How to judge Conformational Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to judge Conformational Candlestick

    Introduction.


    Dear friends forex market Mein jab bhi Koi patron market banati hai to uski confirmation candle aapko deti hai is market mein agar aap candlestick patterns ko dekhkar trade karte hain to aapko yah pata hona chahie ki market Mein jab bhi Koi candlestick pattern banta hai to uski confirmation ka aap ko intezar karna chahiye jaise hi candlestick pattern Ban jata hai uske bad Jo next candle close hoti hai vah ab confirmation candle milati hai is market Mein trade lagane ke liye aapko intezar karna hota hai jaise hi market aapki ki anil says ke naihar se munh mat karti hai aap is Market metro open kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	tvc_f4f91f3e1468bf5efa1d263b51f299a7.png
Views:	7
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12515810

    Conformational Candlestick

    Dear friends jab market Mein hammer candlestick ya shooting star pattern banta hai to Uske bad Hamesha Ek conformational candlestick banti hai Jo Humko market ki next movement ke bare mein indicate karti hai Ham is conformational candlestick ko further two parts main divide kar sakte hain jin ko briefly explain krny ja rha hun.

    Click image for larger version

Name:	images (25).png
Views:	3
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12515811

    Bullish Confirmational.

    Dear friends jab conformational candlestick hammer candlestick ya shooting star patterns ki closing ya opening price ko break kr kay upar chali jati hai tu isko hum bullish conformational candlestick kehte hain. Ya market ma further bullish trend ko show krti hai.

    Click image for larger version

Name:	forex-candlesticks_body_candlestickformationhammer.png.full.png
Views:	5
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12515812
    Bearish confirmational

    Dear friends jab conformational candlestick hammer candlestick ya shooting star patterns ki closing ya opening price ko break kr kay neechay chali jati hai tu isko hum bearish conformational candlestick kehte hain. Ya market ma further bearish trend ko show krti hai.

    Trading Strategies

    Dear friends aapko Hamesha conformational candlestick Ka Intezar Karna chahie aur uske bad trade Karni chahiye ki aap ki ek bahut hi important trading strategy Hai Kyunki Kuchh members ya mistake kar dete Hain Ki Jab vah hammer candlestick ko dekhte hain ya FIR shooting star pattern ko dekhte hain to Uske fauran Baat apni trade open kar dete hain aur conformational candlestick Ka Intezar Nahi Karte aap ko Hamesha conformational candlestick Ka Intezar karne ke bad hi hi next movement ko judge karke hi trade Lagani chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How to judge Conformational Candlestick

    Explanation.

    My dear friend bilklu kafi acchi information aapne share ki hai confirmation candlestick pattern ke bare mein aur bullish confrontational ke bare mein aur trading strategy ke bare mein yahe main technical points aur tools hoten hain jin hain trader ko har hal mein follow krna chahie aur acche tarike ke sath in tools ko samjhna bhe chahie mein aapke knowledge mein aur thread mein aur ezafe ke liye kuch extra definition add krne ja raha ho ta ke aur asan tarike se is cheez ko samjha jaye.

    Click image for larger version

Name:	c9f0dc76371193aba2a6bceef19a95ae.jpg
Views:	2
Size:	91.9 کلوبائٹ
ID:	12379395

    What is Confirmation candlestick pattern.

    Friends confrontational ke chart ke uper bana hota hai jo several data points ko confirm krta hai aur leading creditably technical pattern aur trend price chart ko lead krta hai jo ye ek he din mein aapki trade ko confirm krta hai wo open hoti hai ya close hoti hai ya buy jati hai ya down is point aur is cheez ye data combined hota hai.

    Click image for larger version

Name:	f02c2a02e1db12f3fe5974ca8cc804e0.jpg
Views:	2
Size:	29.0 کلوبائٹ
ID:	12379396

    Bullish confirmation.

    Friends aapko future movement ke bare mein guide krta hai aur khas krke jub market ki price upward side move hone lage aur ya long white candle banana start ho jaye aur is candlestick ka impact aur volume bhe ziyadeh he hota hai aur kabhe kabhar ye gap mein bhe open ho jati hai jub koie reversal data aa jata hai tab is ki movement ziaydeh upward side he move hoti rehti hai aur bullish confirmation ki trade long term trade hoti hai aur is ki duration 1-3 day tk chal sakti hai jub ke candlestick patter short term trade ke liye behtar samjhi aur mani jati hai.

    Click image for larger version

Name:	1577959392346.png
Views:	4
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12379397

    Trading with Pattern.

    Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna hota hay phir technically bunyadono pay analaysis kartay hoye market ki movement ko monitor kartay rehtay hay tou haumay trading may zayada kamyaabi hasal hoti hay aur haumay market may confirmational Candal Sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kyu Kay iss ki waja say haum market ki movement ko find out kartay hoye apni trade open kartay hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement Kay mutabiq trading karni chahiye aur apney knowledge aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal Kar sakay.

    اب آن لائن

    Working...
    X