kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    bhai mai is baray mai yahi kaho ga trading ek aise cheaz hai jo kabhi b hamara mod change kar daite hai agar humy kabhi profit hota hai tu hum kush ho jaty hain aur agar humy nuqsan hota hai tu humy dukh hota hai laikin mai is baray mai yahi kaho ga k profit ho ya loss ghabrana nai chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      jb m gain karta houn tb mera mood automatic hi theek hou jata hain trading karte waqt mera mood us waqt kharab hou ta hain jb m loss uthata houn
      • #528 Collapse

        mood change to aik human being k trading k elawa bhi hosakte hain forex trading main bhi loss aur gain dono hi muqo per app ka mood change hota rehta hain is liye app ko mood change karne ki bajaye agey k bare main sochna chaiye aur kamyabi ki tarf jan chaiye
        • #529 Collapse

          g bilkul tarding aap k mood pe bht asar andaaz hot ahi q k ye kaam hai es se aap ko profit lkoss dono aa rhy hoty hain es liye jab bhi aap ko loss hota hai to aap ka mood bht khraab hota hai or jab aap ko profit hota hai tab aap ka mood acha hota ahi
          • #530 Collapse

            mere bhi jb ap forex par trade krte ho to ap chaek krte ho k kase trade hori ha aga trade achi hori ha or profit ho raha ha to ap ka mood b achan hotah ajb trade ma profit ho raha ho laken jb trade ma profit ni ha or loss ho to tb ap ka mood tek ni hota
            • #531 Collapse

              han jee main to samjhti hun kay asia sab kay sath hota hay bal kay main to kehti hun kay ye aik common nature hay is liay her kisi kay ye hi reaction hotay hen profit per bhi or loss honay per bhi.
              • #532 Collapse

                Trading to shayad traders Hindu deity mood modification Na kerti atomic number 67 lekin mercantilism Hindu deity result zaror mood modification ker sakta hai, like agar international organization KO loss atomic number 67 to unhealthy feel kerte hain or kuch to bilkul thwarted atomic number 67 jate hain or profit hota hai to sab KO pleasant feeling hoti hai.
                • #533 Collapse

                  g han bilkul forex trading hmara mod b change krti hai wo es tra k jb hum trading k ley aty hain to hum normal mod main hoty hain or agr trading se hum ko proit mily to hmara mod khush or agr loss ho jay to hmara mod udas ho jata hai.
                  • #534 Collapse

                    asslam o alikum dear je ha har kam ma asa he hota ha jab loss ho to mood kharab jab profit ho to mood sahe ma to ya kahna cahhta ho ka trading hamara mood nahe change nahe karte ha balky is ka moral hama mood change kar data ha.
                    • #535 Collapse

                      ji bhai ap na bilkul sahi kaha ha jab mujhy bhi profit hota ha tu mari khushi ki intiha nahi hoti lakin jesy hi mujhy loss hona shoro ho jata ha tu main preshan ho jata hon or is fikar main rahta hon k kahi is loss ki waja sa mary account wesh tu nahi ho jay ga lakin us time ham kuch nahi kar sakty.
                       
                      • #536 Collapse

                        han ji ye sab hota rehta hy ager koi trading katr jk proift hasal karta hy to wo saar din fresh feel karta hy ager kisi ko loss ho jy to wo sara din dukhi rehta hy us ka sara din mud kharab rehta hy .
                        • #537 Collapse

                          dear g han trading hamary mood par b boht sary effects dal deti hai jab ham trading karte hen to agar hamen loss ho to humara mode hraab ho jata hai aur agar ak achi earning ho to ham happy ho jate hen
                          • #538 Collapse

                            G han bilkul jab hamy profit ho raha hota hay to hamara mood khushgawar hota hay or jab loss hony lagta hay to traders ko ghusa ajata hay, forex me successful wahi ho sakta hay jo apny ghusy ko control karna janta hay.
                            • #539 Collapse

                              trading aik insan k ihsasat k sath khailti hai agar apko profit huwa to ap us din khush hunge jabkey loss wlaey din bahut sad hungey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai,, Jesy agr profit hwa to khusgwaar mood
                                Or AGR manji thuk gai to dukhi mood

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X