Hope and Fear
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    both not have relation with each other because if you have hope don`t scare anything in market and trade and you`ll lose but in time
    you`ll success but fear i don`t like this and its not my thinking in trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear i totally agree with you that forex trading is between hope and fear if we control these two thing then we will become a successful trader in forex trading business and we can control it with proper learning of forex trading techniques and strategies and gain knowledge of market trend
      • #18 Collapse

        Aur yeh life ka bhi ek falsfa hai k zindagi umeed aur darr k darmyan basar hoti hai, laikin agr samjhyn tu kyonk aisa boht kam log samjty hain aur yahi bat har jaga per sadik ati hai kyonk koi bhi kaam krayngy tu apko umeed bhi hogi aur apko dar bhi laga hoga kya aisa na ho jaye wasa na ho jaye waghaira.
        • #19 Collapse

          as u know that Iman is between fear and hope ,so in otherwords you can say life is between fear and hope , hope and fear are two most important feeling of life similarly in forex trading there is fear and hope, you must able to manage your hope is bigger than your fear
          • #20 Collapse

            yar forex ma fear ki jag anai hai dekho ap jo b kaamm karo apko hope yei karni chahye k apko es k return ma acha hi milay ga aur ap jitna b achi hope karo ge to apko ye utna hi positive aur acha result deta hai
            • #21 Collapse

              bhai hum ko forex me umeed kabhi nahi chorni chahiye hamesha sach me hum koshish karni chahiye ke jitna mumkin ho sake hum se is business ko dekh kar soch samajh kar is business me trading karen and greed and fear ko khud se alag rakhen .
              • #22 Collapse

                dear jab ap forex ko join karte hain tu ap ko sab se pehle learning karnii hotii hy jab ap learing karo gy tu ap k zehn mai har kisam k khiyalaat aain gain on mai ap ko earning ki umeed b aaye gii aur loss ka dar b aaye ga ye nature hy aysa zarror hota hy...
                • #23 Collapse

                  Hope for the best if forex agar apko loss hota hy tw ilbardashta na ho balky for the best karyn or .. dobara loss ka fear dimagh se nikal lyn phr ap succesfull hongy
                  • #24 Collapse

                    hamain is main appni hope ko kabhi khatam nahi hony dena chaye q kay ager app ki hope qaim hay to app ko profit earn karny say koi nahi rok sakta to hope ko kum na hony dain khof har jany ka zehan sy nikal dain is main app bohot agy tak jain gy.
                    • #25 Collapse

                      yes sir you are always right, ke trading karne se pehle bohat se log apne mind main yeh dar betha lete hain ke kahen unhain tarding karne se loss na hojaye aur unki investment katam na hojaye, hamen apne is dar ko apne mind se nikal ke tarding karni chaye kiun ke profit aur loss ka hona har busniss ka aik hisa hai agar hum isse avoid nai karenge to hum trading bhi nai karsakte. Isliye trading karne se pehle hamen aik hope rakhni chaye aur confident aur market ko analyis kar ek apni trading start karni chaye to istarah loss ke chances kam ho jate hain.
                      • #26 Collapse

                        forex tarding main hope tu sab he ekrte hai aur fear be aur fear ke waja sy loss be hota hai us sorat main jab fear ke waja sy ap wrong desion ly lyte ho aur confidence nahe hota ap main tu loss hota hai
                        • #27 Collapse

                          han g hope rakh ke trading karni chahye aur fear ko dil se nikal ke trading karni chahye bs jb apke pas enough knowledge
                          and enough experience a jaye ga to ye dono cheezain apke mind se nikal jayen gi aur ap is mein achi earning kar payen gain
                          • #28 Collapse

                            Forex trading mein aksar jaab hamein hope yani umeed karni chaiyee uss time per ham fear yani khoof mein ajatee hain aur jaab hamein fear mein hona chaiye uss time ham hope kar rahee hote hain aur ekk acha trader hope aur fear koo behtar tarhan see differentiate karta hai
                            • #29 Collapse

                              There is an adage, that says that the market controlled by fear and greed. Anyone who is trading more than 2 positions will surely have experienced two emotions.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                hope n fear dono aik emotions hain aik trader ko trade karty wakt jazbat se kam nahe lena chaiye q k isme uska apna nuqsan hai... risky buisness me fear to hta he hai lekin behtar hai k wo is fear ka asar apne kam pe na hne dai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X