Identification of Cup & Handle Pattern
Forex market main trade kerny ky liay different chart patterns use hoty hain jinko agar ham follow kerty huey trade continue kerty hain tou hamain maximum trades main profit hasil hota hai aur kuch trades main loss hota hai lekin hamain sab sy pehly chart ka confirm hona chahiay ky konsa pattern create ho chuka hai aur is per next movement kia hony ja rehi hai ky ham same movement ko expect kerty huey trade open ker sakain lekin jis pattern per bhi trade open kerni hai us main stop loss bahot zaruri tool hai ky agar market kabhi chart pattern ko follow nehi kerti tou hamari trade main hamain bara loss na ho jaey lehaza ham aik safe area main trade continue kerty hain aur risk area main ham stop loss set ker dety hain ky agar market hamari expectations ky mutabiq movement nehi kerti tou hamari trade limited loss main hi close ho jaey
Types of Cup & Handle Pattern
Cup and Handle Pattern ki do aqsaam hen aik bullish cup and handle aur dosra bearish cup and handle. Bullish Cup and Handle Pattern bullish trend continuation k leye istemal hota hai, aur ye ziada tar high price area me banta hai jab k bearish Cup and Handle Pattern bearish trend continuation aur low price area me banta hai
Bullish Cup and Handle Pattern
Bearish Cup and Handle Pattern
Bullish Cup and Handle Pattern
Bullish Cup and Handle aksar bullish trend ya high prices area me banta hai jo k bullish trend ko same ssemat me continue karwata hai Bullish cup and handle pattern humen cup and handle ka design seedha nazar ata hai Ia pattern me qeematen aghaz me momuli downtrend aik khas tarteeb se ati hen aur same wapis us tarteeb k sath wapis upward jati hai jis se pattern ka cup shape complete ho jata hai handle hise me aik baar pher qeematen downward ati hen lekin cup ki nisbat ye movement bohut kam hoti hai Hanlde pattern banne k baad qeematen breakout kar jati hai aur apne sabeqa trend ya bullish trend pe dobara move hona shoro karti hai
Bearish Cup and Handle Pattern
Bearish Cup and Hanlde me pattern ka shape bullish pattern ki nisbat downward side pe banta hai aur ye pattern bearish trend ki continuation ya tasalsul k leye istemal hota hai Pattern me aghaz me qeematen downward jane k baad aik khas tarteeb k sath wapis upward jati hai, qeematon ka kuch upward jane k baad wapis usi tarteeb se dobara downward move hona shoro ho jata hai jis se pattern ka shape aik ulat Cup ki tarah ban jata hai, aur qeematen pechle support point tak pohunchne k baad wapis thori si bullish jati hai, jis se cup ka Handle complete ho jata hai, handle banne k baad qeematen breakdown kar jati hai aur apne pechle trend yani bearish trend pe move hona shoro karti hai