Hammer Candlestick Pattern K Sath Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer Candlestick Pattern K Sath Trading..
    Introduction:
    Assalamu Alaikum ummid hai ki aap sab theek Honge forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge experience share share karne ja rahi hun jo Ek bahut hi most important topic hai jo ke hammer candlestick pattern ke bare mein hai agar Ham Chahte Hain Ki Forex trading mein successful ho sake to uske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi tab ya usmein Kamyab ho sakte hain Hamen chahie ke thoda trading karne ke liye pahle acche se study kar lena chahie Taki Hamen Achcha profit Lo sake Ham bahut hi aasani se market mein trading kar sakte hain q k ais sy humymarkey ki bbt achi information mil jati hai..
    Hammer Candlestick Pattern:
    Forex trading mein hammer candlestick pattern ek strong trend reversal pattern hai yah pattern bahut simple aur easy hai new trader Thodi Si practice kar le to aasani se Sikh sakte hain yah pattern long bearish trend ke bottom passport level ke kareeb banta hai new long term bullish Trend start ho jata hai aur Market mein pora pressure ke sath Bahar Aata Hai aur market price ke upar Le jata hai..
    Identification Of Hammer Candlestick Patter:
    Jab market price time ke continuously fall kar rahi ho aur prize Bond level ke kareeb aur price support level k qareeb ho to trader ko pori concentration ke sath trade ko watch karna chahiye hammer candlestick pattern Bane to Sahi time par trader ko Sel ki trade active Karni chahie aur trader ko chahie trade active karne ke bad single pip Na Ho foreign active Karen is pattern Mein is pattern Mein Ek candle banti hai isiliye isko learn learn Karke sikhe to bahut Aasan hai hammer candlestick pattern Ek small real body bullish/bearish hoti hai Jiska lower wick long or upper wick small ya zero hota hai lower wick k no price active region main banana bahut jaruri hai price rejection sellers ki pressure khatm Hone Ko show karti hai..












    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220327-164244.png
Views:	1
Size:	78.1 کلوبائٹ
ID:	12516699Trading With Hammer Candlestick Pattern:
    Hammer candlestick pattern k bd next candle k bullish candle mein close dena bahut jaruri hai agr hammer candlestick k bd next csndle bullish ki bny to new candle k open trader ko bike ki trade active Karni chahie..
    Hammer candlestick pattern ki mazeed information ke liye trader ko is pattern ke sath relative strength index RSI indicator conversation main use Karen hammer candlestick pattern ki formation k doran RSI 30 level se niche hona chahie hammer candlestick pattern Ke Baad next bullish candle k close pr RSI 30 k level ko lazmi cross above kr rhay ho..
    Stoploss:
    Stoploss ko hammer candlestick pattern k Lo Ke Neeche place Karen stop loss ko mind Mein rakhte hue lot size choose kare Taki yah account ko saaf Rakhe aur profit Hasil ho sakte hain..
    Take Profit:
    Take profit ko next resistance level per place Karon take profit ko unexpected pr place na kren tak hhit hhe nana hoho or or market reverse ho kr loss dy..
    Fake Hammer candlestick Pattern:
    Agr hammer candlestick ki low wick price action area main ho to ais ko fake hammer candlestick pattern kehty hainn ye continuation k signal deti hai is candle se Hamen market ke Acche confirmation mil Jaati Hai aur ham market mein acchi trading kar sakte hain jb k hammer candlestick bnti hai To isase Hamen yah information milati hai Ke market mein continue Trend chalne wala hai..
    Calculation:
    ​Forex market main currency pairs or commodities kya price chat ko directly karta idently karta hai Kyunki yah price Chat price kiki actual movement ko aaccuracy k sath identify karta hai market price chat main trade enter ko exact ko point ko identity karne ke liye candlestick pattern bahut important pattern hai isiliye candlestick pattern ko acche se study karna chahiye aur apne account ko successful banane ke liye..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hammer Candlestick Pattern K Sath Trading..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Hammer Candle


    Price chart pattern par baaz awqat single candles bhi dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Hammer candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k bottom ya bearish trend main banti hai. Hammer candle k aik small real body hoti hai, jiss ka lower side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Hammer candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka upside aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (791).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12416855

    Candles Formation


    Hammer single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho. Hammer candle bearish trend main ya low price main banti hai, jis ki information darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	hammer-1024 (9).jpg
Views:	37
Size:	51.1 کلوبائٹ
ID:	12416856

    Hammer Candle: Hammer candle prices k bottom main bearish trend main banti hai, jiss k baad bullish trend reversal ho jata hai, to iss waja se ye candle kisi bhi color main ho sakti hai, lekin agar ye bullish ban jaye to ye bullish trend reversal pattern se ziada mutabeqat rakhti hai.

    Explanation

    Hammer candle jo k prices k bottom aur bearish trend k baad banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath lower side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k upper side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Hammer candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (790).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12416854

    Trading

    Hammer candle jo dekhne main aik T jaise lagti hai, prices k bottom ya bearish trend main banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top prices par banne wali Hanging Man candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Hammer candle ki inverse Inverted Hammer candle hoti hai, jo k same bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Hammer candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bullish candle par market main buy ki entry kar sakte hen. Stop Loss candle ki sab se lower position ya candle ki shadow k bottom se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (789).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12416853

    اب آن لائن

    Working...
    X