Forex trading me kamyab trader bany k liy important tips
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me kamyab trader bany k liy important tips
    Iqdamaat ka aik silsila kisi bhi career mein taraqqi ki numaindagi kar sakta hai, aur forex is se mustasna nahi hai. kamyaab tajir neechay bayan kardah rastay par chaltay hain.

    Stage 1. Select a broker

    Aik aur mazmoon," forex brokers" mein, hum behas karen ge ke brokr ka intikhab karte waqt kin cheezon par inhisaar karna chahiye. kayi awamil hain. pehla - licence ( roos mein, ab tak sirf teen brokrage ke paas licence hain ). doosri tijarti sharait hain : kam az kam laat size, alaat ki tadaad, phelao ka size. exchange trading cycle ke tamam mazameen ko parhnay ke baad, aap ko maloom ho jaye ga ke uljan mein parre baghair yeh sab kaisay nikalna hai .

    Stage 2. Learn to work on the trading platform:

    Aksar, brokrz tijarti Hadayat faraham karte hain, lekin aisa hamesha nahi hota hai. zail mein hum metatrader4 mein trading par baat karen ge, jo aaj ka sab se maqbool plate form hai. tools istemaal karna, ka istemaal karna," aik click" ki trade karna zaroori hai - un tamam mharton ke baghair aap dukhi hon ge. hamara mahswara hai ke aap kisi qabil aetmaad brokrij firm ke sath kaam karen .

    Phase 3. Acquiring knowledge:

    Yeh aik wazeh haqeeqat hai ke agar aap maliyati mandiyon ko nahi samajte to aap trade nahi kar satke. pichlle mazmoon mein, hum ne market ko karne ke liye kuch Hadayat di theen. aap ko yeh nahi sochna chahiye ke aap ko college ki terhan forex market mein kamyaab honay ke liye paanch saal tak taleem haasil karne ki zaroorat hai - agar aap do ya teen mah ke liye rozana do ghantay mutalea karte hain, to aap market ko achi terhan samajh satke hain aur kuch hikmat e amli bhi apna satke hain. yeh aik kamyaab aaghaz ke liye kaafi hai, lekin baad mein seekhnay ke liye aur bhi bohat kuch hai .

    Stage 4. Fund your trading account:

    Jab hum ne trade shuru ki, to hum ne stap nuqsaan ki satah muqarrar ki. - agar qeemat hamari simt mein nahi barhti hai aur usay martii hai, to trade kam se kam nuqsaan ke sath khatam ho jaye gi. stap nuqsaan se honay wala nuqsaan principal ke 2 % se ziyada nahi hona chahiye. taqreeban tamam tajir is par mutfiq hain : 2 % hamein mazeed 49 baar trade karne aur" usay wapas jeetnay" ka haq dete hain. mahireen nafsiat batatay hain ke is nuqsaan ki wajah se hum –apne dimagh par qaboo nahi khotay balkay sochte rehtay hain. hisaab se pata chalta hai ke 15 minute se 1-4 ghantay ke time frame par honay wali trade ke liye, aap ke funds ke 2 % ke stap nuqsaan ko poora karne ke liye, aap ko kam az kam $ 200 ki zaroorat hai - aik kamyaab aaghaz ke liye behtareen lot size buht matter krta hai.

    Phase 5. Choose a strategy and follow it:

    Kisi bhi hikmat e amli ka khulasa yeh hai ke nakaam trade se ziyada kamyaab tradings hoti hain, lehaza aap ke paas apni trading mein wazeh mansoobah bandi ke rehnuma khutoot honay chahiye. ab se, hum qaleel mudti aur intra day hikmat e amli dekhen ge, aur aap yeh tay karen ge ke trade mein kahan daakhil hona hai, kahan se bahar niklana hai, aur kis satah par apna stap nuqsaan rakhna hai.

    Click image for larger version

Name:	download (7).jpeg
Views:	2
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12518726
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me kamyab trader bany k liy important tips

    Forex traders Successful Tips


    Wese to financial market me business karne wale traders par lagon hote hen, lekin forex trading me kaam karne wale traders k leye ye das osool bohut aham hen, jis ko apnane se traders pane aap ko bohut had tak kamyab bana sakta hai. Koi bhi trader chahay wo successful hi q na ho wo sabar, discipline aur experience jaise adaat (habits) k sath peda nahi hota, bulke unhen is riski karobar me in ko apnana parta hai. Forex trading me kaam karne wale traders k leye ye chand aik point bohut zarori hai, jis k sath wo kafi had tak apne aapko kamyab bana sakta hai;

    Click image for larger version

Name:	images (784).jpeg
Views:	1
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12382630

    1. Trading with Plan


    Forex trading me trading plan kisi rahnuma se kam nahi hota, agar trader proper trading plan k mutabiq market me trading karen to us k successful trades ki tadad bohut had tak increase ho sakti hai.
    Trading plan me traders k market k mutabiq entry point, exit point putting a stop loss, limit orders aur lot size shamil hote hen.

    2. Currency Future Technical Analysis


    Technical analysis karna forex trading market me bohut aham hai, jis tarah se aik mind set game (like chess) me do gamer aik dosre k mind k sath khelte hen, isi tarah se forex market me bhi humen currencies k future movement ko observed karna chaheye aur us k mutabiq market me entry, exit aur trade size plan karne chaheye.

    3. Staying Flexible


    Is ka matlab hai k kamyab traders nakami ki sorat me apni loss ko accept karte hen aur market k apne situation ko badalte rehte hen. Kabhi kabhi hamare trading plan, analysis aur sosre tajzeye thek hote hen, lekin pher kisi news ya dosre events ki waja se humen loss ho jata hai. Humen loss ko except karna chaheye aur ziada emotional ho kar mazeed loss me nahi jana chaheye.

    4. Trading k leye Pori Tayari Karen


    Successful traders market k leye har waqat tayar rehte hen, kam az kam un ki tayari 24 hours ki market ki movement k mutabiq hoti hai. Financial events se humen lazmi bakhabar rehna chaheye, ye hamare trading preparation ka lazmi juzz hai, jis me Up-coming economic data, Scheduled speakers, Central bank interest rate, Important gatherings of financial leaders, Liquidity conditions aur Unexpected events etc shamil hen.

    5. Trading the Range (trend line)


    Market k mutabiq trading karni chaheye, ziada tar market aksar aik waqat me aik hi trend ko follow karti hai. Traders ko dakhna chaheye k market bullish trend, Bearish trend ya sideways trend me hai. Agar wo kisi khas range me trade karta hai, to humen bhi usi k mutabiq apne trading setting karni chaheye.

    6. Focusing on Few Pairs


    Forex trading me analysis har currency jore pe nahi karna chaheye, q k isis tarah se hum sab currency pair pe sahi tareeqay se result hasil nahi kar sakte. Agar traders ziada currencies joron ki nisbat kuch currency pairs par focus karen to is se wo behtar result hasil kar sakta hai. Ziada tar koshash karen k aik hi currency ka mukhtalif dosre currency k sath matching karen.

    7. Risk Reward Ratio


    Apna risk reward ratio aisa tarteeb den k us me munafa bhi achah mel raha ho aur account ko bara risk bhi na ho. Agar trades k successful hone k chances ziada hen to risk reward ratio ziada rakhen aur kam profit wale trades pe kam rakhen. Agar 50/50 hon to us waqat apna reward ziada aur risk kam kia karen.

    8. Protecting Profits


    Daily ki bunyad par market se thora hi sahi lekin profit hasil karna chaheye. Kamyab traders kabhi bhi apne profit wale trades us waqat tak close nahi karta jab tak wo apne analysis k mutabiq matloba level tak phunch nahi jata.

    9. Trading with*Stop Losses


    Stop loss sarmaye ko mehfoz banane ka sab se safe tareeqa hai. Stop loss ko lazmi set karen, kabhi bhi ye na shochen k ziada loss wali trades wapis profit ya loss ko kam karegi. Aksar kabhi bhi loss me trades wapis nahi ati, q k wo jab opposite semat me breakout kar chuki hoti hai to us semat me lazmi us ne kuch faisela bhi tay karna hota hai.

    10. Watching Other Markets


    Sirf currency par trading ka inhisar na karen aur dosre markets ka bhi baghawar mutalea kia karen. Forex market me gold, oil, silver aur cryptocurrency bhi bare pemane pe profit dete hen, is waja se trading me in ka bhi istemal kia karen. Aur in k market k hawale se news, events aur dosre aham articals ko lazmi dekh leya karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me kamyab trader bany k liy important tips

      Assalamu alaikum Forex members ummid hai aap sab theek honge aaj ka hamara topic hai Forex mein kamyab hone ke kya important rule and regulations hai iske bare mein aaj Ham baat karte hain.

      Forex trading:

      Forex trading asi trading hai jismein aapko bahut acche tarike se kamyabi hasil ho sakti hai aap jitne jyada acche tarike se important li lenge utna hi jyada aapko kam karne mein maja aaega aur kam karna aasan ho jaega aur itne acche tarike se kam Karke aap bahut achcha benefit hasil kar sakte hain trading karne ke liye aapko bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai kyunki agar aap trading per concentrate Nahin karte trading ke liye effect Nahin karte to Aapka Forex per kam karne ka koi bhi fayda nahin Hota kyunki bonus ke aap trading nahin kar sakte aur jawab itna acche tarike se kam karte Hain uske bad trading mein bilkul zero hote hain isase aap apne account ko wash kar dete Hain isase achcha hai aapko market ke bare mein karna chahie trading ke bare mein acche tarike se knowledge hasil karne ke bad hi trading Karni chahie.

      Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	1
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12382644

      Forex mein Kamyabi:

      Forex mein Ham bahut acche tarike se kamyabi hasil kar sakte hain jitna acche tarike se Ham kam karenge utna hi acche tarike se Ham arning bhi hasil karte hain market mein acchi position hasil karne ke liye market ko samajhna bahut jaruri hota hai daily base per apne aap ko target banaen jis target ko aap achieve Karen jis Tarah aap apne target ko achieve karte rahenge improvement aati rahti hai aur kamyabi hasil karte rahenge bahut jyada mehnat karne ke bad hi Hamen bahut achcha hona hasil hota hai isliye Ham Apne bonus ko sev rakhne ke liye jitna ho sake acchi training Karen jitna ho sake ek understand Karen understand karne ke bad hi trading ki ja sakti hai benefit tabhi hasil ho sakta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	9
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12382645

      Rule and regulations:

      Trading mein Hamen rules and regulations ko follow karte rahana chahie jitna jyada acche tarike se Ham regulations ko follow karenge utna hi acche tarike se hamara kam mein aasani hoti hai aur kam mein aasani se Hi Ham bahut acche income hasil kar sakte hain market ko samajhne ke liye Hamen iske rul ko samajhna padta hai agar Ham iske rul ko understand kar lete hain samajh lete hain focus karte hain Apne kam per to Kam karna bahut aasan ho jata hai aur bahut acche tarike se Ham ismein earning bhi hasil karte Hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X