What is chart and different Types of Chart Pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is chart and different Types of Chart Pattern.
    INTRODUCTION :

    Dear forex members umeed krta hu k AP sb kheriyat sy hu gy or forex sy daily k basis pr achi earning kkr rahy hu gy. Dear forex members forex aik risky business ha jis ma hamen profit k sath loss b ho jata hai . Loss us ssoort ma hota ha jb hamen market k analysis ka idea ni hota

    Trading pattern:

    trading Pattern ko Ham bahut jyada acche tarike se skill use karte hue kam Karte Hain Jisko Ham bahut jyada trading dekhte samajhte hain jismein branch ke technical analysis ko focus Kiya Jata Hai finding Kiya Jata Hai price ko aur pattern ko jisse aapko trading use karni padati hai files action ki help se aur identify Kiya Jata Hai shift between rising or falling friend ko Jisko trend mein aap Agar dekhte hain to trader price ke patton ko acche tarike se samajhta hai aur signal Ki Chart market Mein trend use karta hai aur isko execute Karta Hai basically tarike se signal ko trading pattern ko use Karke focus Karta Hai Universal Trend ke continuously.

    Chart pattern:

    Forex Bihar bahut acche tarike se chat battery ko Samajh Kar Hi Kam karte hain Agar Hamen Kisi bhi currency per trade Lagani Hai To Ham usko bahut jyada acche tarike se pattern ko Dekhte samajhne ke bad Jiye credit market Mein trade lagata hai aur jisse vah Panipat Hasil karta hai kya usko Samajh Kar Hi aap bahut jyada benefit Hasil kar sakte hain.

    Line or bar chart :

    Forex Mein Ham bahut jyada important tarike se Line Chat aur bar Chart ko dekhte hain Agar Hamen ko acche tarike se follow karke kam Karte Hain To Hamen bahut Achcha benefit Hasil hota hai Jitna Jyada benefit Hasil Hoga utna hi jyada Ham ismein income Hasil kar sakte hain Hamen apni candles ki Choti Se choti point per bhi dekh na samajhna chahie to Aakar market Mein Ek acche tarike se lowest point aur highest point ko Samajh Kar Hi trade lagakar benefit Hasil kar sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is chart and different Types of Chart Pattern.

    Chart Patterns in Forex Market

    Forex market main trading ky liay use kiay jany waly chart patterns three types ky hoty hain jin main sab sy basic chart pattern line chart pattern hai jabky usky bahd next chart pattern hai bar chart pattern jo line chart sy kuch advance hai aur third type of chart pattern main sab sy best aur effective chart pattern hai candlestick chart pattern jis per maximum traders forex market main trade ker rehy hain market chart forex market main movement ko read kerny ky liay use kia jata hai ky market kis direction main kis range tak movement ker chuki hai aur market ki kisi bhi pair main movement ki maximum limit kia hai ky agar market maximum price per ponch chuki ho tou wahan sy sell main trade enter kerni chahiay aur agar market price minimum range per ponch chuki ho tou wahan sy buy main trade enter kerni chahiay

    Click image for larger version

Name:	charts.jpg
Views:	4
Size:	63.1 کلوبائٹ
ID:	12379669

    Line Chart Pattern

    Forex market main use hony wala basic chart pattern line chart pattern hai jo market ki current position ky mutabiq aik line draw ker raha hota hai ky jis per hamain sirf market ki closing show ho rehi hoti hai same chart pattern per ham specific time main market ki opening ko read nehi ker sakty jabky same chart pattern per ham market ka current trend ya overall trend bhi read nehi ker sakty kyun ky line chart main koi aesi position create nehi hoti hai jo hamain market ki support ya resistance ki indication provide ker rehi ho tou ham forex market main trading ky liay same chart per just trade open aur close ker sakty hain lekin market ky analysis line chart pattern per possible nehi hoty just line ki movement ki direction ko dekh ker ham trade open ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	linechart.png
Views:	2
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12379670

    Bar Chart Pattern

    Market ky chart main hamain jo second type ka chart dekhny ko milta hai woh bar chart pattern hai jo line chart sy advance hai ky bar chart main ham specific time frame main market ki opening aur closing ko read ker sakty hain jabky ham bar chart sy market ky achy analysis bhi ker sakty hain ky bar chart main market ki support aur resistance ky levels bhi create ho rehy hoty hain market specific time period main hony wali movement ko bhi bar chart show kerti hai aur market ki opening aur closing ko bhi show kerti hai jo aik bar ki shape main hoti hai aur jis per two ticks hoty hain aik opening tick aur aik closing tick lekin market agar opening aur closing sy kuch zyada movement kerti hai tou woh ticks ky forward main line create ho jati hai

    Click image for larger version

Name:	barchart.jpeg
Views:	16
Size:	19.0 کلوبائٹ
ID:	12379671

    Candlestick Chart Pattern

    Forex market main trading ky liay sab sy zyada use hony wala chart pattern candlestick chart pattern hai jis per her koi trade ker raha hai aur yehi chart pattern sab sy advance pattern hai jo haman market ki movement ki her terha ki information provide kerta hai market ky analysis ky sath sath market ki support aur resistance aur opening aur closing ky sath market main create hony wali her candle market ki future main hony wali movement ki prediction bhi provide kerti hai ky ham her candle ki information ky mutabiq trade open ker ky profit hasil ker sakty hain jabky candlestick chart pattern main bahot sary aesy market movement ky patterns create ho rehy hoty hain jo market ki next movement ki prediction kerty hain jis per ham forex market main successful trading ker sakty hain

    Click image for larger version

Name:	downtrend.png
Views:	13
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12379672

    اب آن لائن

    Working...
    X