Kamyabi per khush nakami per Dukh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi per khush nakami per Dukh
    Ham Jo log Forex Mein trading karte hain Hamare andar bahut Sare traders Aise Hain jinko trading kar len to bahut tension hoti hai aur Agar unko trading Karke profit hota hai to vah bahut khush hote hain lekin Jab unko trading Karke loss ho jata hai to traders bahut upset Ho Jaate Hain aur unko bahut bura bhi lagta hai traders ke yah apni baat mind Mein rakhni chahie ke trading kabhi bhi emotions ke sath Nahin Di Ja sakti Agar ismein Kamyab hona hai to mehnat karni padegi.

    Trading Without Emotions

    Jo bhi traders Forex Mein trading karne Chahte Hain unko yah Baat mind Mein rakhni chahie ke Forex Mein Kamyab trading Kamyab trading sirf aur sirf mehnat Se Hi ki Ja sakti hai emotional hokar trading karna traders ke liye bahut jyada loss Karva sakti hain isliye traders ko kabhi bhi emotional hokar trading Nahin Karni chahie yah traders ke success mein bahut bada masala banti hai.

    Trading With Planing Analysis


    Yah Baat traders ko Apne mind Mein rakhni chahie ki unko kamyabi mehnat se trading karne per hi Hasil Hogi aur jab vah Soch Samajh Kar trading Karenge to vah Kamyab Honge Agar traders emotional hokar trading Karenge to unko trading Karke sirf aur sirf nuksan hoga acchi trading mehnat karne se aur kamyabi bhi acchi mehnat aur planning se milati hai.

    Depend on Your Analysis More then Luck

    Bahut Sare traders Forex mein sirf Apne lakh per trading karte hain aur vah apni mehnat per depend nahin kar rahe Hote Aise traders sirf aur sirf nuksan Karvate Hain Jo log for X Mein kamyabi Hasil karna chahte hain unko Apne lakh Se Jyada Apne analysis per confidence Hona chahie Jab unke analysis acche Honge to unko unke trading Mein definittely results bhi bahut acche Hasil Honge
    منسلک شدہ فائلیں
    FRD 07 TRADING JOURNAL

اب آن لائن

Working...
X