Oscillator indicator
Friends Oscillators common aur simple indicator hay jo key market key oversold aur overbought condition ko represents karta hay, oscillators indicator ko me es ley simple samajhta hon key es ko samjna bahot hi easy hay market 0 to 100 key range me bound hota hay agar market movement rang 100 ho to oscillators indicator over bought condition ko represent karta hay jab key zero rang over sold condition ko zahir karta hay ye bahut hi popular technical indicator hay.

Indicator
Friends jesa kay naam say he zaahir hea kay INDICATOR is ka matlab yea hai ky yea aap ko indicate karty hain confirmation nahi dety jub aap chart open karte hai aur us par ap indicator lagaty hai to aus mai ap ki candles k oper ya aus k sath jo bhi indicator lagta hai aus ko hum indicator kehty.
Types of Indicators
Friends forex trading main chart main different indicators han indicators ki different types han jin main different jaga pe chart show hoty han.
How Oscillator Works.
Friends Jab market main zyada buyers aa jate hain ya phir zaida sellers aa jate hain to market overbought ya oversold situation main aa jati hai aur us kay baad market main aik wahan say down aane ke tawaka hoti hai. To jab market es tarha ke situation main hoti hai to oscillator indicator aapko ye signal deta hai kay ab aapko buy karna chahiye ya phir sell karna chahiye.