Aslam o alikum
Introduction
Moving Average Convergence Divergence (MACD)
Moving Average Convergence Divergence (MACD) aikk technical indicator hay jo kay sirf aur sirf 2 Exponential moving averages (EMA) kay darmiyaan ta'aluk ko manpta hai. MACD indicator aik blue line, aik red line aur aik green line ko chart kay oper display karta hai jo kay MACD line aur signal line kay darmiyaan farak zahir karta hai. MACD line 2 exponential moving averages ka difference hai joo kay 12 aur 26 periods ke hotii hain. Jo signals line hai wo amooomi torr par 9-period ke joti hai. MACD lines zero line kay ird gird rehti hain aur aksar overbought aur oversold kay signals dety hain jabb ye lines zero line sy oper ya neechy jaati hai.
How MACD Works.
Moving average convergence divergence trend ke strengths ya us kay momentum ko measures karta hai. Aur ye momentum ya strength measure karny kay liey MACD line aur Zero line as a reference points use karta hai.
Jab MACD line zero line say operr crosss karti hai to yeh uptrend ka signal hotaa hai.
Jab MACD line zero line sy neechy cross karti hai yo ye downtrend ka signal hotaa hai hai
Mazeed ye kay MACD buy yaa sell signals indicate karta hai jab 2 MACD lines crossover karti hain
Jab MACD line signal line sy oper cross karti hai to BUY signal ka indicator hota hai
Jab MACD line signal line sy neechy sy cross karti hai to yeh SELL signal ke indication hoti hai
Uper batai gai saari details aap neechy chart main dekh sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим