Trading with no Indicators
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with no Indicators
    Introduction with Naked trading.

    Friends Naked trading say murad aisi trading strategy hay jis main trader sirf chart ka view karta hay aur candlesticks ka jaiza laity huye supports and resistance lines ko follow karta hay aur ye dekhta hay keh ager market price resistance kay pas hay to sell karta hay jab keh support level kay round price ho to woh buy main trading order place karne ko prefer karta hay. Laikin ye strategy hamesha karamad nai hoti q keh is main trader say kai galti ho jati hain. Maslan ager woh candlesticks pattern say achi waqfiat nahi rakhe ga to isko support and resistance level samajhne main dikkat hogi jab keh woh aisi trading strategy say ziada earning bhi nahi kar sakta.

    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12516057

    How and when to take entry.

    Friends Necked trading Mai Ham current situation ko acche tarike se Dekh Kar trade kar sakte hain naked trading Main ham Na Kisi indicator ki help lete hain aur na hi ismein Ham Kisi pattern ki help Lete Hai market Mein naked trading se trader ko Achcha profit Hasil karna bahut jyada difficult ho jata hai trader naked trading Se Achcha profit Hasil nahi kar sakta naked trading bahut jyada Complex Hoti Hai is Mein loss hone ke chance bahut jyada hote hain aur profit hone ke chance bahut kam Hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	splash-382754.jpg
Views:	1
Size:	48.0 کلوبائٹ
ID:	12516058

    Use of technical tools and indicators.

    Friends Naked Trading main technical indicators aur tools ko proper use nahi Kia jata is waja sh is ki waja sy aapko loss Kay chances ziada hoty Hein yaani baked Trading ko Ap aam Trading sy ziada risky keh sakte Hain aur bahut Kam traders hi naked Trading Karte hain aur koi bhi senior trader naked Trading ko recommend nai karta aur is liye hi recommend nahi karta kyun Kay naked Trading main loss Kay chances hote Hein aur is main Ap Trading ki knowledge ka bohat Kam usee Karty Hein sirf Ap market ki situation ko follow karty Hain aur trade laga dete hain isky baad kisi bhi indicator ka ya kisi bhi tool ka use nahi Kia jata is waja sy Ap proper Trading nahi Kar rahy hoti aur ye Trading risky hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	41BwP-79EmS._SX330_BO1,204,203,200_.jpg
Views:	1
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12516059
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with no Indicators

    Explanation

    Friends Trading with no indicator ka matlab hea NAKED TRADING karna aur ub is kay baraymain discuss karty hean.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	2
Size:	122.5 کلوبائٹ
ID:	12379779

    Naked Trading.

    Friends Naked trading aik trading method ha naked trading us trading mathod ko kehte Hain jis Mai trader koi indicater use na karay sari trading support aur resistance channels aur trend line ko use Kar Kai karay iss ke liye app ke pas candle stick ka knowledge hona be zarori hai Forex Trading me kuch trading k iqsam hote he to jin logon jis tarah ki trading suite karti he us hisab se wo trading karte he naked trading me aapko her time apni trade ko follow kerna hota he jis time aapko wo trade kuch profit deti he to aap wo trade close kar sakte he naked trading acha trading method ha.

    Click image for larger version

Name:	mMspPm3W_mid.png
Views:	1
Size:	79.1 کلوبائٹ
ID:	12379780

    Simple method of trading.

    Friends Naked Trading aik boht se simple method hai jo traders use karty hain or apni tardes se profit hasil karty hain yah wo traders apni trading main use karty hain jin k forex main trade karty kafi arsa ho chuka hota hai forex main naked trading wo trading hoti hai jis main bus technical analysis ka use kiya jata hai or market ko ayse he kisi aik achy pattern main follow kar k apni trade lga di jati hai jis mainz ayda jo trading tools use kiye jaty hain wo support and resistance or trend lines hoti hain baki sub tarders ki apni strategy hoti hai jis ka use kar k trading ki jati hai.

    Click image for larger version

Name:	Price-Action-Trading-system.jpg
Views:	4
Size:	46.7 کلوبائٹ
ID:	12379781

    Entry point.

    Friends Forex trading market Mein Jab aap entry Karte Hain To currently situation ki base per Lete Hain To isko naked trading Kaha jata hai Jab ki future aur pass market ki movement Koi ignore karte hain aur currency situation ki basis per decision making karte hain Forex trading Mein sometime aapko market ki current situation ki base per decision making Karni chahie aur Market ki movement aapke liye bahut jyada important ho sakti hai Forex trading Mein Jab different news market Mein Aati Hai To is time per market Ki volatility bahut jyada ho jaati hai aur Aisi situation main aap market mein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain no doubt yah technique sometime prapt ke liye bahut jyada problem bhi create kar sakti hai aur Market sometime apni reversal movement start kar deti hai lekin agar aap market ko contently time de rahe hain to aise situation main aap feel kar sakte hain aur aap apna decision bhi change kar sakte hain

    اب آن لائن

    Working...
    X