Explain of Bearish Mat Hold Pattern ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain of Bearish Mat Hold Pattern ...
    INTRODUCTION:

    Dear members, Forex trading business me kamyabi k liy knowledge aur technical experience basic requirement hai. Candlesticks aur chart pattern k knowledge k sath ap successful trader ban sakty hain. Candlesticks aur chart pattern say ap buyers aur sellers ki future market ko samjh sakty hain. Is say ap ko market k current aur future trend k bary me idea Milta hai. Aj main apni post me bearish mat hold pattern price chart say related hai.

    Bearish Mat Hold Pattern:

    Dear members, is pattern ko samjhny k liy five candlestick ko samjhny k zarorat hoti hai.

    Second Candle:

    Is pattern main second candle aik small body wali bullish candle hoti hai. Yah first bearish candle se gap up open hoti hai, lekin close pehli candle ki real body main hoti hai.

    Third Candle:

    Is pattern main third important candle real body wali small candle hoti hai, yah bearish candle ye bullish dono me say Kisi bi shape ki ho sakti hai. Is ko recognize krny k yah pehli candle k body range k andar banta hai.

    Fourth Candle:

    Is pattern main fourth candle small bullish candles hoti hai. Ye candle bullish aur bearish me say Kisi bi shape ki ho skati hai. Yah teesri candle k top high level par banti hai.

    Fifth Candle:

    Is pattern main fifth candle aik Bari real body candle hoti hai. Yah fourth candle k baad high par open hony k bad first three small candles k low k pass close hoti hai. Yah bullish aur bearish me say koi aik ho sakti hai. Yah shadow ya wick k bakhir hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Bearish-Mat-hold.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12516207


    How to Trade:

    Dear members, Bearish Mat hold pattern seller ki positive attitude ko show krta hai, lekin kuch time k leye market main gap movement hoti hai. Is time buyers aur sellers, dono market ko carefully watch kr rahy hoty hain, k trend continue ho ga ya trend reversal ho ra hai, lakin is pattern k banany k bad Hamesha trend reversal hota hai. Bearish mat hold pattern ki formation k baad market main sell ki entry laini chaiy.

    Click image for larger version

Name:	img_5dee3b7bad5f0.png
Views:	1
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12516208

    Bearish Mat Hold Example:

    Here follow a real-world example of the bearish mat hold pattern..

    Click image for larger version

Name:	img_5dee3bce31821.png
Views:	2
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12516209
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Explain of Bearish Mat Hold Pattern ...

    BEARISH MAT HOLD PATTERN :-
    INTRODUCTION


    Mat hold pattern ek aisa pattern hai Jo ke kisi stock technical analysis karne ke liye istmal hta hai aur jo yah batata hai ke stock apni previous trend ko continue rkhe ga matlab bullish hoga ya biresh hoga dear friends aap ko technical analysis karna aaty hounn agr aap is pattren ko istmal karna chahty hain to analysis mein do tarah ke analysis hote Hain technical analysis aur fundamental analysis Forex aik aysa plateform hai jaha loog rosana lakhoo kroro kama rahay hain lakin ziyada tar loog lose karwa rahay hain kun k un loogo ko forex ka elm nahi hota or wo forex ko sirf aik game ki tara dekhtay hain lakin ab ap lose nahi karwain gay kun k main ap kay liye aik aisi video lay kar aya hoon jisay dekh kar ap ba asani forex ki market ka pata kar saktay hain k aglay lmhay market main kiya ho*forex trading m fundamental analysis both important han is pe trading karny m both ahtiayat karni chae ha or is ko dakh k soch samj k trading karni chae ha ta k ap ko ziada sy ziyda profit ho or loss kam sy kam ho.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	10
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12379917

    HOW IT USE ;-

    Ye pattern beginners ke liye baht acha hota hae q ke yeh baht simple hota hay zeyada complications nhe hote hain jis ke waja se yeh new members ko asani se samajh bhe a jata hae to is liye tamam members ko cahiye ke wo is main se faida hasil karne ke liye is main apne kam ko acha kiya karen wo jitna zeyada is main ache tarah se kam kar len ge to wo is main utna he successful to ho he sken ge to bas is main kamyab ho he jaen ge hamen bas ache tarah se is main kam karna ho ga hum is main cahiye ke hum isko use karte howe sahe tarah se kam karna cahiye take hum is main success hasil kar saken or is main hum ho saken kamyab bas hamen bhe is main kuch na kuch to gain ho he jae ga to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se is pattern ko use karna cahiye hum jitna zeyada is main isko use karte hain new members utna he acha profit is main se hasil kar sakte hain or wo is ke madad se different strategies bhe bana sakte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se isko use kar saken hum jitna zaeyada or sahe tarah se isko us ekar jate hain to hum yahan se success hasil karte he hain hamen bas is main dil se kam kar lena cahiye hum jitna zayada is main kam ko acha karte hain to hum yahan sey success gain kar he jaya karte hain lakin hamen apna is main mehnat karne hote hae is main kamyab ho jane ke liye jitna ache tarah se hum is main kam karte hain hum kuch na kuch gain kar saken gay.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	9
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12379918

    DEEP BRIEF ABOUT PATTERN ;-

    Dear jab aap mat hold candlestick pattern ko study karty hain to is mein aapko bearish mat hold candlestick aur bullish mat hold candlestick se related information Hasil karna bahut zyada Aasan hota hai Kyun ki Jab aap ek candlestick pattern ko samajh Jaate Hain To automatically dusra pattern aapko Samjha Jata Hai Kyunki dusra pattern automatically Uske against Hota Hai.

    Dear jab aap Forex trading Mein kam karti hui ya mat hold candlestick pattern per kam karte ho ya Iske different 3 candlesticks ko study karte hain to aap ko bahut zyada advantages mil sakte hain ismein teen Aisi candlesticks hoti hai jo continuation Baton ko show karte ho ye bearish aur bullish mat hold pattern ko format Karti Hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	14
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12379919

    Mat hold candlestick pattern Mein 5 candles hoti hain Jin main aap aap site per do Badi candles hoti hain Jab Ke darmiyaan mein teen Chhoti candles hoti hai isliye aap ko Hmesha Apne trading co Kamyab banane ke liye Jyada Se Jyada market analysis per focus karna chahie aur indicators Ka istemal Karna chahie taake aap apni trading co Kmyab Bana kar ek Acha experience Hasil kar sake aur Achcha trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken aapki mehnat aur trading mein Main indicators analysis per focus aap ki kamyabi ke liye Jaruri hota hai isliye aapko chahie ke Sabar ke sath kam Karen mehnat Karen Taki aap acchi earning karne Ke Kabil Ban sake gay
    • #3 Collapse

      Re: Explain of Bearish Mat Hold Pattern ...

      Introduction with Mat hold Pattern

      Friends Mat hold Pattern pattern 5 candlesticks par mabni hota hai. Or es ma pehle candlestick or akhiri candlestick large hoti hai or big body ki hoti hai but mid wali 3 candlestick small hoti hai or ye first or last candlesticks k opposite trend ma hoti hain. Ik b candle agr es pattern ki formation k mutabik na ho to ya patter valid ni rehta. Es pattern ko ham mazeed two types ma divide karty hai. Jin ko ham briefly discuss kar lety hain.

      Click image for larger version

Name:	Add-a-subheading-67.jpg
Views:	1
Size:	14.4 کلوبائٹ
ID:	12379953

      Bullish mat hold candlestick pattern.


      Bullish mat hold candlestick pattern ma first candle long aur bullish hoti ha phr 2nd aur first candle ma gap ho ga aur 2nd candle black ya bearish hogi, jiski real body small ho gi aur wo first candle k close sa upar close hogi, third candle ki real body b small ho gi aur wo bullish ya bearish dono ma sa koi aik ho sakti ha, 4th candle small body k sath bearish ho gi, 2nd, 3rd aur 4th candle prices ma kami ko show karain gi aur in ki bodies first candle k low sa above hon gi, 5th candle long body k sath white (bullish) ho gi aur ye 2nd candle k high k above close ho gi,

      Click image for larger version

Name:	mathold.png
Views:	7
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12379954

      Bearish mat hold candle stick pattern.

      Bearish mat hold candle stick pattern downtrend ma bnta ha aur is pattern ko follow karnay wali candle sa trend ki confirmation chaiay hoti ha, is ma pehli candle long aur bearish hoti ha, phr down gap k baad 2nd candle bullish hoti ha, iski body choti ha aur ye first candle k close sa neechay close hoti ha, isma b third candle bullish ya bearish ho sakti ha, 4th candle small real body k sath bullish hogi, is ma 2nd, 3rd aur 4th candles prices k rise honay ko show karain gi. inki real bodies first candle k high sa below hongi, pattern ki 5th candle long aur bearish hoti ha jo 2nd candle k below sa low par close hoti ha

      Click image for larger version

Name:	Add-a-subheading-64.jpg
Views:	2
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12379955

      How to Use and understand pattern.

      Friends Jab aap mat hold candlestick pattern per kam karte ho ya Iske different 3 candlesticks ko study karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain ismein teen Aisi candlesticks hoti hai jo continuation Baton ko show karte ho ye bearish aur bullish mat hold pattern ko format Karti Hain Mat hold candlestick pattern ko study karte hain to ismein aapko bearish mat hold candlestick aur bullish mat hold candlestick se related information Hasil karna bahut jyada Aasan hota hai Kyunki Jab aap ek candlestick pattern ko samajh Jaate Hain To automatically dusra pattern aapko Samjha Jata Hai Kyunki dusra pattern automatically Uske against Hota Hai jis sy apko indication mill jati ha Market ky Trend ki
      • #4 Collapse

        Re: Explain of Bearish Mat Hold Pattern ...

        Mat Hold Pattern


        Mat Hold Pattern aik trend tasalsul ka pattern hai jo k high price ya low price zone me banta hai. Ye pattern dono tarah ka bullish ya bearish ho sakta hai. Bullish Mat Hold pattern bullish trend ko same trend me tasalsul se jari rakhta hai, jab k Bearish Mate Hold pattern bearish trend k continuation me help karta hai.
        Mat Hold Pattern panch candlesticks par mushtamil hota hai, jis me pehle aur akhari candles same colour ki jab k darmeyan me 3 candles opposite same colour ki hoti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (2022).png
Views:	18
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12379995

        Introduction:

        Mat Hold bearish pattern bhi usi tarah se panch candles par mushtamil pattern hai (Bullish Mat Hold Pattern ki trah), jo k bearish trend k tasalsul k leye istemal hota hai. Ye pattern ziada tar bullish trend k baad banta hai. Is pattern me shamil candles me pehli aur akhari candles aik bari real body wali black candles hoti hai, jab k darmeyan me teen white candles hoti hai, jo k real body me black candles se bohut small hoti hai. Mat Hold bearish pattern aur "Falling Three Methods" pattern taqreeban aik jaisa hota, lekin is pattern me 2nd white candle 1st black candle se gap me open bhi hoti hai aur gap ko cover keye bagher us me close bhi hoti hai. Jab k 3rd white candle us gap ko cover karke black candle k real body me close hoti hai. 3rd white candle bhi real body k sath open hoti hai aur uper ja kar close hoti hai, lekin wo bhi black candle k real body k midpoint se pehle close ho jati hai. 5th candle aik bari black candle hoti hai, jo k 2nd white candle se bhi nechay ja k close hoti hai.

        Click image for larger version

Name:	images (2019).png
Views:	9
Size:	1.4 کلوبائٹ
ID:	12379996

        Pattern ki Pehchan ka Qayeda:
        1. Mat Hold bearish pattern me aik bearish continuation pattern hone ki waja se qeematon ka pehle se bearish trend ya low prices area me hona chaheye.
        2. Pattern panch (5) candles par mushtamil hoga, jis me 1st candle aik bari black candle hogi.
        3. Pattern me 2nd candle white candle 1st black candle se gap me open hogi aur usi gap me hi close hogi, yani 2nd candle pore gap ko cover nahi karegi.
        4. Pattern me shamil 3rd white candle same gap ko cover karegi jo k 2nd white candle se reh gaya hota hai, ye candle black candle k real body me dakhil ho k close hoti hai.
        5. Pattern me shamil 4rth candle 3rd candle se bhi above close hogi, yani ye candle bhi white candle hoti hai, lekin black candle k midpoint se ziada uper band nahi hogi.
        6. Pattern ki last 5th candle aik bari real body wali black hoti hai, jo k market k bullish asarat ko khatam karke qeematon ko wapis bearish trend me continue karwa deti hai. Ye candle open to white candle k close point se hoti hai lekin close 2nd white candle k lower ja k hoti hai. Agar ye 2nd white candle k nichay na bhi band ho tab bhi pattern complete tasawar hota hai.
        7. Pattern ki white candle market me volum ko barhane ki koshash to karte hen, lekin 5th black candle ki waja se sellers dobara market me active ho jate hen.


        Click image for larger version

Name:	images (2020).png
Views:	15
Size:	1.9 کلوبائٹ
ID:	12379997

        Pattern ki Tafseel:

        Mat Hold bearish pattern dekhne me to same "Falling Three Methods" pattern jaisa lagta hai, lekin is me shamil 2nd white candle ki waja se ye pattern mukhtalif ho jata hai. Pattern me 1st candle aik bari black candle hoti hai jo k bearish trend ki turjumani karti hai. 2nd number pe aik white candle 1st black candle se nechay gap me khuulti (open) hai, aur usi hi gap me close bhi ho jati hai, lekin gap ko pori tarah se cover nahi kar pati. 3rd pe aik aur white candle open hoti hai, jo k 1st aur 2nd candle k gap ko cover kar leti hai, aur black candle me ja k close ho jati hai. 4rth candle bhi aik white candle hoti hai jo k 3rd white candle k baad open ho kar black candle ki real body me close hoti hai, lekin ye candle hargez black candle k darmeyan ko cross karke nechay close nahi hoti. 5th candle aik bari real body wali black candle banti hai jo k open to white candle k close point se hoti hai, lekin close 2nd candle k nechay hoti hai. Agar 5th black candle 2nd candle k nechay band nahi hoti to bhi pattern complete hota hai lekin 3rd candle k nechay se lazmi close honi chaheye.

        Click image for larger version

Name:	images (2021).png
Views:	4
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12379999

        Pattern pe Trading

        Mate Hold bearish pattern k 5th black candle k baad traders ko market me sell ki entry karni chaheye, agar black candle 2nd candle k lower side pe close hoti hai, to ye bearish trend ko confirm karti hai. Lekin agar 5th candle 2nd aur 3rd candles k darmeyan close hoti hai to us sorat me 6th candles ka intezar zarori hai. Stop loss humen pattern k sab se top position pe set karna chaheye.

        Click image for larger version

Name:	IMG_20220324_213201.jpg
Views:	1
Size:	20.7 کلوبائٹ
ID:	12379998
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Explain of Bearish Mat Hold Pattern ...

          Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga or forex pa a6a quality work kr k forex market sa daily basis per ak acha gain kr raha hon ga.or meri duva ha k ap forec market sa a6a gain karan or success hasal karan ap ki success sa forex market or forex members 2no ko bht fida hasal hoga.

          Barish mat hold pattern kya hai ?

          Barish mat hold pattern hold aik mom batii ka namona hai jo oopar ki taraf rujhan ke douran bantaa hai. patteren mein yahi hota hai :

          1. taizi se kaarobar ke baad, aik mandi ya kaali mom batii waqay hoti hai .
          2.iftitahi qeemat, jo din ke liye aala hojati hai, pichlle din ke ekhtataam se ziyada hai .
          din bhar stock ki qeemat mein kami waqay hoti hai, jis ke nateejay mein aik lambi siyah mom batii hoti hai jis mein aik chhota sa nichala saya hota hai aur oopri saya nahi hota hai.

          Click image for larger version

Name:	Bearish-Mat-hold.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12380007

          Reechh belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata hai kyunkay yeh kasrat se hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai .

          Barish mod hold ki wazahat?

          aik reechh belt hold aik aisa namona hai jo aksar ghunda gardi se le kar bardasht tak sarmaya karon ke jazbaat mein ulat ka ishara karta hai. taham, reechh ke belt hold ko ziyada qabil aetmaad nahi samjha jata hai kyunkay yeh kasrat se hota hai aur mustaqbil mein hasas ki qeematon ki paish goi karne mein aksar ghalat hota hai. jaisa ke kisi dosray shama daan charting ke tareeqa car ki terhan, rujhanaat ke baray mein paish goyyan karte waqt do din se ziyada tijarat par ghhor kya jana chahiye .




          Barish mod belt ko samjna?

          reechh belt ke ineqad ko talaash karna nisbatan easy aasaan hai lekin is ki tasdeeq honi chahiye - yani, aisay adwaar ko dekhna jo din ki muddat se agay barhatay hain. pichlle dinon se mom batian aik wazeh andaaz mein honi chahiye, is baat ki tasdeeq karte hue ke jazbaat badal chuke hain. signal ki toseeq ki tasdeeq mein madad ke l- it, yeh zaroori hai ke mom batii lambi ho, isi terhan, aglay session ka shama bhi bardasht karna chahiye .

          Example of barish mod belt pattern.


          Click image for larger version

Name:	Bearish-Mat-hold.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12380007
          stock ne 2018 ke aakhri hissay aur 2019 ke awail mein aik اپریٹینڈ dekha. is ghunda gardi ka silsila saal ke aaghaz mein aik بریش belt hold ke sath khatam kya gaya tha. belon ke zareya tea mobile ke stock par qaboo panay ke liye aik reechh ki shama ke sath hil laya gaya tha. shama daan aik reechh belt hold saabit sun-hwa jis mein amli tor par koi oopri saya aur thora sa nichala saya nahi tha. aik aur surkh ( neechay ki taraf ) mom batii ka izafah tajweez karta hai ke kaam mein aik mandi ka kaam ho sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X