new user demo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    asalam o alikum pyare dosto demo ak bohot hi achi facality hia forex trading bohot hi fyde wala kam hai magar apko proper sekhna pare ga is ke bad ap is main paise bana sakte hain agar ap khod invest nahi kar sakte to ap form posting kar ke b kama sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear member forex buasiness meiin new member ko chehey kay treading kar nay say phlay demo account par kaam karay our phit jakar reail account par kaam kary is trhan kar nay say achei earning bhri hasil hogi our experince bhrega.....
      • #18 Collapse

        demo account hota hai loss kar kar ke seekhne ke lye is lye demo account per jitna ho loss koi baat nahi lekin end me aap aik achey trader ban he jate ho demo ki practice karne se is lye jitna zyada ho sake demo account se seekhne ki koshish karen .
        • #19 Collapse

          G forex trading mein profit bhi hy aur loss bhi hy aur jo forex trading mein new trader han un ko loss ziada hota hy is ki waja ye hy k new trader k pas knowledge aur experience kam hota hy js ki waja se loss ho jata is liye un ko cahaiye k wo demo account par practice karen
          • #20 Collapse

            Forex trading mein demo account buht ehm hy demo account par practice kar k hum forex trading ki learning hasil kar sakty han aur jo bhi forex trading mein new trader han un ko cahaiye k wo sab se pehly demo account par practice karen demo account par practice kar k forex trading ki learning hasil karen phr real account par kaam karen
            • #21 Collapse

              ji han bilkul jo bhe is amin new user hah us ko chahie k wo pehel demo pai kam kry to phr ja k wo real accont pai kam kry kyun k is main ap ko bht kuch saikhe ko milta hah aur agar demo main ap ko loss bhe ho to wo real ain loss nai hota balke ap ko apne mistakes ka pta chalta hah
              • #22 Collapse

                Assalm u alikum friend jee haan jo bhi iss forex business me aane k baad direct real me trading start kerta hai to usel oss ho hi jata hai kyun k us trading ki practice strong nahi hoti hai iss liye humein starting me demo ko hi use kerna chahiye jis se hum trading ko samjhty hain us k baad real account me aana chahiye.
                • #23 Collapse

                  Demo main hum trading ki practice krtey hain aur is sey hamari trading perfect ho jati hy. Agar hum without practice key real trading karain gey to hamain kafi mushkilat hon gi aur loss sey nahi bach payen gey. Is leye demo account best hy keh hum is main real trading start krney sey pehlay practice kr lain takeh trading ko samjh boojh hasil ho jaye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    ap ki bat se main bilke hi itifaq krta hon k new user ko pehel demo pai kam krna chhaie kyun k new bie k liye demo ek bht he acha zarya hah trading iakhne ka kyun k is main risk factor bhe nai hot hah aur agar loss ho bhe to dar nai hota hha kyun k ye demo hota hah is liye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X