—
Bearish abandoned baby pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jis main three candlesticks ka aisa aik pattern banta hai k us me pehli candle rising price, second candle stick holding price aur third ( ya last) wali candle falling price k ban jati hai. Bearish abandoned baby pattern bullish abandoned baby pattern ka inverse hai, jo k us k opposite side pe banta hai. Ye pattern high prices ya top trend main banne par assets ki demand value main kami ka ishara deta hai, jiss se prices k gerne k asarat zahor hote hen. Pattern ki pehki candle bullish hoti hai, jiss k baad aik doji candle banti hai, jab k last par aik bearish candle hoti hai, jo k prices k trend k opposite direction main move karwati hai.
Bearish abandoned baby pattern prices k top par teen mukhtalif qisam k candles se mel kar banta hai, jo k prices k trend reversal ka kaam karta hai. Pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k baad aik doji candle banti hai, jab k last par par aik bearish candle hoti hai. Pattern ki ye tarteeb prices k high trend ko downtrend main tabdeel karne ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;
1. First Candle: Bearish abandoned baby candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bullish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai.
2. Second Candle: Bearish abandoned baby candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jiss ka koi color nahi hota hai. Ye candle prices ko waqti tawar par mazeed upper jane se rok leti hai. Ye candle pehli bullish candle se above gap main banti hai. Jo k bearish aur bullish dono hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ko bearish candle hi tasawar kia jata hai.
3. Third Candle: Bearish abandoned baby candlestick pattern ki teesri candle aik bearish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bearish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bearish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye doji candle se nechay side par gap main banna chaheye.
Bearish abandoned baby pattern teens candles par mushtamil aik bearish trend reversal hai, jiss mai shamil pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices ki maojoda trend ya rising prices ko dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k umoman aik doji star candle hoti hai. Ye candle prices k bullish trend main rukawat banti hai, jiss se prices mazeed upward jane se ruk jati hai. Pattern ki last candle aik bearish candle hoti hai, jo k market main current ya sabeqa bullish trend k khateme aur yahan se prices ka falling time shoro ho jata hai. Dekhne main ye pattern aik morning doji star candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin iss pattern main bullish aur bearish candles k doji candle se wazih aur clear gap hota hai.
Bearish abandoned baby pattern chokeh prices k current trend k khatemay aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan sell ki entry se trades entre keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bearish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k lower par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bullish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se high position ya doji candle k high price se two pips above par set karen.
Assalamu Alaikum Dosto!
Bearish Abandoned Baby Candlestick Pattern

Candles Formation

Explanation
Bearish abandoned baby pattern teens candles par mushtamil aik bearish trend reversal hai, jiss mai shamil pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices ki maojoda trend ya rising prices ko dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k umoman aik doji star candle hoti hai. Ye candle prices k bullish trend main rukawat banti hai, jiss se prices mazeed upward jane se ruk jati hai. Pattern ki last candle aik bearish candle hoti hai, jo k market main current ya sabeqa bullish trend k khateme aur yahan se prices ka falling time shoro ho jata hai. Dekhne main ye pattern aik morning doji star candlestick pattern jaisa dekhaye deta hai, lekin iss pattern main bullish aur bearish candles k doji candle se wazih aur clear gap hota hai.
Trading
Bearish abandoned baby pattern chokeh prices k current trend k khatemay aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan sell ki entry se trades entre keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bearish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k lower par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bullish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se high position ya doji candle k high price se two pips above par set karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим