bearish belt hold candlesticks patterns???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bearish belt hold candlesticks patterns???
    assalium o alekum

    dear forex member
    umed krti hun ap sb kharyt s hun gy or mahnat s apna work complete kry hn gy jesa k ap janty hai k hmy weekly bounce hasil krny k ly daily three post share krni hoti hai jitni achi or knowledge hoga itna hi Ham acha bounce hasil kr skty hai r profit hasil kr skty hai chlty h aj k topic ki

    What is bearish belt hold ?

    bearish belt hold aik candle stuck patteren hai jo oopar ki taraf rujhan ke douran bantaa hai. patteren mein yahi hota hai :

    Click image for larger version

Name:	beltHold.gif
Views:	5
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12516838

    1 taizi ki tijarat ke baad, aik mandi ya black candle stick hoti hai .

    2 iftitahi qeemat, jo din ke liye buland ho jati hai, pichlle din ke band honay se ziyada hai .

    3 stock ki qeemat din bhar girty rehti hai, jis ke nateejay mein aik lambi siyah shama daan banti hai jis mein aik chhota sa nichala saya hota hai aur oopri saya nahi hota hai .


    bearish belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai .


    bearish belt hold explaind

    bearish belt hold aik aisa namona hai jo aksar sarmaya car ke jazbaat mein taizi se mandi ki taraf ishara karta hai. taham, bearish belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata kyunkay yeh aksar hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai. candle stuck charting ke kisi bhi dosray tareeqay ki terhan, rujhanaat ke baray mein pishin goi karte waqt do din se ziyada trading par ghhor kya jana chahiye .


    understand bearish belt hold

    bearish belt holds ko talaash karna nisbatan aasaan hai lekin is ki tasdeeq zaroori hai —yani un adwaar ko dekhna jo din ke doraniye se agay barhatay hain. pichlle dinon ki mom batian wazeh tor par oopri rujhan mein honi chahiye, is baat ki tasdeeq karte hue ke jazbaat badal gaye hain. signal ki durustagi ki tasdeeq karne mein madad karne ke liye, yeh zaroori hai ke candle stick lambi ho, isi terhan aglay session ki candle stick bhi bearish honi chahiye .

    beariah belt hold example

    t-mobile ke stak mein 2018 ke aakhri hissay aur 2019 ke awail mein izafah dekhnay mein aaya. is taizi ka silsila saal ke aaghaz mein bearish belt hold ke sath khatam sun-hwa. belon ke zareya t-mobile ke stak ka control bearish candle stuck ke sath hil par laya gaya. candle stuck aik bearish belt hold saabit hui jis mein amli tor par koi oopri saya nahi aur neechay ka chhota sa saya hai. aik aur surkh ( neechay ki taraf ) candle ka izafah batata hai ke neechay ka rujhan kaam mein ho sakta hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bearish belt hold candlesticks patterns???

    Bearish Belt Hold Candlestick Pattern

    Dear Friends, bearish belt hold candlestick pattern hmain current trend k reversal ka signal daita ha, ye bullish aur bearish dono ho saktay hain jo is baat par depend karta ha k ye kis tarah k trend ma appear ho raha ha, ye do candles sa mil kar bnta ha jo color aur direction ma aik dusray k opposite hoti hain, is ma trend ki direction ko confirm karnay k liay hmain 3rd ya 4th candle par depend karna parta ha, ye pattern show karta ha k uptrend ma buyers control loose kar rahay hain aur downtrend ma sellers control loose kar rahay hain, ye aik specific pattern ha jo candles chart par ziada nhi milta, traders ko successful trade k liay is pattern ko dusray technical anaylisis k sath use karna chaiay.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-03-28T221325.624.jpeg
Views:	16
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12380702

    Bullish Belt Hold Candlestick

    Bearish Belt Hold Candlestick basically piercing line k similar ha, dono ma difference first candle k penetration level ka ha, ye pattern downtrend ma appear hota ha, is ma 2 candles hoti hain jin ma sa first long aur black yani bearish hoti ha auf second candle white mtlb bullish hoti ha in doni candles ki real body aur length takreeban aik jaisi hoti ha, trend ko confirm karnay k liay confirmation candle ki zarurat hoti ha, jis k baad buy ya sell ki trade set ki ja sakti ha.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-28T221304.500.png
Views:	44
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12380703

    Trading Strategy of Bearish Belt Hold Candlestick

    Bearish Belt Hold Candlestick pattern, ye uptrend ma appear hota ha, jis ma pehli candle long aur white matlb bullish hoti ha aur second candle black mtlb bearish hoti ha, jiska close first candle k same level par hota ha, is pattern ma b dono candles ki real body same hoti ha aur confirmation candle ki zarurat hoti ha.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-28T221332.828.png
Views:	4
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12380704

    Indication After Pattern Formation

    Is pattern ma pehle candle bearish banti hai or second candlestick bullish banti hai. Ye second candlestick market ma down gap sy open hoti hai or phr ye usi point k kareeb close hoti hai jaha par previous candle close hoe thi. Pattern ma jo bullish candle banti hai wo pehle candle ki nisbat large body ki hoti hai. Ye long bullish candle darsal market k reverse hony ko zahir karti hai k market pehle bearish trend ma thi or ab bullish ma ah chuki hai. Es pattern k bad agr trader ko bull ki trade open karni hain to unko chahe k wo stop loss second candle k bottom par set karyn. is ka benefit ye ho ga k wo big loss sy bach jayn gy. Ye bhot important hai k both candles large hon or dono ka closing point b approx same he ho. Agr second candle bullish ni ho gi or market k gap ko fill ni kary gi to ye pattern invalid samaja jae ga.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-03-28T221340.652.jpeg
Views:	1
Size:	38.7 کلوبائٹ
ID:	12380705
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: bearish belt hold candlesticks patterns???

      Explanation

      Friends Bearish Belt Hold tub reliable hoti hain jab ye dusri candlesticks patteon ka hissa banti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain, lihaza hmain forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chahiye ta k hum different patterns aur indicators ko easily samajh sake jis se main market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa mistakes hon gi joe loss ka sabab ban jayen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, is liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath candlesticks sa trade k liay indication hasil kar sakain,.

      Click image for larger version

Name:	belt-hold-pattern1-copy.jpg
Views:	3
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12380706

      Introduction of Bearish belt hold candlesticks patterns.

      Friends Bearish Belt Hold candlesticks pattern downtrend main bhi form hota hay jab bullish trend ki last candle say up ya same point say aik candle open ho kar down a kar precious candle kay lower point ko cross kary aur downside per small wick banaye. Iskay bad is per sell ki trade ki possibility ho sakti hay. Laikin is main bhi ha short time frame ki bajaye daily ya weekly basis oer is pattern kay ban'ny per sell main kuch profit earn kar sakte hain.

      Click image for larger version

Name:	Bearish-Belt-Hold-Candlestick-Pattern.jpg
Views:	7
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12380707

      Types of Bearish Belt Hold candlesticks pattern
      • Upward (Uptrend)
      • Downward (Downtrend)


      Click image for larger version

Name:	BearishBeltHold-5c3bb239c9e77c000199b2b9.png
Views:	9
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12380708

      How to Trade at Bearish Belt Hold candlesticks pattern

      Friends Bearish Belt Hold candlesticks pattern bhi 2 types ki ho sakty hain Jin main upward and downward trend hota Hai isliye aapko apni trading Mein Hamesha market ko analyse karte hue Inko use karna chahie aur Jyada Se Jyada mehnat Karni chahiye agar aap trading Mein jaldbazi Karenge to aapko loss ho sakta hai isliye aapko Soch samajh ke kam karna chahie

      اب آن لائن

      Working...
      X