kia trading ap ka mood change karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    g bhai bilkul mood change hota hy or ye sirf forex trading me hi nai ye aam trading/business walo ka sath bhi hota hy. zahir bat hy jab forx per ment ka acha moawza mily o mood good hota hy or jab loss ho to hmara mood off hojata hy. that's right.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      d traders ka mood change na Nerti ho liken trading ka result razor mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad d change kr date hai jb hama loss ho jy r BS phr tu kepi k hats bony ko bhi dil ni karat jb k hams profit ho tu hm bht dyad hush hot hain is say k
      • #408 Collapse

        G trading ka hmare mood pe bohat zyada asar hota hai kio k hm trading ki wja say profit ya loss ko face krte hain to is ka hmare mood pe direct impect hota hai or hm apni trading main nomayan tabdeeli pate hai
        :p..........No One is perfect and I am No One........:p
        • #409 Collapse

          Yes trading humery mud per boht zyada asar karti hy. jab humen profit hota hy to tab humara mud boht acha hota hy or hum boht khush hoty hain or jab loss hota hy tab mud off ho jata hy.
          • #410 Collapse

            ap ne jo baat ki janab aysa h hota hai apko loss ho ga to ezecly ap ka mud of hojaye ha :( ,or ager loss ho b jaye to ap phr se khusish karen kai pata next time apko profit ho.
             
            • #411 Collapse

              my dear friend yes bilkul humary sath aesa hota hai lekin bohat zaroori hai k hum forex k buisness man emotions ko control karen aur is tarah hum aek best earning kar skty han;;;;;;
              • #412 Collapse

                jab apko profit hota ha us waqt ap ziada confident hoty hain, is liyeh jab ap trading karty hain ap ko sochny,samhjny ki salihat ziada ho jati ha aur ap happily profit earn kar sakty hain, lekin jab loss hota ha to trader apna confidence lose kar deta ha us ko samhj nei nai ata k ab kya strategy apply karni chiyeh is liyeh You must be so confidient and happy while doing trade..
                • #413 Collapse

                  yes ,if you will do the trade then you will realize that the forex will change the mode of your regarding the life and regarding the business point of view it is the reality that the forex is the great thing which will give you a lot if you want to get
                     
                  • #414 Collapse

                    bhai gee yeh aik risk business he is me bhot chldi hi loss aur profit hote he. is the jab hum is me trading kerte he. too hum ko profit ho too hum bhot khosh hote aur ager khabi loss ho je too hum bhot tention me hote is liy yehbuiness humer mood pey bhot aser kerta he.
                    • #415 Collapse

                      han g trading may loss say mood kharab hota hay q kay ye insan ki nature hay kay wo nakami ko bardasht nahe karskta...or agar humen profit mile to hmara mood fresh hojata hay...lakin i think mood ko lose karne kay bbad bhi hame fresh rakhna chaheay is se ye hoga kay hamare kaam may khalal nahe parega or hum kam shoq say karenge...
                      • #416 Collapse

                        mery khyal se trading itna depend ni krti mood pe bt jo result ata hy us se mood zarur change ho jata hy or us se kabhe kabhe forex ko chorny ka dil bhe krta hy
                        • #417 Collapse

                          haan trading app ka mood change kar deti hai jab app ko loss hota hai to app ka mood bhi off ho jata hai aur jab profit hota hai to app khush hotay ho mere khayal main humain loss ki soorat main bhi khush rehna chahiye kyun kay loss se bhi humain lesson milta hai.
                          • #418 Collapse

                            nai yar forex ma ameer ya gareeb ki koi limit nai hai aur es waja se hum ko en ka shukria b ada karna chahye k en ki waja se huamara free time bohat achio jaga lag jata hai aur hum sath sath earning b kartay hain .
                            • #419 Collapse

                              g han dear forex mein agar ap k pass acha experience ho to ap is mein kam time mein bhe acha profit earn kar skaty ho or ap ka mood profit or loss par depend karta ha agar profit ho to acha na ho loss ho to bad lekin acha experience ap ko har time profit dila sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                here are the forex traing so that is really good form here you can do that is really good form here you .................

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X