News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    my all dears friends ap subne bhit acha kaha hai tradin k duran news pe bhi nazar rakhni chahiy news bhit aham hai forex trading main is k elawa socisl or world news k bary main bhi pata huna chahiy kun ye factors business ko mutasir karty hai is liy trader ko is ka khas khayal rakhna chahiy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      ji han bilkul news ko kbhi bhi ignore nh kerna chaiye or humein news ko forex trading mein to kbhi nzr andaz nh krna chiye kun ke is se humein thri dair mein he bht acha profit hasil ker lety hein.....................
      • #393 Collapse

        ji mera bhi ap ko forex news ki kbi k nazar andaz ni krna ache ap ko chaye k forex news ko ghoor k sath sune or forex market k bare ma learn karn yr news ap ko forex trade ma help krti ha is s y ap ko pta chalta ha k kis ki trade par ap profit earn kr sakte ho
        • #394 Collapse

          bhai mein bhi aap se agree hou k agr forex mein in rhna hai to aap ko news pr focus rkhna pre ga or kabhi bhi news ko nazar andaz \nahi krna q k jitna ho news ko analys kro ge utni hio profit k qeeb jaao ge
          • #395 Collapse

            dostoon news ko kabhi b ignore mat karee q k issi say apko pata chalta hai k traders k beech aj kal kia chal raha hai aur kia hissab kitaab hai trading ka toh humain news dekhni chahye aur observe karna chahye traading ki duniya say bht kuch humain seekhnay ko milta hai .
            • #396 Collapse

              Forex business men analysis, aur forex market news ki buht he importance hia is lye humen chahiye k hum is business men kabhi bhi kisi bhi cheez ko nazar andaz na karen aur usko follow karen is se humen kamyabi hasil ho sakti hai.
              • #397 Collapse

                Yes i agree with you her trader ko trade open kaarney se pehle fundamental events ko be dekh lena chahiye or apna trade me stop loss lazmi set karna chahiye.
                • #398 Collapse

                  jee forex tradding may yeh baat bilkull theek hay kay news ko kabhi bhi nazar andaaz nahi karna chahiye kyun kay us say humein bht faida hota hay humein updates milti hayin us say to hamein use nazarandaaz nahi karna chahiye
                  • #399 Collapse

                    apney sahi kaha k trade karney se pehley apko market ka pata hona chahye yeh trade main aham kirdar ada karti hai aur kisi bhi mulk ki economy jo k agar disturb hoti hai tow dollar pe bhi khas farq parta hai unkey economy ko disturb hoti hai world level par currency main bhi farq ata hai islye news ko nazar andaz nahi karna chahye trading kartey waqt.
                    • #400 Collapse

                      jee han main ap se agree hon forex tarding main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko news ko nazar indaz nahi kerna cheye then hi ap iss main profit ko earn ekr sakoo ge orr kamyb bi ho ge .............
                      • #401 Collapse

                        G han bhai me apki bt say agree hn hmain forex news ko kabhi bi nazar andaz nh karna chahiye because forex news ka forex trading say bht gehra tauluq hy to hamain work hard karna chahiye news ka faida uthana chahiye.
                        • #402 Collapse

                          forex k related jo news ati hen un ko kbhi b nazar andaz nahi krna chahye g forex trading me ak trader ko fundamental analysis pe b hasoosi tawajo dena hoti ha nahi to news k wakt market me ak hal chal mach jati ha loss ho skta ha g
                          • #403 Collapse

                            han ji ap ne bht achi information share ki hai aur aisa hi hota hai jab bhi kisi bhi country main kuch problem chalti hai aur os country ki economic down hoti hai tu os country ki currency bhi down hoti hai jis ki waja se forex trading ke business main bhi faraq parta hai
                            • #404 Collapse

                              yehi main cheez haij ab bhi ap trend kay opposite jatay hain tu yehi samajhty hain kay bas pair buhut mvoe kar chuka hai ab opposite aye ga btu agar ap news waghera nahi dekh rahay tu lazmi ap galat predict karain gay aur bad mai loss se bachne kay liye duyan karain gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                mere bhai news be humare bhot help kart hein tarding mein hum ko news ko zarore denkhjan cheny ya bhot impotant hein forex mein hum ko market ke move ka pat chelty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X