Hope and Fear
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Yes dear. I am totally agree with your opinion because trading me jb hm fear se kaam lete hai to hm risk nai le sakte auris tarah trading mutasir hogi lekin jb hmen apnekam se aur lossse waqai fearful hona chahiya tb hm achi hope rakhen ge to bohat disheart honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      jo log yahan risk lene se dartay hain woh kabhi bhi kamiyaab nahin ho saktay yahan ager app sahi tarah learn karlo to app easily apni trade open kar lo gay aur trading kay liye achay waqt ka intezar kiya karo taa kay sahi waqt main sahi trade open ho.
      • #153 Collapse

        Thank you so much for the awesome article miles. I think forex has both fear and hope for us. we can avoid fear by learning the business well.,
        • #154 Collapse

          hope aur fear mai bohat farak hai yar hope mean k ap ne trade ki hue hai aur ap ko ye yakeen honay llagta hai k profit ho ga zaroor but fear mai ap ko nahe oata hota hia k anay walay waqt mai market kesi ho ge keyo k ye har waqt change hoti rehti hai
          • #155 Collapse

            forex tarding aik aisa online bussiness hia jis mai app ne apni investment se earning karni hotihai forex tarding karne ke liye app ke personal experience ki zaroart hotihai is mai kam karte waqt app darte bhi hain ke kahin loss nah ho jae .
            • #156 Collapse

              yes dear its very critical and painful situation but i think its joy full also so we should try to learn well about it to earn well without these kind s of situations and we can get rid only with our experience
              • #157 Collapse

                g bhai jan apny bilkul thik kaha ha k jb b hm tradeing karain to bilkul relax ho kar karain agr hm fear ko apny dimag mai rakh kar tarding karain gy to loss ho sakta ha is lia relax ho kar tarding karain
                • #158 Collapse

                  Hope ka mutlab umaid ha hama kabhi bhi na umaid nahi hona chaiya har tarha ki kamayabi ka lia allah sa umaid rakhani chaiya fair ka mutlab ha khud acha hona or dosaro sa acha rehna kisi sa bora ns karna
                  • #159 Collapse

                    ap ko trading kartay fear nahi karni chiyay ais say ko loss hota hai. ap ko hope honi chiyay kay ap ko profit mil saqta hai. ap ko time daina parta hai time dainay kay liyay.
                    • #160 Collapse

                      trading k wqt zra bhi fear nae hona chahye relax mind sy kaam krna chahye us mai hmara e bohat faida hai hmari earning achi ho g es sy
                      • #161 Collapse

                        g ahn mery bhai aap bilkul theek keh rahy hen forex trading business aik high risky business hy is men kamyabi hasil karny ky liy zarori hy ky fear sy kam na lia jay or full confident xy kam kia jy q ky agar ap fear hon gy to ap ki trading achi nahi ho gi or ap ky iy kamyabi hasil karna muskil ho ga to bs full hope rakhen or fear sy door rahen
                        • #162 Collapse

                          agar aap chate hai ke aap trading kerhe aur apke trade perfect ho apko koi bhi daar nahi ho tou is ke liye mere nazaar mai sub se acha tareqa ye hai ke app koish kerhe apne knowledge ko increase kerhe.thanks.
                          • #163 Collapse

                            dear ap nay bohot kam ki bat ki hay or sahi kaha hay kay her kisi ko hope or fear ka pata hona chahiay aksar aisa hi hota hay hope per ham trade start kartay he n or wo hi hope bad main fear ban jati hay hamara.
                            • #164 Collapse

                              meray khyaal say kisi bhi kaam ko kartay wakt agar dil or dmagh main fear ho to ap us kaam ko theek say nahi kar saktay hain or hope k baray main ye kehna chahnga k har kam ko karnay say pehle humain us k liye achi hope rakhni cahiye hamesha
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                dear ager app forex trading kar rahay ho to app ko apne app par pura ithmad hona chahiye k markit k upp and down honay se koi faraq nai parna chahiye kue k forex main bohat se logo ko heart attack be huwa hai loss ki waja se es liye app ko har cheez se bahabar rahna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X