Forex treading me log zada nafa q nahi kama sakte hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    no dear esy bat nhi he boht se log hen jo forex me boht zada profit hasil karty hen forex trading me wo log profit hasil nhi kar paty hen jin ke pass forex ka ki information nhi hoty he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      esa nahee hain forex tradig main har wo acha trader jiss k pass forex trading k bary main knowledge or experience hotha hian wo is main ek bohat he acha profit earn kary hain or forex trading main jo log is main bina expereince or knowledge k trading karty hain tu on logo ko is main loss ho jatha hain tu app logo ko chayee k app is main pehly ek acha experience hahsil kar pir is main trading kari
       
      • #18 Collapse

        main is bat se agree nahe karta k log zyda nafa with draw nahe karw sakty q k log with drwa karwaty hai. main aik friend ko janta ho jis nai aik din main 80 $ with draw karway . or wo muslsal kai years se trade kar rha hai. agr wo nafa with draw nahe karw sakta to wo trade q kar raha hai. to mery khyal main is bat main koi haqeeqt nahe k log profit with drwa nahe karwaty . kia ap k pass koi aisy masal hai.
        • #19 Collapse

          Dear Forex se ap apna jitna profit hasil karna chaho kar sakty hai or jab ap ko profit hasil ho jaye to ap beshak wo sara profit withdraw kar sakty ho Forex trading aisa bilkul nhi karta k wo ap ko ap ka sara profit na de ap apna sara profit withdraw karwa skty hai. Or Forex trading me ap apny knowledge or experience or hard work kar k jitna profit hasil karna chaho kar sakty ho is me sirf thora sa risk hota hai lekin wo risk trader khud apny analysis and experience ki waja se kam kar leta hai.
          • #20 Collapse

            forex ak risky business hai ye baat to ham jante hain or is mai kaam karne se hamen ya to loss hosakta hai ya profit..........lekin hum jitni ziyada mehnat karen gay utna hi hum ko profit hone ka chance ho ga
             
            • #21 Collapse

              ye to pata nai aysa q ho ta hai kiu k ager kam ko dil laga ker kry to nafa hi hona chye mostly ager nai hota to pher kismat hi kharaab hai .
               
              • #22 Collapse

                aslam o alikum dear forex trading ma hum zaida profit as liye nhe kama sakty kyo ky as ma humy loss be ho jata ha zaida tar laken agar ap ache tarha forex ky rules ky mutabik trading karo to not problem ap forex sy ache earning be kr sakty ho
                • #23 Collapse

                  Forex is a profitable business but we need a lot of learning for earning here. Most of the people can not earn here for the lack of knowledge and lack of practice. So we need practice.
                  • #24 Collapse

                    wasay kamanay waly to Forex trading say theek thak kama rahay hen or jo is say ziada profit kamanay main abhi tak nakam hen is ki sab say bari waja maray khayal say lake of knowledge or lake of experience hay.
                    • #25 Collapse

                      forex trading ko log sahi tarah nhi samjhty or na hi dehan se trading karte hen wo isy ek game ki tarah khelty hen to unhem loss hota hai or ziada nafa nhi kama sakty or is me unki apni ghalti hoti hai
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: imran2014 پيغام ديکھيے
                        Mera ap se ye sawal hai k log is me zada nafa q withdraw nahi kr wa sakte hai .
                        is ki main reason ye he k logon me sabar nhi he log ziada or jaldi profit kamana chahye thy, trade karen ge to loss k dar me jaldi close kar den ge jis ki waja se nuqsaan ho jata he...
                        • #27 Collapse

                          forex mai log sirf aur sirf profit ko daikh k aate hain on ko loss ka pata nhn hota es liye jb onhain first time loss hota hy tu wo market ko smjh nhn skte aur phr dar jate hain esliye wo apna confidence b khoo dete hain jis ki waja se wo kam nhn karte.
                          • #28 Collapse

                            bhai trading business main jo achay trader hoty hay.or jin ko apni trading per pora confidence hota hay.wo trader apni trading main buhat acha profit kamaty hai,.bhai jab apko market kay baray main sahi tarha say pata hi na ho.to phir is marker say zayada profit ko hasil kerna mushkil hota hay..
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: imran2014 پيغام ديکھيے
                              Mera ap se ye sawal hai k log is me zada nafa q withdraw nahi kr wa sakte hai .
                              bro mere khayal see abhe aap nee iss field kee baray main itna gana nahi hai kyun kay iss main daily log pata nahi kitna ziada profit karte hain or phir daily he without any restriction iss main see jitna chahian woh withdraw karte hain so plz correct your information by my this answer thanks....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: syed پيغام ديکھيے
                                forex me ap jitna chaho utna nafa means utna hi profit earn kar sakte ho or usko widraw bhi kara sakte ho ye ap per or apki trading per hi depand karta he k ap kitna profit kamate ho or kitna widraw karate ho so ap agar kamana chaho to 100$ se 100$ profit earn kar sakte ho magar ap ko loss bhi ho sakta he agar apne galt trade open ki
                                forex trading on line business hai aap se jis ne kaha hai wrong kaha hai k forex trading me nafa nai hota forex trading me log bhut acha profit earn kar ta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X