3 Analysis Of Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    so fine because in you can not avboid the loss actualy is not posible in forex market in pakistan forex trading
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Asslam O Alaikum han gee bilkul analysis kay baad ap forex trade ban saktay hain aik indicator kay zariye or market learning kay zariye or ap internet per bhi achi information hasil ker saktay ho
      • #78 Collapse

        forex boht risky ha . isi lye is business ma jub tak ap belkul sure na ho jayn trend k baray ma jub tak trading nhe karni chaye. isi lye hamin market ka fundamental analysis , technical analysis, or sentimental analysis karna chaye or agr ya sub 1 he indication dain to pher hamain order place karna chaye otherwise wait karna he better ha.
        :cool::cool::cool:
        • #79 Collapse

          jee bilku theek manay b hi aj tak inhi teeno analysis kay baray main thora bohot learni kia hay or main samjhti hun kay is main jo sab say important analysis hay wo hay fundamental analysis kun kay baqi sab analysis isi per depend kar rahay hotay hen.
          • #80 Collapse

            yh 3 type of analysis bot ehm hyn forex may aor ham en ke help sy forex may achi earning kr skty hyn yh bot risky karobar hy aor bgher knowledge aor experience ky forex may earning impossible hti hy,hr new aor old trader ko chaye ky pehly forex ko achi trha learn kry prh es may real trading start kry.
            • #81 Collapse

              bhai forex me analyze kiye bina market me kamaya nahi ja sakta hai forex business bohat difficult hai magar is me aap jab trading karna seekh jate hain tab aap ki life bohat khush gawar ho jati hai or aap ghar bethy apne har dream ko pora kar sakte hain .
              • #82 Collapse

                dear ap nia bhot achi inform d hai is se pata chl sakta hai k kia trade karni chy yhe hai forex pak ka faida
                • #83 Collapse

                  mere bhai merio jaan pane ye jo teen cheeezen batai hen ma apka bohat shukr guzaar hu is se mje bohat faid mil ske gah may ALLAH show his mercy upon u
                  • #84 Collapse

                    Sir apny bohat achi information de hay. Ap indicators kay zarye our market news kay sath trading karni chhaye. si tareqay sy ap profit earn kany main kamyab honey.. agar hum amal karen to humachy trader ban sakty hain is liye hame chahye kay hum senior ki tips par amal karen........
                    • #85 Collapse

                      assalamualaikum bro abhi tu new hun and filhaal posting krke knowledge gain kr rha hun aur learning ki koshis kr rha hun aur apke is thread read krne k baat mjhe different types of analysis k baray me ilm hua jo kay waqai meri malomaat me izafa hain aur jiska faida bhi mjhe zaroor hoga,thnx
                      • #86 Collapse

                        forex trading ko positive way may karnay kay leay mukhtalif analysis ki zarorat parti hay and ap nay jo analysis karnay ko kaha these are the main part of forex if we are able to do these analysis then no one can stop us to do positive trade and to earn profit so we should do analysis while doing trade
                        • #87 Collapse

                          Bhai ye Tesraa Wala Analaysis hammain samajh nahin Aataa,naa is ka koi wajood hai,is main jo aap Market Trend,Candle Stick Patren/Chart ki baat Kar Rahay hain Wo Tou Technical analysis main Shumaar hotaa hai dekhain naa k Aap ko Market main Trend line Draw karnay K liye line Studies ki zaroorat hoti hai tou wo tou technical main hai isi tarah Candle Stick Chart main Bhi Aap yehi dhondtay hain K kon Sa patren Form ho raha hai,meri nazar main 2 he Analysis hain ek Technical or dosra fundamental,or Trading ka Daroumadaar inhi dono par hai
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #88 Collapse

                            app nay bilkul sahi kaha hai agar hum ye sab khuch follow kar kay trade karey to humein trade mein kabhi loss bhi na ho my dear trade insta forex ek bohat hi zabardast profitable bussiness hai es say bohat say log joind hai aur daily mein acha profit earn kar kay bohat happy hain
                            • #89 Collapse

                              aap ki share ki hui batain boht hi informative hain aur main zaroor in se madad loonga. new traders ko chahiay k wo trading baghair kisi madad k karain yani koi tool istemal na karain to behter hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ji bhai apne bht achi analysis share kri hai me smjhta ho agar hum in analysis ko start kry to acha profit kama skte hai and hamay market ki news trend ke bary me bhi malum hona chaye............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X