Trailing Stop Complete Understanding.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing Stop Complete Understanding.
    Trailing Stop Complete Understanding.

    Aslamualikum dosto,

    Trailing stop k bary main batany ja raha hoon Trailing Stop Forex trading ko intahai aasan banata men madadgar sabit hota hay, ais kay fawaid pay agar ham baghor mutala karen to pata chalta hay kay jo forex kay elawa other business karnay walay log hen wo ais say kis qadar mustafeez ho saktay hen. To sab say pehlay ham bat kartay hen kay Trailing Stop hay kia chez hai

    What is Trailing Stop?

    Dear forex members trailing stop ek aisa tool hay jis ki madad say ham apnay Profit and Loss ko lock kar detay hen.

    Trailing Stop ko set karnay kelye different points hotay hen minimum and maximum jab kay jo by default hen wo 15 say 50 tak hay jab kay aisay customize bhi kia ja sakta hay ye traders ki will and wish pay depend karta hay wo apna loss kahan pay set karna chata hay.

    How to set Trailing Stop?

    Tailing Stop ko set karnay kelye hamen open ki huwi position pay right click karna hota hay aor wahan pay Trailing Stop likha aye ga us pay click karen phir ek drop menu aa jaye ga jis pay 15 say 50 tak points ayen gay to ab jahan pay trader chahaye ga Trailing Stop ko set kar sakta hay. Aor mazeed ye kay aismen Customize ka option bhi available hota hay.

    How does it works(Trailing Stop)?

    Dear members jis trade pay trailing stop set kia hota hay to jesay jesay market ki price trade order kay according jati hay sath men trailing stop bhi move kata jata hay aor jab price trade order kay opposite mover karti hay to loss otna he hota hay jitnay points pay traders nay set kia hota hay. to ais sorat men account ek baray loss say mehfooz rehta hay aor agar trade long term men position ki favor men jaye to maximum profit bhi gain kia ja sakta haii


    Advantages of Trailing Stop During Trade

    trailing stop ka use ziada tar long term k traders k liye ziada better aur lazmi hota hai, qk jab market main traders achay profit k sath kaam kar rahay hotay hain to market kisi big news ya supports aur resistanc area sayreject hotay traders k against movements start karty hai to tab agar ham trailing stop ka use nai kartay hain to hamaray profit k sath hamain loss ka bhi smana ho skata hai aur agar ham iska use kar rahay hotay hain tab hamain loss ka koi fikar nai hota hai khawah koi big news ho ya market main koi changes hon ham har lihaaz say profit main he rehtay ha

    Click image for larger version

Name:	trailing stop.jpg
Views:	1
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12516721
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trailing Stop Complete Understanding.

    Trailing stop Deffination ;-

    Agar hamay take profit use karna hai To us may Hamara ek target fix Ho Jata Hai Jab market Hamary target per ponch Jaati Hai To Us ke bad Hamari trade profit Mein close Ho Jaati Hai Magar Jab Ham apni trade ke sath trailing stop Laga Dete Hain To Hamari trade Jaise jaise profit mein shift hoti Jaati Hai Hamara stop loss bhi shift Hota jata hai or Hamara profit save Hota rehta Hai is may Hum ko thora sa soch kr trailing stop set karna chahiye Ta ke market Agar Wapas Aati Hai yah trade ke against movement start Karti Hai To Hamary trailing stop hit Ho Jaaye or Hamara profit Hamary account mein add ho jaaye Is Tarah Hamari trade usi time close Hoti Hai agar Ham apni trade ke sath take profit use nahin karna chahty To Ham Ko Apni trade ke sath trailing stop ka use karna chahiye is se Hamara profit increase hota rehta hai or Hamara account bahot zeyada growth kar sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	4
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12380552

    Take Profit:

    Dear jab Forex trading main aap koi bhi trade open karty hain us ke sath sath aap ek limit ko set karty hain Jis link per ja kar aap ki trade profit Mein close Ho Jaati Hai to use limit Ko take profit Kaha Jata Hai yeh aap ki ek fix limit hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	3
Size:	20.3 کلوبائٹ
ID:	12380553


    Trailing Stop:

    Dear Jab aap ka profit trading situation per change hota rehta hai aur wo fix Nahin Hota To us ko trailing stop profit Kaha Jaata Hai in dono mein difference yeh hai ki ek jagah profit fix or dosri jaga situation Mein yah step-by-step change hota rehta hai or very Karta rehta Hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	2
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12380554

    Stop loss :

    Stop loss ka matlab hai kay ap aik limite tak ap ka loss hota hai jis kay bad ap ki trade close ho jati hai jab kay tp ka matlab hota hai es mai profit laina aik limite tak mean kay ap koi trade lagate hain tu ap us kay sath he tools ka istamal kar daite hain to ap ko us mai stop loss ka istamal karna parta hai or sath mai ap ko take profit ka istmal bhi zaroori hai to ap apna kam mehnet kay sath acha kaam karte hain to aap is mai mehnet kay sath kam kiya karte hain to ap is mai kamyab ho jate hain to tool ka istamal karna zaroori hai to maqsad ye hai kay aap es mai hamesha tools ka istamal karte raha karain ager ap is tarha ka kaam karte hain to ap is mai lazmi kamyab ho jate hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X