Assalam Alakium ! Dear members,umeed karti hon k ap sab thk hon gay jab moment ho rahi hoti hai to us time market waves banna k moment kar rahi hoti hai jinko dekh k ham is market mein trade laga sakty hain magar market mein wave per trade lagany k liye hamein is market mein entry point find karna hota hai jisk liye different method hai hamein is market mein acche tariky sy kam karna hota hai, fibonacci indicator hamari is entry ko find karny mein help karta hai ham market mein fibonacci indicator use kark trade laga sakty hain.
BANEFITS OF FIBBONACCI INDICATOR :
* FIBONACCI EXTENSION
* FIBONACCI RETRACEMENT
* FIBONACCI ARCS
* FIBBONACCI FAN
* FIBONACCI TIME ZONES
* FIBONACCI CHANNEL
INTRODUCTION OF FIBBONACCI :
Market mein hum ny Fibbonacci use karna hai to usk liye hamien yah pata hona chahie k hum ny isko kaisy use karna hai kyunk jab chart par koi high point aur usk bad market aik lower high lagati hai to us time ham is market mein upper high sy lower high to Fibbonacci ko draw karty hain jisk bad hamein yah pata chal jata hai k
market ny kon sy level sy swing banana hai jab bhi Fibbonacci k major level per Koi reversal candle banti hai to hamein confirmation mil jati hai jaise Fibbonacci k major level 38% 50% and 61% levels hai jinki market maximum time respect karti hai in level per ham aasani k sath trade laga sakty hain aise hi market mein extension k liye major level 1.27 1% and 1.16 1% level use hoty hain jahan tak market hum ko target deti hai. Hamein apni trade laga k target set kar dena chahie kyunk is mein hamari trade ka stop loss bahut kam hota hai magar take profit kafi zyada hota hai.
FIBONACCI RETRACEMENT LEVEL :
Dear market mein jab aik swing banti hai to usk bad market apny swing ki retracement leti hai ham is swing k start mein Fibbonacci retracement use kark trade laga sakty hain, market mein swing 50% aur 61% kafi achcha result deta hai kyunk jab in level sy market swing banati hai to usk bad market kafi zyada moment hoti hai.
EXPANSION LEVEL :
Dear hamein is market mein trade ka target set karny k liye Fibbonacci expansion tool use karna hota hai kyunk jab ham is market mein aik strong point sy entry lety hain to hum ko apny target ko set karny k liye expansion tool sy pata chal jata hai k market main kon sy level tak next swing bana kar retracement Ly sakti hai hamein is market mein expansion level 127 percent and 161 percent help karty hain apny target set karny k liye, hamein market mein trading strategy banaa leni chahie jis mein hamein yah pata ho k ham ny kon sy time per Fibbonacci expansion tool use karna hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим