Doji-Star Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji-Star Candlestick
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Doji Star Candlestick



    Doji-Star candlestick aik single doji candle hone ki waja se analysis main bohut ziada istemal hoti hai. Japanese candles ko is wajah se trading ke dauran analysis mein zyada pasand kiya jata hai, kyunki ye candles single candle hone k bawajood bhi aik complete pattern tashkeel deti hai. Jab bhi ye single candlesticks prices k top ya bottom main paye jaati hai, to uss waqt ye trend reversal ka kaam karti hai. Single candle mein doji candles aur small real body wali candles akele ya dusre candles ke sath prices main leading indicator ka kaam karti hai. Doji-star candlestick prices ke top ya bottom mein trend reversal pattern ka kaam karti hai, jab ki yahi candle sideways market mein neutral candle tasawar ki ki jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2140).png
Views:	3
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12516737

    Candles Formation
    Doji-star candlestick prices k top par akele hi trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle bagher real body bhi aik strong position rakhti hai, jiss ki technical analysis main bohut ziada ahmeyat hai. Doji-star candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images (2138).png
Views:	18
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12516735

    Doji-Star Candle


    Doji-star candlestick bagher real body k hone ki waja se ye candle colorless hoti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal jab k prices k top par bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik line si real body rakhti hai, jiss k upper aur lower sides par aik small shadow ya saya hota hai.


    Explanation


    Doji-star candlestick k banne ki pechahay ki psychology ka inhisar traders par munhasir hoti hai, jab bhi buyers ya sellers prices ko kisi khas semat main move karne k baad wapis dosri semat main same pressure se push karte hen. Lekin kahani yahan khatam nahi hoti, bulke din k ikhtetam tak prices wapis apne aghaz wali position par a kar close ho jati hai. Iss soratehal main jo candle banti hai, wo doji-star candle hoti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par hota hai, jab k upper aur lower sides par small shadows hota hen. Shadow lenght main taqreeban same hote hen, jo buyers aur sellers ki barabari ko dekhati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2137).png
Views:	8
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12516736

    Trading


    Doji-star candlestick prices k top par ya bottom main ziada behtar tawar par kaam karti hai. Normal ye candle neutral tasawar ki jati hai, q k na to iss ki real body hoti aur na hi iss main shadow ka kisi aik side par size ziada hota hai. Bearish market main bullish trend reversal k leye buy ki entry ki ja sakti hai, jab k bullish trend main bearish trend reversal k leye sell ki entry k trades open keye ja sakte hen. Candle par trading se pehle long timeframe ka hona zarori hota hai, jab k trend reversal k leye confirmation candle ki bhi zarorat hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par trading k dowran support aur resistance levels ya overbought aur over-sold zone hona chaheye. Stop Loss candle k low ya high prices se two pips below ya above set kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220327_233731.png
Views:	1
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12516734
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Doji-Star Candlestick

    Doji candles

    Doji-Star candle aik single doji flame sharpen ki waja se examination primary bohut ziada istemal hoti hai. Japanese candles ko is wajah se exchanging ke dauran investigation mein zyada pasand kiya jata hai, kyunki ye candles single light sharpen k bawajood bhi aik complete example tashkeel deti hai. Poke bhi ye single candles costs k top ya base fundamental paye jaati hai, to uss waqt ye pattern inversion ka kaam karti hai. Single light mein doji candles aur little genuine body wali candles akele ya dusre candles ke sath costs primary proactive factor ka kaam karti hai. Doji-star candle costs ke top ya base mein pattern inversion design ka kaam karti hai, punch ki yahi candle sideways market mein impartial light tasawar ki jati hai.
    Candlesticks information,,
    Doji-star candle costs k top standard akele greetings pattern inversion ka kaam karti hai. Ye candle bagher genuine body bhi aik solid position rakhti hai, jiss ki specialized investigation principle bohut ziada ahmeyat hai. Doji-star candle ki development darjazzel tarah se hoti hai:
    Doji staar candles importence,,

    Doji-star candle bagher genuine body k sharpen ki waja se ye light lackluster hoti hai. Ye candle costs k base principle bullish pattern inversion poke k costs k top standard negative pattern inversion ka kaam karti hai. Ye light aik line si genuine body rakhti hai, jiss k upper aur lower sides standard aik little shadow ya saya hota hai.
    Explain
    Doji-star candle k banne ki pechahay ki brain research ka inhisar brokers standard munhasir hoti hai, hit bhi purchasers ya venders costs ko kisi khas semat principle move karne k baad wapis dosri semat primary same strain se push karte hen. Lekin kahani yahan khatam nahi hoti, bulke clamor k ikhtetam tak costs wapis apne aghaz wali position standard a kar close ho jati hai. Iss soratehal fundamental jo candle banti hai, wo doji-star candle hoti hai. Ye flame bagher genuine body ki hoti hai, jiss principle costs ka open aur close same point standard hota hai, punch k upper aur lower sides standard little shadows hota hen. Shadow lenght fundamental taqreeban same hote hen, jo purchasers aur dealers ki barabari ko dekhati hai.
    Doji candle say trading
    Doji-star candle costs k top standard ya base primary ziada behtar tawar standard kaam karti hai. Typical ye flame nonpartisan tasawar ki jati hai, q k na to iss ki genuine body hoti aur na hello iss fundamental shadow ka kisi aik side standard size ziada hota hai. Negative market principle bullish pattern inversion k leye purchase ki section ki ja sakti hai, punch k bullish pattern primary negative pattern inversion k leye sell ki passage k exchanges open keye ja sakte hen. Candle standard exchanging se pehle long time span ka hona zarori hota hai, poke k pattern inversion k leye affirmation light ki bhi zarorat hoti hai. CCI pointer aur stochastic oscillator standard exchanging k dowran support aur opposition levels ya overbought aur over-sold zone hona chaheye. Stop Loss light k low ya exorbitant costs se two pips beneath ya above set kia ja sakta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X