Impact of financial crisis at trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impact of financial crisis at trading

    Explanation.


    Friends financial crisis Kuch asi conditions hen jin me mostly counties ki economy ko bht effect hoti Hy aur cuntry bht zada financial crises Ka Samna krna parts hy jo development level bht peechy lay jati hain keun ky apky mulk ma international investor trust feel nhi krty companies Kay sath contracts sign Nahi hoty aur ongoing companies apna busienss ko close krna shuru kr dety hen jis Kay sath financial crises extreme py ja skty hen.

    Click image for larger version

Name:	istockphoto-864893078-612x612.jpg
Views:	1
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12516575


    Introduction.


    Friends Forex trading Mein different commodities or currency pairs related apni learning complete kar rahe hote hain Auron Ki prices ko completely judgement karne ke liye different important analysis aur technical analysis kar rahi hote hain to ismein aap in ki support level aur resistance level se complete study karte hain aur uske sath aap in ki demand and supply se related bhi close the attached Hote Hain Jab aap Ko Kisi currency pair aur commodities ki demand Mein increment Milta Hai To aapko automatically uski prices may be increment dekhne ko mil sakta hai isliye aapko different commodities ki demand and supply Sabhi properly updated Re Na Hota Hai Jab financial crisis hote hain to automatically different products aur different commodities ki demand automatically down Ho Jaati Hai Jiski vajah se market Mein iska bahut jyada effect hota hai aur ismein aapko bahut jyada problem ho sakti hain.

    Click image for larger version

Name:	taylor3marchfig2_0.png
Views:	1
Size:	79.9 کلوبائٹ
ID:	12516576

    How financial crisis effect market.


    Friends Trader ko fundamental analysis ma market ki health k bary ma pata chalta hai. Jo trader fundamental analysis ki help leta hai wo market ki health ko judge kar leta hai. Market ki helath ko gdp rate, inflation rate or employment rate sy judge kiya ja sakta hai. Market jb financial crisis ka shikar ho gi to es ma trade k lae or b precautionary measures ko adopt karna hota hai. Jo trader knowledge or experience ko use karty hain wo financial crisis ma b acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	istockphoto-91630491-612x612.jpg
Views:	1
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12516577

    Factors That Affect The Trading Market

    • War Scenarios
    • Political Uncertainty
    • Economic instability
    • Natural Disasters
    • Pandemic
    • Weak international relations
    • USA Elections

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Impact of financial crisis at trading

    Financial Crises and It's Reasons

    Forex trading me dunya Kay badalty halaat Kay hisab sy market me aksr financial crisis dakha jata Hy world wide aspect aur halaat Kay hisab sy ye aik achanak aur mukamal tabdeeli Hy jo market me refuse hoti hai. Aur ye decline bohut ziada hota hai aur market ki aam movement se kahi gunna barh kar hota hai. Ye market ki decline us waqat hoti hai jab achanak koi maashi ya siasi news market pe asar andaz ho jaye aur wo bhi bare pemane pe. Aksar awqat jab hamara stock exchange kisi masle ki waja se bohut ziada ger jata hai Market swoon aksar us waqat hota hai jab market me bohut ziada interruption peda hoti hai aur is me market k value me bohut ziada tabdeelian peda hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-03-26T173334.937.jpeg
Views:	1
Size:	49.4 کلوبائٹ
ID:	12380322

    News Impacts During Crisis

    Aksar awqat ye masla us waqat ata hai jab koi siasi ya economy tabdeeli peda hoti hai. Aksar awqat jab mulkme koi achnak koi masla peda hota hai is waja se sarmaya kar apna sarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bejh dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se border pe koi bara masla pesh ajaye to hamara stoxk exchange ger jata hai. Market swoon aghaz tawar par nahi hota bulke ye dramaye tawar par achanak hota hai aur ye kisi k waham wa guman me nahi hota hai lekin hota bohut achanak hi hai commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chaiay, ta k loss sa bacha ja sakay.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-03-26T173417.534.jpeg
Views:	3
Size:	26.1 کلوبائٹ
ID:	12380324

    Investors Behaviour During Crisis

    Crisis k doraan investors ko apna confidence restore karnay k liay anaylisis kartay rehna chaiay aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sakay, unhain ye baat b mind ma rakhni chaiay k is negative activity ya event k baad positive time zarur ay ga aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak decline sa trading ma confusion to hoti ha lakin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay accoung ko tgek tarah manage karain aur usay secure rakhain.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-03-26T173401.424.jpeg
Views:	1
Size:	72.9 کلوبائٹ
ID:	12380325

    اب آن لائن

    Working...
    X