News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    bhai me pehlay apni news ko nazar andaz karta tha lekin bad me nay is baat ko note karna shuru kar dya k ye news kesay kaam karti hai to mjhay laga k wakee he ye news humaray business pay asar andaz hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      hamen forex main always news trade par zaroor depend karna chahiye because news se hi hamen market ki condition ka achi trha se pata chalta hey aur uski turning ka bhi hamen pata chalta hey keh yeh kahan turn hone wali hey.
       
      • #108 Collapse

        g bilkul trading k leay zarori ha ap news perhty raha karo k kidhr kis chal raha ha mulak ki economy ka pta honi chaheay is sa ap ko apni trading k dorans judgment main help milti ha
         
        • #109 Collapse

          jee han news ko kabhi bhi nazzar andaz na karyn hmari investment saari market nes pe depend karti hyn ye chahy tw humyn loss dede or ye chahy tw humyn profit dede it is very important for us
           
          • #110 Collapse

            1 aache trder kokabi b news ko nazaranz ni karn cahe kse b surt me ager nazanz kare ge to pr bhot he zida cance ha loss ha so kabi b news ko nazar anz ni karni cahe
            • #111 Collapse

              yes forex main hmara sara profit loss market news pe depend krta hy humyn is k hisab se planning karni chahiye or kabhi ignore nahi karna chahiye isy
                 
              • #112 Collapse

                bilkul jo bhi news ay us ko bohot ghor say parhny kay bad hi us par umal karain or us news par foran hi trade lagana shoro na kardain or trade ap us hi par lagain jitna app risk lay sakty hain kabhi bhi news par bara risk na lain.
                • #113 Collapse

                  my dear app co kabhi be coy news mel jay to app us co sahy tra say sun y or tub tuc us co nazar andaz nay cur jub tuc app ya semj na lay wo say nay
                   
                  • #114 Collapse

                    dear trading news es kam ki hawale se kafi hadd tak faidamund ore helpful hote hen kun ke diffrent countries ki diffrient Economically situation hote he jis se aap har side se knoledge gain kar sakte hen. news ki updation hona lazmi he.
                    • #115 Collapse

                      han ajnab news bohat he tsrong efefct le jati hay market pe isko nazar andaaz karna loss hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                      • #116 Collapse

                        News ko kabhi bhi nazar andaz nahi krna chaye ager koi hamein theek se guide kr sakta hai tu wo sirf news hi hai news se hamein bohut zeyada information mill jati hain.jis se hamari hi help hoti hai.
                        • #117 Collapse

                          ji han ye baat bilkul theek hain app forex main forex rading ki news ko nazar nadaaz nai kar skate q ke is se appko andaza ho jata hain
                          • #118 Collapse

                            dear aap ny bilkul theek kaha hy kih hamin forex tradeing ki news ko bohat ziada ahmiat deni chahiey kiu yeh aik bohat acha on line business hy or is me hamin jo news milti hy us par zaroor tawajoh deni chahiey is sy markeet ki movemint ka andaza chalta hy
                            • #119 Collapse

                              G ha sir forex me news ap ko bahot he achy experience sikny ko deta ha our ager ap us sy faida uta sakty ha q k forex me news he ek aisay chiz ha jo ap ko forex me har waqt me milty ha our ap ko forex k market me kuch deta ha our me to kud bi is lye he forex k bare me news me study karo ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                he business ke trah international aur national affairs ka b is busienss per direct effect hota hai . khabar jaisae b ho aachai yeah buri aik successful trader kay lyia zarori hai kay ussay nazarandaz na karay . bilkay us khabar kay hawalay say market kay trend per ghari nazar rakhay aur us base per apni trading karay.halat say bay khabari is field main trader kay lyia loss ka sabab hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X