kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Dear, ye hamary profit aur loss par depend karta hai agar ham ak achi profit hasil karte hen to hamara mood bohat acha ho jata hai aur agar ham loss kar dete hen to is sy hamara mood hrab ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      jee my dear ofcourse trading humra mood of bh karty ha our happy sitution bh kar dety ha agr to market hamry hak me ho to hum happy hoty ha agr nahi to bas of mood ky sath trading karty ha lakin hum ko control rhkna chay
      • #363 Collapse

        jee han forex tarding main jab ap profit ko earn kerte ho to ap ko iss main khshi mehsoos hoti hi orr jab loss ho too ap unhappy hote ho iss lye ap ko iss main proepr money management ke sath hi tarding kerni ho gi then hi ap earn ekro ge
        • #364 Collapse

          g han jb paisa ata hai to insan ka mood khud he khush gawar ho jata hai isi tarha jb aap b apni trade ko profit me he close howe dektay hain to aap ko b yaha pay acha khasa profit earn karnay ko milta hai.
          • #365 Collapse

            G Han bilkul karti hey aur us soorat main jab apko profit ya loss hota hey aur i think profit main hamara mood kafi happy hota hey but hamen loss main bhi kabhi afraid nahin hona chahiye aur always learning ki taraf tawajoh deni chahiye.
             
            • #366 Collapse

              broher hum jab trade kare tu ache mood me reh kr trade kare boor me tradeing kare ge tu loss ho ga apne mind ko sit rakh k trade karne chae sab ko phir hum forex trade say apna profit earn kare ge jald bazi na kare aur short cut use na kare long trade kare aur profit ko earn kare zida se zida
               
              • #367 Collapse

                G bilkul agar trading may benefith hota hay to b moode change ho sakta hay aur agar loss hota hay to bee moode change ho sakta hay
                • #368 Collapse

                  g bilkul mood pe effect to perta hy mood n dil kharab hojata hy los hone k bad... n profit hota hy khushi hoti k humrai safal hogai.....bt 1 advice dena chahogi k bilkul humara mood kharab hota hy loss k bad but humain himmat bilkul nai harni chahye ot mehnat kerty rehna chahye....humari mehnat kabhi b zaya nai hoti or humain us ka phaal zaror milta hy..............
                  • #369 Collapse

                    baz dafa jab mein mood mein aker trading kerti hun to mujhy trading mein acha response milta hai lakin jab kabhi mein sad hoi jati hun to trading mein mera dil nahi lgta or mujhy loss pay loss honay lag jata hai is liye mri yeh advice hai k ager ap sad hain to plz posting hergiz na kerain
                    • #370 Collapse

                      yes ap agr achi trading kr rhy ho to ap ka mode acha ho ga trading my or ap agr teak rha sy trading nahi kr rhy ho to phr ap ko mode acha nahi ho ga forex trading my ap ko agr trading my loss hota hy to phr ap ka mode acha nahi hota hy forex trading my
                      • #371 Collapse

                        yes and aap ki life bhe change kar sakti hay if you have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then u can make a lot of money from the forex trading......
                        • #372 Collapse

                          Trading her trah sey hamary mood per asur andaaz hoti hey jab zyada profit ho tab bhe or jab zyada loss ho tab bhe hamen chahye k hum balanced ho ker chalain ager hamen loss ho bhe rha ho tou itna hurgiz na honay den k hamary mood per asur andaz ho skey ya koi bhe negative impact aaye hum per tarding ka.
                          • #373 Collapse

                            Yeh tu zahiri see baat he k forex mein jaise jaise hmmare account kee haalat change hoti he, waise waise hmara apna mood b change hota rehta. agr proft ho rha ho tu hum bohat kush hote hein aur agr loss ho rha ho tu zahir he k hum sad he hoon ge. lekien hmein loss hone pe bohat zyada dukhi nhi ho jana chahiey blkey loss ko cover krne kee sochnee cahiey.
                            • #374 Collapse

                              ji han sir forex trading mera mood change kar deti hay myn jab bhi apny kaam kaaj say free ho jata hoon to forex ki trading seekhta hoon aur google par ja kar forex kay baray myn news aur learning seekhta hoon to is tarha forex say mera mood bhot acha ho jata hay myn acha feel krnay lagta hoon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                bhai g trading hamara mood change karti hai,jab humai profits hu rahe hute hian tu hum buhut fresh htue hain aur hum buhut ache mood ai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X