—
Bullish abandoned baby pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jis main three candlesticks ka aisa aik pattern banta hai k us me pehli candle falling price, second candle stick holding price aur third ( ya last) wali candle rising price k ban jati hai. Bullish abandoned baby pattern bearish abandoned baby pattern ka inverse hai, jo k us k opposite side pe banta hai. Ye pattern low prices ya bottom trend main banne par assets ki demand value main izzafay ka ishara deta hai, jiss se prices k barhne k asarat zahir hote hen. Pattern ki pehli candle bearish hoti hai, jiss k baad aik doji candle banti hai, jab k last par aik bullish candle hoti hai, jo k prices k trend k opposite direction main move karwati hai.
Bullish abandoned baby pattern prices k bottom par teen mukhtalif qisam k candles se mel kar banta hai, jo k prices k trend reversal ka kaam karta hai. Pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jiss k baad aik doji candle banti hai, jab k last par par aik bullish candle hoti hai. Pattern ki ye tarteeb prices k low trend ko high trend main tabdeel karne ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;
1. First Candle: Bullish abandoned baby candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya rea hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai.
2. Second Candle: Bullish abandoned baby candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jiss ka koi color nahi hota hai. Ye candle prices ko waqti tawar par mazeed nechay jane se rok leti hai. Ye candle pehli bearish candle se below gap main banti hai. Jo k bearish aur bullish dono hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ko bullish candle hi tasawar kia jata hai.
3. Third Candle: Bullish abandoned baby candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye doji candle se ooper side par gap main banna chaheye.
Bullish abandoned baby pattern teens candles par mushtamil aik bullish trend reversal hai, jiss mai shamil pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices ki maojoda trend ya falling prices ko dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k umoman aik doji star candle hoti hai. Ye candle prices k bearish trend main rukawat banti hai, jiss se prices mazeed downward jane se ruk jati hai. Pattern ki last candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main current ya sabeqa bearish trend k khateme aur yahan se prices ka rising time shoro ho jata hai. Dekhne main ye pattern aik morning doji star candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin iss pattern main bullish aur bearish candles k doji candle se wazih aur clear gap hota hai.
Bullish abandoned baby pattern chokeh prices k current trend k khatemay aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan buy ki entry se trades entre keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k upper par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bearish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position ya doji candle k low price se two pips below par set karen.
Assalamu Alaikum Dosto!
Bullish Abandoned Baby Candlestick Pattern

Candles Formation

Explanation
Bullish abandoned baby pattern teens candles par mushtamil aik bullish trend reversal hai, jiss mai shamil pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices ki maojoda trend ya falling prices ko dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k umoman aik doji star candle hoti hai. Ye candle prices k bearish trend main rukawat banti hai, jiss se prices mazeed downward jane se ruk jati hai. Pattern ki last candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main current ya sabeqa bearish trend k khateme aur yahan se prices ka rising time shoro ho jata hai. Dekhne main ye pattern aik morning doji star candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin iss pattern main bullish aur bearish candles k doji candle se wazih aur clear gap hota hai.
Trading
Bullish abandoned baby pattern chokeh prices k current trend k khatemay aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan buy ki entry se trades entre keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bullish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k upper par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bearish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se low position ya doji candle k low price se two pips below par set karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим