Double top pattern :
dosto jab chart ma pahla top bana to yaha zaruri ha to ya pichla trend ka highest high ho pichla tredn yani ka highest high ho ,iska bad market highest high bana ka thora upar ata ha ya uptrend 10% sa 20 % hosakti ha is pahla top ma volume dusra top ka mukabla ziada hota ha ,pahla top bana ka bad jab market utrend ma jati ha tab voulme normal hojata ha iska kuch dair bad ya girawat kuch wakt tak gir jati ha or range bound ma chalti h ,ab kuch dair ka bad price wapis sa necha ki taraf jata ha or thik usi level par ya uska as pas dusra level banata ha ,ya dusra top pahla top ka mukabla 2% ka upar necha hosakta ha ,is dusra top ma volume pahla top ka mukabla kam hota ha lakin jab price 2nd top bna kar necha girna lagta ha to yha uptrend bohat tez hota ha or volume bhi tez hona lagta ha dosto 2 top ka bech ma kam sa kam 6-7 candle ka gap to hona hi chaye agr is sa kamhoga to ya valid douuble botttom nahi kahlaye ga ,dosto chart pattern ka sath time frame ka itna hona zaruri nahi ha kuk ya har tim frame ma banta ha or acha sa kam karta hain .Agr ap double top ko intraday chart ma dekh raha hain to double top ka bech ma kam sa kam 6-7 candle ka gap hona chayei ,or agr ap short term ma dekh rha hha to kam sa kam 3-4 week ka gap ,or medium term ma 3-4 month ka gap hosakta ha .
Double top sa trade lana :
Dosto selling karna k lie dono top ka bech ma jo support ha uska high ko touch karta hue line khenchni ha ,is horizontal line ko doubletop chart pattern ka sath neckline kahta hain ab apko isma trade karna ka lie yaha dekhna ha jab price dusra top banana ka bad candle neckline ka upar closing da dato uska bad wali candle ma hamein trade karna ha dosto ,Profit book karna ka lie apko ya dekhna ha jaha sa price pahla bar madni ki taraf jae ham name deta hain point A or jaha par pahla top banta ha usa ham name deta hain point B ab point a or b ka jo difference ha wo hamara target ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим