What is GDP
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is GDP
    AOA
    INTRODUCATION
    Friends kia hal hn ap ky umeed ky ap sub theak hon gy aj hum GDP per disscucc karty hn ky ye kese bhe country ke maysheeyat es ka asar kitna hota hy
    WHAT IS GDP (GROSS DOMESTIC PRODUCT)
    Majmoi gharelo pedawar ( GDP) aik makhsoos muddat mein kisi malik ki sarhadoon ke andar tayyar kardah tamam tayyar shuda samaan aur khidmaat ki kal maliyati ya market value hai. majmoi gharelo pedawar ke wasee pemanay ke tor par, yeh kisi malik ki muashi sehat ke jame score card ke tor par kaam karta hai
    Click image for larger version

Name:	downloadfile.jpg
Views:	1
Size:	37.7 کلوبائٹ
ID:	12518754
    lAWS OF GDP
    1# Majmoi gharelo pedawar ( gdp ) aik makhsoos muddat ke douran malik ke andar banaye gaye tamam tayyar shuda samaan aur khidmaat ki maliyati qeemat hai
    2# GDP kisi malik ka muashi asnip shot faraham karta hai, jis ka istemaal maeeshat ke size aur sharah numoo ka andaza laganay ke liye kya jata hai .
    3# GDP ka hisaab teen tareeqon se lagaya ja sakta hai, akhrajaat, pedawar ya aamdani ka istemaal karte hue. gehri baseerat faraham karne ke liye usay afraat zar aur abadi ke liye adjust kya ja sakta hai .
    4# Agarchay is ki hudood hain, jee d pi policy sazoon, sarmaya karon aur karobariyon ki hikmat e amli se mutaliq faisla saazi mein rahnumai karne ka aik ahem zareya hai .
    DETAILS OF GDP
    Kisi country ke GDP ke hisaab kitaab mein tamam niji aur awaami khapat, hakoomati akhrajaat, sarmaya kaari, niji mein izafay, tamirati akhrajaat ki adaigi aur tijarat ka ghair mulki tawazun shaamil hota hai. ( baraamdaat ko qader mein shaamil kya jata hai aur draamdat ko ghata diya jata hai ) .
    GDP ko baraye naam ya haqeeqi bunyadon par shumaar kya ja sakta hai, jo ke mehengai ka moakhar az zikr hisaab hai. majmoi tor par, haqeeqi GDP taweel mudti qaumi iqtisadi karkardagi ke izhaar ke liye aik behtar tareeqa hai kyunkay yeh musalsal dollar istemaal karta hai .
    Click image for larger version

Name:	GDP-f88cd909a79143d787fd0685770a3f85.jpg
Views:	1
Size:	119.0 کلوبائٹ
ID:	12518755
    TYPES OF GDP

    1# Nominal GDP
    2# Real GDP
    GDP GROTH RATE
    GDP sharah numoo kisi malik ki iqtisadi pedawar mein saal bah saal ( ya sah mahi ) tabdeeli ka mawazna karti hai taakay yeh andaza lagaya ja sakay ke maeeshat kitni taizi se taraqqi kar rahi hai. aam tor par sharah feesad ke tor par zahir kya jata hai, yeh pemana iqtisadi policy sazoon ke liye maqbool hai kyunkay GDP ki numoo ko ahem policy ahdaaf jaisay afraat zar aur be rozgari se qareebi talluq samjha jata hai .Click image for larger version

Name:	26-1.jpg
Views:	1
Size:	36.1 کلوبائٹ
ID:	12518756
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is GDP

    Introduction.

    Friends GDP basically (Gross Domestic Products) kisi mulk ki Muashi taraqi ya tanzli ka inhisar us mulk ki GDP pe hota hai jitna GDP growth ziada hogi utna mulk khushaal hoga.

    Click image for larger version

Name:	What is GDP - 1.png
Views:	2
Size:	95.3 کلوبائٹ
ID:	12382697

    Roll of GDP in Countries Economy.

    Friends Gross Domestic Product hamesha wide role play kerti hain kisi bhi country ki economy ko strong karne main so country ki governance per depend karta hai ky inter countries aur intra country trading main GDP ki ratio Kia chal rehi hai aur isko kis tarah increase Kia ja sakta hai jabky agar good governance ho tou country ki economy GDP ki growth ke sath increase hona shuru ho jati hai jis sy citizens ko facilities milna shuru ho jati hai yehi effect hota hai.

    Click image for larger version

Name:	slide_2.jpg
Views:	1
Size:	56.9 کلوبائٹ
ID:	12382698

    Roll of Import and Export.

    Friends jis country ki Gross Domestic Product zyada Hoti Hai Tou Aeisi situation mein aap ko bohat ziyada advantages mil sakte hain no doubt Gross Domestic Product(GDP) totally aapki country Mein different important products aur Unki Production se related hoti hai Gross domestic Product formula mein total imports aur total exports ko bhi use kiya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	slide_1.jpg
Views:	1
Size:	89.8 کلوبائٹ
ID:	12382699

    Friends Gross Domestic Product ko properly calculate karna chahte hain to is mein aapko 1 country ke liye different important sources ko income study karna hota hai aur uske saath Us ke expenses ko compare karna hota hai gross domestic products ko jab ham other countries ko export kerty hain tou us sy hamari country ky financial assets main increase ati hai aur jab hamary financial assets increase hona shoru ho jaey ga tou hamari country ki economical condition automatically strong hona shoru ho jaey gi ap gross domestic product hamesha wide role play kerti hain kisi bhi country ki economy ko strong kerny main

    Last edited by ; 30-03-2022, 02:26 PM.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is GDP

      GDP gross domestic points ye wo points hai jo Kisi bhi moisturi ki tarkki aur tanaji per depend karte Hain Ki is area mein kis hisab se tarkki ho rahi hai aur is area ki paidavar kitni achcha acchi Tarah se chal rahi hai to yah bahut jyada important points hote hain Kisi bhi area mein ratio maloom karne ke liye aur ine points ko calculate karne ke liye hamen Kisi bhi country ke area ki different source of products ko study karna padta hai aur unka ratio maloom karna padta hai jiske bad hamen pata chalta hai Ki inki gross domestic points kitni acchi ja rahi hai kyunki jab ham calculate karte Hain to hamen difference pata chal jata hai agar Kisi bhi country ki domestic points increase Hona shuru ho jaaye to hamen pata chal jata hai ki inki assest increase hone lag gai hai aur economical condition automatically khud hi increase Kar jaati hai isliye important ko aur sources ko study karna bahut important hai GDP points ko maloom karne ke liye

      اب آن لائن

      Working...
      X