3 Analysis Of Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Ap ki baat theak hai k forex market mai three analysis hai. En mai sub say zada important analysis techanical anlysis hai. Es analysis ki madad say hum forex market mai bohat achi earning kr sakty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      yes brother you are right, i am new in this field so if you kindly tell me in detail all of them, then i will be very thankful to you. Candle sticks ki to thori bht samj hay mujy lakin Indicators say trend ka kesy pata chalta hay yeh kindly explain kr dain. thanx alot.
      • #348 Collapse

        Gee mery bhai forex trading market ky teen analysis hain iaik fundamental aik technical aor aik sentimental analysis hai ueh teen he bht ahm hai sentimental analysis in teeno ka nachor hi ap ko marlet ka clear pta chal jata hi.
        Acha kaam achy daam
        • #349 Collapse

          Yes dear ap ne bohat achi bat hume bataye ha hum is ma new ur indacortes k zaraye bohat kuch hasil kr sakte ha dear is ma hum knowledge ir experience se kam lr na chaiye agr hum is ma experience ur knowledge k sath kam kren ge tu hume bohat faida hasil ho ga
          • #350 Collapse

            hamain market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k profit acha hasil ho saky aur is main learn kar k hi trade karni ho gi aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur earn achi ho
            • #351 Collapse

              forex trading main agar hum theak say market kay analysis karen gay tabhi hum market main theak say earning karna samjh sakty hay aur tabhi humay pata chalta hay kahan par theak entry li ja sakti hay
              • #352 Collapse

                Mere bahi mere khayal mein ny bilkul shi kaha hai mein apki bat se agree krta hun aur mein tu brother news ko dekh kr hi trading krta hun lekan loss mein dooba hun loss se bachny ke lye bahot zarori hai ke ap trend ko follow krein
                • #353 Collapse

                  ye kaya tenu analysis hamry laye theek ha kya agar ham is par mukamal giraft hasil kar layen gay kyu ham is qabil ho jaye gay k ham market may earning hasil kar oayen gay
                   
                  • #354 Collapse

                    g han bilkul apki baat darust hae k forex mn ye 3 qism k analysis Ziada use hoty hain aur ik professional trader ko in tamam pe aboor hasil hona chaeay ni to technical analysis pe zaroor ho.
                    • #355 Collapse

                      g han hamain analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay aur trend ko use kar k hi hum market main achi tahran run kar skaty hain aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky it is best
                      • #356 Collapse

                        hamain is main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi hum trade kar k earn kar sakty hain aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil ho skay gi
                        • #357 Collapse

                          hamain analyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k earn karny main asani ho skay gi aur profit hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho saky gay
                          • #358 Collapse

                            Yes of course ye teeno annaylis hamain karnay chaiay or us kay bad hamin koi b trade lagani chaiay laikin agar ham ye annaylis ka sirf aik be sahe say use kar lain to kafi faida gain kar saktay hain or fundamental annalysis zada zarori hota hay forex trading main
                            • #359 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kashan6 پيغام ديکھيے
                              Main Ap Sb Se forex trading ke 3 analysis share karna chahta hn,jin teeno analysis ko dekh ke hamen trade karni chahiye,agar ye teeno analysis ek hi signal den to phir hamen us hi hisaab se trading karni chahiye.
                              1, Technical Analysis : Indicators Etc
                              2,Fundamental Analysis : Forex News Etc
                              3,Sentimental Analysis : Market Trend,Candle Sticks Etc

                              :cool:
                              forex trading main analysis 3 kisam kay hoty hay agar hum trading main kayab hona chahty hay to zaroori hay keh forex trading ko sahi say learn kar kay run kea jaye aur sab analysis ko bhi seekhay
                               
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                forex trading ko krny main humy jin cheezo say madad milti hai in ko market ka analysis kehty hain is liay her ik trader ko is market main technical tarika say or sath main fundamental or market ka trend maloom krna hai jin say trading say profit ko earn kr saqty hian

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X