News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    hamen news ko kabhi bhi nazar andaz nahi karna chahiye Q ky market news se bohat asar andaz hoti he ek news market ke tamaam hal badal dety he in news ko nazar me rakh kar bohat profit hasil kia ja sakta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes my dear iam agree with u qk agr ap ek achy trader bana chate h r chahte h ke acha profit gain ho tu kahi b news ko nazar andza na kary r roz dekhy nwes ko qk humhay news se kafi information milti h ke aj kal world m kya ho rha h. r sath hi forex ke halat ka b pata chalta h jis se hum achi trading kar sakte h r loss se bache sakte h.
       
      • #63 Collapse

        yes friends this is very true and workable advise news is very important in forex trading as through news we can understand the upcoming trends of the market and can learn about the perimeters set of the market and can play safe game and earn profit.
        • #64 Collapse

          Yes dear me apki baat se agree karti hun k real me humen news se boht ziyada help milti hai or hum achi trading kar lete hain acha profit bana sakte hai news hamare liye boht ziyada important hai...
          • #65 Collapse

            g ha ap ne boht achi baat ke he k hamin news ko b nazar andaaz nhi kerna chahiye keu k news se b hamin boht zada in formation milti hein or trading me currency k bare me b news milti he or ye importent hote he
            • #66 Collapse

              jee bro admi ko news bi study aur read our karni parti he aur news ke hisaab se admi ko traidng ki samjh honi chaiye take admi jo news read out kare uska kuch expreince ho wese hi nai ke bus news parli samjh liya ke mene news parli he mujy profit hen
              • #67 Collapse

                gee mre bhai forex me news important hy kyu ke news ke wjaa se forex market ke movement kaa ptaa lg jata hy es lye forex pe news important hy daily forex news suny aur aur phr trading start kry phr he ap forex pe kamyabi haasil kr skty hoo
                • #68 Collapse

                  There are many mistakes that should be avoided by beginners as they begin Forex trading, but in practice they do not suffer from them will not be able to. The lesson from the mistakes worth, unless small losses to small lot orders. Newbies should never operate large space with high expectations of benefit without a deep knowledge of this market.
                  • #69 Collapse

                    ji haa brother aap ne bilkul hi thk kaha hai forex mai trading kerte waqt news ko kabhi bhi nazar andaz mat kare news ap ki bhut help kerta hai earn kerne mai
                    • #70 Collapse

                      yea to bilkul thik bat hai forex main agar app ko business karna hai to app ko jarur forex ki news ko hamesa dakhna chyea or samaj kar us trika se business karna chyea news ki bina app ko forex business karna thik na hi hoga so news ko kabhi najar andaz na hi karna chyea.
                      • #71 Collapse

                        aslam o alikum dear yes forex ke news ko humy nazar andaz nhe karna chaye.as sy humy boht kuch pata chalta ha our update ka be pta chalta ha.forex trading is a god business
                        • #72 Collapse

                          hum bazahir khud koi news channel nahi hain na hi koi aisa camera na hi google jo news hum tak khud hi puhanch jaen with complete athentication to news ko nazar andaz karna haqqeqt se mun morna hai news jo k north east south west hai dunia k har kone ko khol dyti hai
                          • #73 Collapse

                            dear agar ap news ko hi nazar andaz kar denge or apka koi order laga howa ho to apke liye ye bohat hi khatarnak bat hoti he ku ke jab bhi news ati he to market ka pora trend change ho jata he or is se apko bohat sara profit yaa phir bohat sara loss mil sakta he
                             
                            • #74 Collapse

                              brother ap say main mutafik hon k news ko kabi nazarandaz ni karna chaye ,jo log news ki trf tuwajy ni dety wo kamyabi ni hasil kar sakty wo tradin main ierning kam karty hen or loss zyada karty hen ya wo apna targit hasil ni kar sakty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                forex news such main har trader ki help karti hain, so hmain news ko ignore nai krna chahiye balky un ko sai se smjna chahiye aur daikhna chahiye k is main kiya kaha ja raha hai phr us pay ammal karna chahiye,, :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X