kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear ap ne aik acha question kia hain ye to aik common sense ki baaat hai ke jub hamen profit hota hai to hum buhat kush hote aur agar hamen loss hota hai to hmara mood khraaab hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      jee bilkul jese k ye aik business hai to isme hnewaly changes ka asar hmare mood mood per parta hai agr hme loss hoga to hmara mood khrab hoga isi tara agr profit hoga to mood acha hoga
      • #48 Collapse

        G jnab is may koi shak nahe k trading aap k mood par kafi asar andaz hoti hay jab aap business may invest karty han to us k baad trading ka asar samny aata hay agr invest karny k baad aap ko profit aata hay to aap ka mood acha ho ga lakin agr loss hota hay to aap ka mood thek nahe ho ga aur aap preshan nazar aaian gay
         
        • #49 Collapse

          Ya bat dekh ha ek trading ap ka mood pa effect karti ha agar ap na profit earn keya ha to ap bahto happy feel kartay hain aur agar ap na loss key ha to ap ka mood kharb hota ha.
          • #50 Collapse

            G han.trading karny say mode change ho jaata hai.main daily trading karta hun or earning bhi kar rha hun.ye business boohat acha hai or mera to acha time guzar rha hai forex kay saath.
            • #51 Collapse

              merey point of view say,trading say mood change ho b sakta or nahi b,kyu k forex trading ak online business ha,es main profit or loss ki bhut chances hoty hen,ager humy profit ho jaye tu humra mood change ho jata ha,profit say humra mood fresh ho jata ha,ager humy loss ho jaye tu humra mood down sa rehta ha.
              • #52 Collapse

                g janab forex aap ka mood change kar saktyee hai wo is tahran k agar aap nay apny account pay jo trade lagyee hue hai wo trade aap ko acha profit day jay to aap ka mood acha ho sakta hai
                • #53 Collapse

                  ya to nhi kaha jaa sakta hay k forex trading ik insan ka mood change karti hay ha ya kaha ja sakta hay k jub forex trading ka risulta ata hay vo insan ka mood change kar dati hay forex trading ik asa bissness hay jis may ap ko tim ka pata nahi chalta hay is may dil lag jata hay or jo is ko dil sy kartay hay vo forex trading may maar nhi kah saktey hay ya bhot allaa bissness hy
                  • #54 Collapse

                    dear sir mere khayal se me to kehti hun k trading hamara mod real me change karti hai q k trading k waqt jab humen profit ho raha hota hai to hum boht khush ho rahe hote hain or jab achanak trading me hamen nuqsan hota hai to hamara mod foran change ho jata hia..
                    • #55 Collapse

                      ji haan meray bhai jaan forex trading busienss hamara mood change kerti hai yeh kabhi humein khushi de deiti hai aur kabhi kabhi humein loss de ker naraz ker deiti hai iss liaye yeh hamara mood change ker sakti hai.
                       
                      • #56 Collapse

                        ji bhazi ji aap ny bilkul taheek kaha hy keh jab hamin forex treadeing me profit ho rahi hoti hy to hamara mood bhi bhi bohat acha hota hy bilkul isi tarah jab hamin loss ho raha hota hy to hamin is mi hamara mood bhi kharab ho jata hy yeh to aam si baat hy jo har aik sath aisa hi hota hy koi bhi loss par khush nahin hota hy
                        • #57 Collapse

                          Dear trading sy bohat he acha mood change hota hai lekin jab ap profit earn karo gy to apka mood bohat he acha rahy ga lekin jab ap is mein loss karo gy to apka mood sad rahy ga ye to nature hai ye chalta he rehta hai.
                           
                          • #58 Collapse

                            G jab ap forex par trade lagaty hain to trading ap ka mood buhat achy way say change karti ha iss liye zarori ha kay ap jab tak forex kay sath involve rahain aur ap trade karain to iss say ap kay andar hosla ata ha aur ap yada achy treeky say trade kar sakty hain jo kay ap kay ainda bhi bari kaam ati ha
                            • #59 Collapse

                              yes why not i do not know other view but ,yes when i trade in the forex then i trade with the excitement that is the real thing and the essential for the trader ,we should trade with the different mood means to say in the good mood
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                brother ap ka sawal ha kia trading ap ka mood change karti ha g han bilkul trading trader ka mood change karti ha jub ap ko ierning ho rahi ho tu trader ka mood khushgawar hota ha or jub trader ko loss ho raha ho tu mood thek ni ho tu is jawab han ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X