kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    dear ap na bilkul thk kaha ha k profit hone par to ham bht khush hota hein leken es k elawa jab b hame loss hota ha to hamara mood off ho jata ha jo k easa nhi hona shaiye ku k loss r profit business mein hota rehta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      assalm o alaikum bahi jan g han janb kuch aesa hi hai jab to trader ko loss hota hia tab to buhat buhat bura lagta hai lakan jab us ko trade main buhat prfit hota hai us waqat us ka moud b theek ho jata hai jnab
      • #1143 Collapse

        Forex trading can be a challenging business whereby your mood can change from happiness to sorrow, from frustration to joy especially for the less experience traders. i believe that we should treat forex like a professional business whereby the happening in the market do not affect our mood
        • #1144 Collapse

          ji han bikul trading me jab ap khob mehnat kar k trading karty hain or jab ap ko is me profit molta hy to lazmi bat hy k ap ka mood boht acha ho jata hy or jab ap ko kisi bhi sorat me loss hota hy to ap ka mood sad ho jata hy to ye mood to change karta hy
          • #1145 Collapse

            G han ye aik asa business ha jis se hmara mood b change ho jata ha ye iak asa business ha jis se hm jitna chahe utna earn kar sakty hain or is business se hm apna career b asani se bana sakty hain or hmara mood b ye business change karta ha
            • #1146 Collapse

              dekhen profit har insan karna chahta hai or har kisi ko acha lagta hai isly is se mood bhi acha rehta hai lekin agar ap loss kar rhe hongay tou apk mood par bhi iska effect hoga or ap ka mood bhi khrab hoga ye aik natural feelings hai jo har insan me hoti hai
              • #1147 Collapse

                G han bilkul trading hmara mood pori tarah se change karti ha agr hm trading ko achy se karty hain or hmen trading k waqt loss nahi hota ha tu trading hmaraa mood bhi bht hi zyada acha kar daiti ha lakin loss ho jaye tu mood bhi off kar daiti haa
                • #1148 Collapse

                  jee bhai main aap ki baat se agree krta hun k Forex hamara mood change kr deta hy, jb hum profit earn kr rhy hoty hein tb hum aik acha respond dy rhy hoty hein aur jb hum loss face kr rhy hen tb hamara mood kharaab hota hy, jee bilkul ye hamara mood change krta hy...
                  • #1149 Collapse

                    g han bro aisa boht hota hai jaab loss hota hai to boht tention hoti hai aur jaab profit hota hai pir apko haar cheez main maza aata hai achi lagti aaatakreeban sub k saath aisa hota hai aur hona bhi chahiyye pure month ki mehnaat hoti hai hamare kaam main invest thnx
                    • #1150 Collapse

                      je haan karsati hai par kosis karay es mein mind se trading karay aur es mein greedy na karay ap k liye better ho ga day by day market ku view karay ap k liye better ho ga
                       
                      • #1151 Collapse

                        zror trading pay humara mod depend karta hai ku k jb hume profit ho raha ho to hume acha aur behtreen mod hota hai humara dil saray kam karnay ko karta hai aur jb hume profit na hasil ho raha ho to meray khyal say hume achi cheez b buri lagnay lati hai.
                        • #1152 Collapse

                          je haan forex mein trading kartay howay ap ka mood change ho sakta hai par kosis karay es mein daily market ku view kary aur es mein greedy na karay ap k liye better ho ga
                           
                          • #1153 Collapse

                            forex trader aik individual type ka malik hota he us ka mizaaj or logon se lag alag or wo aik ajeeb qisam ki zehniyat ka mailk hota he or jab hum profit karaty hen to phr to hamry mizaaj totally alag ho jatay hen
                            • #1154 Collapse

                              aslam u laukum sir
                              ap na acha swala kia hay jnb.
                              trading ap ka mood ko both affect karti hay.ap ko ager nuksan ho jaya to ap ko both bura feel hota hay yar...ku ka ap ka passs zaya ho jata hya is layaa bather hay ka ap apna trading analysis ko dakh kar kara tb ap ka mood thk rhya hay jnb
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                main forex trading ko boohat like krta hun or iss field main reguarly kaam kar rha hun.mery khyaal say agar hum struggle karain gay to phir hum forex trading main boohat achi earning lay sakty hain or apna career banna sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X