kia trading ap ka mood change karti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata he jab hamen loss hota hai to hamara mood bhi kharab hi rahta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Trading ka impact direct hmare mood per hota h ager hm positive jarahay hon to hm fresh feel krtay hain or ager hmari trade wrong side pe ho to hm upset ho jaty hian or apnay dar ki wja say loss b kr lete hian
      • #273 Collapse

        g bhei gb hum tarde kart hein to humera mood achi hot hein gb hum ko tarding mein loss hot heinm to humera mood chang ho hgent hein humein mood chang is liye hot hein ka hum ko intn mahnt ka bwagoud bne loss ho gy tarding humera mood chang kart ager proft ho gein to be humer mood chang hot hum bhot happy hot hein
        • #274 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
          aksar jab humai profits hu rahe hute hain tu hum buhut fresh hute hain aur hum buhut ache mood mai rehte hain aur jab loss hu rha hu tu humara mood kharab hi rehta hai tu kia aisa ap kay sath bhi huta hai?
          trading ka hamary mood per bhut zyada assar hota hai aur yeh hamary mood ko chage karti hai agar hamari trade profit main ja rahi ho tu hum bhut khush aur relax hotay hain aur agr koi trade loss main ho tu hum bhut pareshan ho jaty hain so trading hamry mood ko kharab bhi karti hai aur behter bhi karti hai.
          • #275 Collapse

            je han ek bar nahi kahain bar asa hota ha trading ki waja sa mara mood acha our bora hota ha . jab mujeh foex maian loss hota ha tu mara modd sad our gusa wala hota but jab profit ma jare hote hon tu kafi fresh our happy mood hota ha mara .
            • #276 Collapse

              My dear friend Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading ka result zaror mood change ker sakta hai, such as agar un ko loss ho to bad feel kerte hain or kuch to bilkul disappointed ho jate hain or profit hota hai to sab ko pleasant feeling hoti hai.
              • #277 Collapse

                mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata he ata k ab kya strategy apply karni chiyeh is liyeh You must be so confidient and happy while doing trade..
                   
                • #278 Collapse

                  or jab hum profit karaty hen to phr to hamry mizaaj totally alag ho jatay hen hamen chaie, k ham trades py trades na lgahen or thory profit py guzara karen, emotional trading sy hamne kuch hasil nai hota, ager hm patience sy trading karern gy to hm achi earning kr ksty hen, or achy trader ban skty hen.
                   
                  • #279 Collapse

                    g bilkul trading se hmara mood kafi change hota he jab hmen profit hota heto hmen khushi hoti he isi trah jb hmen loss hota he to hamen kafi dukh hota he jab hmen profit hota he to aik ajeeb c khushi hoti he or hmara mood fresh ho jata he or isi tra jb loss ho to hmara mood dull or boring ho jata he.
                    • #280 Collapse

                      jee dear sometime asya ho jata hy but mere khiyal mai kam se kam trading ki waja se ap ka mood change nhn hona chahiye q k ye baat thek nhn hy k ap trading karo aur ap ka account ya mood cahnge ho aur ap os pe react karo...
                      • #281 Collapse

                        forex tarding aik bohat hi acha online business hi jis main ap asni se achi earning ekr sakte ho iss main ap ko proepr learn kerne ke bad hi ap iss main kamyb ho ge orr kambyab bi ho ge iss lye learning zaroori hi
                         
                        • #282 Collapse

                          Trading to shayad traders ka mood change na kerti ho lekin trading result zaror mood change ker sakta hai or hmara mood fresh ho jata he or is i tra jb loss hi to hmara mood dull or boring ho jata he or boring ho jata he or jab hum profit karaty hen to phr to hamry mizaaj totally alag ho jatay hen.
                          • #283 Collapse

                            g bilkul agr aap ki trade profit main ja rhi hoti hai tab aap happy ho jaty ho aur agar aap ki trade minus main ja rhi ho to phr sad ho jaty ho baaz oqat aap heran bhi ho jaty ho market k move ko dekh k
                            • #284 Collapse

                              Yes dear in the forex trading you all have face the changing in our nature at per forex trading behaviour, If the trade gone in the profit than we are much more happy to see our success and if the market behaviour goes in the loss we are sudden gone in the sad mode and get the tension . Profit and loss is the major cause to change our nature and mode in the forex trading while we are on trade
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Jee bilkul hota hai, aur yeh eik natural si baat hai joo normally sab hi k sath hoti hai aur mery sath b yehi hota hai. Jab profit hoo raha hoo tab ass pass k sab loog aur cheezain achi lagti hain aur jab loss hoo raha hoo tu acha nahi lagta, Aur Dil preshan sa hoo jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X