle k kam az kam half lambai sy nechy jata hai. Dear members, evening star uptrend main reversal ka signal deta hai. Jis main bulls, bears ko rasta dy rhy hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	3
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12519059

    Limitations of using the “Morning star candlestick pattern”:

    Dear members, sirf visual patterns ki base p trade karna risky ho sakta hai. Morning star candlestick pattern, us waqt behtareen hota hai, jab isy dosry indicators jasy support level sy back up kia jaye. Warna Morning star ko banty hue dekhna bohat aasan hai, jab b koi small candle, downtrend main ati hai.

    How to take advantage from “Morning Star Candlestick pattern”:

    Dear members, agar hum is pattern ko achy sy understand kar lain, aur is k sath dosry indicators aur support level b apply karain, to ye pattern hmy aik achi buying opportunity deta hai. Lakin kbi b isy akela istemal nhi karna chaiye. Hmesha aik second confirmation lazmi ly lani chaiye. Ta k right time p, right decision ly k acha result gain kia ja saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; and its importance in trading:

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Star Candlestick Pattern



    Morning star candlestick pattern mukhtalif candles par mushtamil aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k bottom ya downtrend main bannta hai. Ye pattern "Evening Star Pattern" k opposite formation main bantta hai, jab k "Morning Doji-Star Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern prices k bottom main banne ki wajja se prices k leye mumkinna tawar par aik bullish trend reversal ka kaam kartta hai. Pattern ki dosree candle aik small real body wali hotti hai, jo k prices ko mazzeed bearish gerne se bachatti hai, jiss market par bulls ka ghalbba a jatta hai, aur qeematen upper side par chalnna shoro kartti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (829).jpeg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12383004

    Candles Formation


    Morning Star candlestick pattern teen candles par mushtamil hai, jiss main har aik candle aik dosre se mukhtalif formate main bantti hai. Pattern ki pehlee candle trend k mutabiq bearish candle hotti hai, jab k dosree candle aik small real body main bullish ya bearish dono ho saktti hai, jab k teesree candle bullish candle hotti hai, jis ki tarteeb darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	unnamed (7).jpg
Views:	3
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12383005

    1. First Candle: Morning Star candlestick pattern main pehlee candle aik long real body wali strong bearish candle hai, jo k market main bearish taqqat dekhatti hai, ye candle normal aik black ya red color main bantti hai.

    2. Second Candle: Morning Star candlestick pattern ki dosree candle aik small real body main hotti hai, ye candle aam tawar par aik star candle bantti hai, jis ka open aur close aik dosre k bohut qareeb hotta hai. Pattern ki dosree candle kisi bhi color main ho saktti hai, lekin position is ki lazmi bearish candle k baad honni chaheye aur size main small honni chaheye. Star candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai.

    3. Third Candle: Morning Star candlestick pattern main teesree candle aik strong real body main hotti hai, ye candle bullish trend ki white ya green ki color main bantti hai. Bullish candle dosree small candle k close k baad open hotti hai, jab k pehlee candle k midpoint se above close hotti hai.


    Explanation

    Morning star candlestick pattern prices k top position par banne ki wajja se prices k leye bullish trend reversal ka kaam kartti hai. Ye pattern bearish, star candle aur bullish candles par mushtamil hai, jo "Morning Doji-Star Candlestick Pattern" se mushabehat rakhta hai. Pattern ki dosree small real body wali star candle prices ko mazzeed bearish janne se roktti hai, aur third bullish candle ki waja se bullish trend main tabdeel karwa detti hai.
    Morning Star candlestick pattern ki pehlee strong bearish trend market main sellers ki pressure ko dekha rahee hotti hai, lekin dosree small star candle is pressure main kammi ka sabbab bantti hai, jab k teesree long bullish candle market main buyers ka control aur trend change ka signal detti hai. Ye pattern ziadda bottom position par strong reaction detta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2291).png
Views:	12
Size:	1.5 کلوبائٹ
ID:	12383006

    Trading

    Morning star candlestick pattern main teesree candle prices k tabdeeli ki wajja bantti hai, lekin market main sirf in pattern ki wajja se entry nahi ki ja saktti hai, bulke is k leye mazeed confirmation indicator ka signal ye bullish confirmation candle ki zarorrat hotti hai. Morning Star candlestick pattern main agar teesri candle pehlee candle k midpoint se above ja k vlose hotti hai, to ye aik strong signal detti hai. Agar pattern k teesree candle k baad bullish candle banne par market main buy ki entry ki ja saktti hai. Stop Loss pattern k sab se top position ya star candle k high price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (2290).png
Views:	11
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12383007
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: &quot;Morning Star Candlestick Pattern&quot; and its importance in trading:

      Assalamu Alaikum Forex members ummid hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic and morning star candlestick pattern Per morning star candlestick pattern kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai help karta hai aaj Ham please per baat karte hain.
      What is a morning star candlestick pattern?
      Morning star candlestick pattern Ko Agar Ham dekhte hain to paint Aise hota hai Jisko Ham kaun se princely ke Taur per 3 candles ko follow karte hain jisse Hamen Iske interrupt hone ke bare mein bullish Sine Se Pata Chalta Hai technical analysis karte hain morning star Ham follow karte hain downward Trend ke liye aur iski integrated course start Kiya jata hai jisse aap bahut acche tarike se aap word Kidhar Ja sakte hain ya sign padta hai reversal ko jo ke previous price ke trend ko bhi follow padta hai trader Jab dekhta Hai To formation ko morning star aur uski Sikh confirmation se Dekhte Hue server Yari ko independent ho kar deta hai aur Iske additional educator ko use karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	47
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12383487

      Key takeaways:
      morning star Hamen pattern ko made karta hai ab karne mein build Karta Hai jisse Hamen black candles Hoti Hai similar black or white candlestick short body ko show karti hai aur long wick Chorti hai jisse aapko third candle ki white candlestick Ka Pata Chalta Hai. Middle star morning star capture karti hai aur movement ko Dekhte Hue market ki indecision ko Dekhti Hai Jis Se bare mein aapko acche tarike se Bhul Milta hai aur third Kadar confirm Karti Hai reversal aur Mar karti hai new uptrend Ho.

      Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	49
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12383488


      Opposite pattern ko morning star Mein evening star Mein dekhte hain Jiske signals ko reversal Mein uptrend ke into downtrend Karte Hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X