Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???
    Introduction:



    I Hope k sab khairiyat se honge aur forex market Mein kamyabi Hasil karne ke liye hardworking kar rahe honge aaj ka hamara topic bahut hi interesting hai ummid hai ki aapko yah topic samajh jaega..

    Met hold candle stick pattern:

    dear friends met hold candle stick pattern ko minor reversal pattern Ka tor samjha jata hai. Ye pattern ki khoosiat par depend karty huay bullish or bearish both trend reversal ko show kar sakta hai. Ye ik single candle stick pattern hota ha jo just ik candle stick par depend karta hai or esko aksar ham marobozu candle stick ka b name dety hain. Es ki body large hoti hai or shadow ya to hota he ni hai ya phr small hota hai. Shadow na hony ya kam hony ki waja sy bullish ya bearish activity ki strength ka andaza lagaya ja sakta hai. Es ko ham mazeed two types ma divide karty hain jin ko briefly discuss kar lety haim.

    Bullish Met hold:

    Ye pattern har time frame ma ban sakta hai but ye daily ya weekly chart par zayada reliable samja jata hai. Es pattern k lae market ma pehle down trend hota hai or phr ik candle asi banti hai jo totally bullish hoti hai or ye market k trend ko bearish sy bullish ma ley jati hai. Ye pattern aksar market ma dakha ja sakta hai but ye etny achy result ni dety or na he achi tarha future ko predict karta hai. Es pattern ma ye belt hold wali candlestick previous session k nechy sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up trend ma chali jati hai.

    Bearish Met hold:

    is pattern k lae market ma pehle bullish trend hota hai or jb market new session ma open hoti hai to ye upward ma gap sy open hoti hai or phr marker mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bearish belt hold ma last candle bear ki banti hai. Jo previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot nechy ah kar close hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	download (10).png
Views:	7
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12515485


    Met Hold ka istamal krty hovy hikmat e amli

    Is may aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearish belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur bearish belt hold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candle sticks k pattern ka hisa bnti hain jin ma dark cloud pattern ya engulfing pattern shamil hain.



    Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12515484


    Technically wazaht

    Hmaen forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi, is liay mehnat k sath kam karain ta k forex k tools, indicators aur chart patterns k sath sath candlesticks sa trade k liay indication hasil kar sakain gay...


    Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12515483
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???

    Mat Hold Pattern

    Mat hold candlestick pattern panch ya us se bhi zoada candles par mushtamil aik trend continuation pattern hai, jo k qeematon k bullish ya bearish trend me banne k baad prices ko usi semat me continue karwati hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali hoti hai, jiss k baad teen small real body ki candles hoti hai, jab last par pher aik long real body wali same trend ki candle hoti hai. Ye pattern bullish trend ya bearish trend me banne par trend ko teezi k sath apni semat me le kar jati hai. Pattern khas kar newly breakout trend me bohut ziada successful rehta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1822).png
Views:	8
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12379077

    Pattern ki Pehchan k Rules

    1. Mat Hold Pattern prices k top ya bottom me banta hai q k ye aik trend continuation pattern hai, jiss k leye matloba pattern ka hona zarori hai.
    2. Pattern ki 1st candle aik long real body wali hoti hai, jo sabeqa trend ki nishani hoti hai.
    3. Pattern ki 2nd, 3rd aur 4rth candles small real body me hoti hai, jo k trend k mukhalif semat me ho sakti hai.
    4. Pattern ki 5th candle aik long real body wali candle hoti hai jo k sabeqa trend k mutabiq hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (566).jpeg
Views:	4
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12379078

    Pattern ki Tafseel


    Mat hold pattern aik trend continuation pattern hai, jiss ki kamyabi k chances ziada us waqat hote hen, jab bhi ye pattern newly breakout trend me banta hai. Pattern ki 1st candle aik long real body wali trend k mutabiq hoti hai, jo k pehle se hi market me a raha hota hai. Pattern ki 2nd, 3rd aur 4rth candle small real body me hote hen, lekin ziada tar ye candles trend k opposite direction me bante hen, aur ye different yani mixed color k bhi ho sakte hen. Ye candles qeematon ko kuch waqfay k leye rok leti hai, lekin trend ko change karne me nakam rehti hai. Pattern ki 5th candle aik long real body wali sabeqa trend ki mutabiq candle hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1821).png
Views:	18
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12379079

    Pattern par Trading

    Mat hold pattern trend continuation k leye jana jata hai, jiss k bullish trend continuation par buy ki entry hogi, jab k bearish trend continuation par pattern k last par sell ki entry ki ja sakti hai. Pattern qeematon ko kuch lamhey k leye to hold karti hai lekin trend ka direction change karne me nakam rehti hai iss waja se last candle same trend ko continue karwati hai. Pattern ki 1st candle aur last candle market me apna asar barqarar rakhti hai. Stop loss ka istemal bohut aham hai, jo k patterns k top ya bottom par entry k mutabiq hona chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (567).jpeg
Views:	8
Size:	24.2 کلوبائٹ
ID:	12379076
    • #3 Collapse

      Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???

      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	1.7 کلوبائٹ
ID:	12419551
      Mat Hold Candle Stick Pattern

      Mat hold Candlestick pattern aik boht hi aala qisam ka pattern hota hy jo bhi forex market main trade kerny ky liay behtareen patterns main sy aik hai ky jab forex market main aesa pattern creat hota hai tou hamain isky follow kerty huey trade open kerny per bahot acha profit hasil ho jata hai Mat hold line candlestick per depend kar raha hota hai jisko aap marobuzu candlestick bi kya sakte hain ya ek aisi candlestick Hoti hai jiski long body hoti hai aur iske Shadow Nahin Hoti is candlestick ko aap belt hold line ka sakte hain jab aap is candles ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yah kaun si candlestick hai iski do candlesticks hoti hai jo main neeche same pattern totally five candles sy creat hota hai jis main first aur last candle one direction main aur three candles jo first aur last ky darmian main hoti hain woh other direction main hoti hain jab market kisi aik direction main movement kerty huey aik bari candle creat kerti hai. Mat Hold Pattern ki do types ho sakti hain
      (a) Bullish Mat Hold Candlestick Pattern
      (b) Bearish Mat Hold Candlestick Pattern
      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	4
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12419552
      Trading Strategy with Pattern
      Mat hold Candlestick pattern ek esa pattern ha jo k trend k continuation ko indicate kerta hy. Mat hold candlestick pattern ka matlab hai ky jab market main aesa pattern creat ho jata hai tou usky bahd hui market reverse direction main trend start nehi kerti balky apny previous trend ko follow kerty huey hi market apni movement continue kerti hai isliay hamain mat hold candlestick pattern creat hony per previous trend ko follow kerty huey trade continue kerni chahiay Mat Hold Pattern hy or is k bad bi market apna trend jari rkhay gi or chon k ab humain trend ka andaza ho chukka hy to humain thora or time mil jata hy trade krany ka or hum is moqa sy faida uthaty hoay apna capital increase kr skty hain . na ky hamain centre wali there candles ko follow kerty huey reverse direction main trade open kerni chahiay ky hamain isterha trade kerny per bara loss ho sakta hai jabky agar ham previous trend ky mutabiq trade continue kerty hain tou hamain bahot achi earning hasil ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???

        Assalam.O.Alikum :

        Introduction and defination of the met hold candle :

        Hey partakes agr tu hmaen is unfamiliar trade sa related apni ability aur insights ko enrich aur modern kartay rehna chaoay ta alright hm unique styles aur signs ko without trouble samajh sakain jis sa hmain commercial center ya design ki second ka andaza ho sakay aur hm thek exchanges open kar paen, agr hmari getting to know behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo misfortune ka sabab bn jaen gi jis sa hmain unfamiliar trade mama nakami ho gi, is liay mehnat OK sath kam karain ta OK unfamiliar trade OK devices, signs aur outline styles OK sath candles sa change OK liay sign hasil kar sakain ge aur na he kuch hasil ho ga.

        Met Hold Candle Ki Nishaniyna :

        Hello there amigos is test har time body mama boycott sakta hai anyway ye every day ya week after week outline standard zayada trustworthy samja jata hai. Es test OK lae commercial center mama pehle down style hota hai or phr ik flame asi banti hai jo totally bullish hoti hai or ye commercial center OK design ko negative sy bullish mama ley jati hai. Ye test aksar commercial center mama dakha ja sakta hai anyway ye etny pain-filled final product ni dety or na he achi tarha predetermination ko expect karta hai. Es test mama ye belt keep up with wali candle going before counsel OK nechy sy open hoti hai or mazeed down jany ki bajae strong up design mama chali jati hai.

        Met Hold Candle Ki Important Characteristics :

        A mat hold example can be bullish or negative. The bullish example happens inside an upturn and a negative example happens inside a downtrend.

        The bullish rendition is an enormous up flame, a hole higher follow by three more modest down candles, and afterward a huge up light.
        The negative rendition is an enormous down flame, a hole lower followed by three more modest up candles, and afterward a huge down light.

        Mat Hold Pattern hamn bhe seekhata hae :

        Is may aik rising candle hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low standard close hoti ha, isi tarah negative belt hold mama aik dull flame hoti ha jo upswing ko show karay gi, is mama opening pichlay commotion ki shutting sa high hogi, isko ziada solid nhi smjha ja sakta, costs ki kami ki waja sa aik long dark light bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candles ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur negative belt hold tb behtar dependable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo pattern line, backing and obstruction ya moving normal sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candles k example ka hisa bnti hain jin mama foreboding shadow design ya overwhelming example shamil hain.
        • #5 Collapse

          Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???

          pattern ki khoosiat par depend karty huay bullish or bearish both trend reversal ko show kar sakta hai. Ye ik single candle stick pattern hota ha jo just ik candle stick par depend karta hai or esko aksar ham marobozu candle stick ka b name dety hain. Es ki body large hoti hai or shadow ya to hota he ni hai ya phr small hota hai. Shadow na hony ya kam hony ki waja sy bullish ya bearish activity ki strength ka andaza lagaya ja sakta hai.market new session ma open hoti hai to ye upward ma gap sy open hoti hai or phr marker mazeed up jany ki bajae down ward move kar ati hai. Bearish belt hold ma last candle bear ki banti hai. Jo previous session wali candle k closing point k bhot uper sy open hoti hai or previous session wali candle ki closing point k bhot nechy ah kar close hoti hai.




          Met Hold ka istamal krty hovy hikmat e amli

          Is may aik rising candlestick hoti ha jo high k kareeb open hoti ha aur low par close hoti ha, isi tarah bearish belt hold ma aik dark candle hoti ha jo uptrend ko show karay gi, is ma opening pichlay din ki closing sa high hogi, isko ziada reliable nhi smjha ja sakta, prices ki kami ki waja sa aik long black candle bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candlesticks ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur bearish belt hold tb behtar reliable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo trend line, support and resistance ya moving average sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain
          forex market main trade kerny ky liay behtareen patterns main sy aik hai ky jab forex market main aesa pattern creat hota hai tou hamain isky follow kerty huey trade open kerny per bahot acha profit hasil ho jata hai Mat hold line candlestick per depend kar raha hota hai jisko aap marobuzu candlestick bi kya sakte hain ya ek aisi candlestick Hoti hai jiski long body hoti hai aur iske Shadow Nahin Hoti is candlestick ko aap belt hold line ka sakte hain jab aap is candles ko carefully follow karte hain aur focus karte hain to aapko yah Idea hota hai ki yah kaun si candlestick hai iski do candlesticks hoti hai jo main neeche same pattern totally five candles sy creat hota hai jis main first aur last candle one direction main aur three candles jo first aur last ky darmian main hoti hain woh other direction main hoti hain jab market kisi aik direction main movement kerty huey aik bari candle creat kerti hai
          1. Mat Hold Pattern prices k top ya bottom me banta hai q k ye aik trend continuation pattern hai, jiss k leye matloba pattern ka hona zarori hai.
          2. Pattern ki 1st candle aik long real body wali hoti hai, jo sabeqa trend ki nishani hoti hai.
          3. Pattern ki 2nd, 3rd aur 4rth candles small real body me hoti hai, jo k trend k mukhalif semat me ho sakti hai.
          4. Pattern ki 5th candle aik long real body wali candle hoti hai jo k sabeqa trend k mutabiq hoti hai.





          Pattern ki Tafseel


          Mat hold pattern aik trend continuation pattern hai, jiss ki kamyabi k chances ziada us waqat hote hen, jab bhi ye pattern newly breakout trend me banta hai. Pattern ki 1st candle aik long real body wali trend k mutabiq hoti hai, jo k pehle se hi market me a raha hota hai. Pattern ki 2nd, 3rd aur 4rth candle small real body me hote hen, lekin ziada tar ye candles trend k opposite direction me bante hen, aur ye different yani mixed color k bhi ho sakte hen. Ye candles qeematon ko kuch waqfay k leye rok leti hai,




          Technically wazaht

          Hmaen forex sa related apni knowledge aur information ko enhance aur updated kartay rehna chaoay ta k hm different patterns aur indicators ko easily samajh sakain jis sa hmain market ya trend ki moment ka andaza ho sakay aur hm thek trades open kar paen, agr hmari learning behtar nhi hon gi to hm sa miatakes hon gi jo loss ka sabab bn jaen gi jis sa hmain forex ma nakami ho gi
          isi tarah negative belt hold mama aik dull flame hoti ha jo upswing ko show karay gi, is mama opening pichlay commotion ki shutting sa high hogi, isko ziada solid nhi smjha ja sakta, costs ki kami ki waja sa aik long dark light bnti ha jiska lower shadow bht thora hota ha aur upper shadow nhi hota, in candles ki lambai aik mumkin potential change ka ishara daiti ha, jb bullish aur negative belt hold tb behtar dependable ho sakti hain jb ye market ki hadood k kareeb zahir hoti hain, jo pattern line, backing and obstruction ya moving normal sa zahir hota ha, beld hold us waqt ziada aham hoti hain jb ye dusri candles k example ka hisa bnti hain
          • #6 Collapse

            Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???

            Mat Hold Pattern kiya hai ?



            Mat Hold pattern jo k candle ki Tabdeeli hai jo paishgi harkat ke tasalsul ki nishandahi karti hai. bearish ya bullish meet hold patteren ho satke hain. aik taizi ka namona aik barri oopar ki mom batii ke sath shuru hota hai jis ke baad aik gape ziyada aur teen choti mom batian hoti hain jo neechay chalti hain. yeh mom batian pehli mom batii ke nichale hissay se oopar rahen. panchwin mom batii aik barri mom batii hai jo dobarah oopar ki taraf chalti hai. patteren majmoi tor par up trained mein hota hai. bearish version aik jaisa hai, siwaye aik aur paanch candles ke aik aur paanch barri down candles hain, aur candles do se chaar choti hoti hain aur oopar ki taraf jati hain. yeh mom batian pehli mom batii ki oonchai se neechay rahen. patteren neechay ki taraf aik lambi mom batii ke sath mukammal hota hai, candle five. yeh neechay ke rujhan ke andar waqay hona chahiye.




            Click image for larger version

Name:	images (44).png
Views:	2
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12419595Click image for larger version

Name:	images (44).png
Views:	2
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12419595




            Key Point :




            .aik meet hold patteren taizi ya mandi ka ho sakta hai. taizi ka patteren oopar ke rujhan mein hota hai aur mandi ka patteren neechay ke rujhan mein hota hai.


            • bullish version aik barri oopar candle hai, jis ke baad teen choti mom batian, aur phir aik barri oopar candle ke baad aik gape ziyada hai.



            Click image for larger version

Name:	images (53).jpeg
Views:	13
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12419597





            • bearish version aik barri davn candle hai, aik gape kam hai jis ke baad teen choti oopar candles, aur phir aik barri neechay candle hai.


            Mat Hold Pattern ki misaal:



            Mat hold patteren Nayab hai. lehaza, tajir patteren mein chhootey inhiraf ki ijazat day satke hain jab tak ke patteren ki majmoi bunyaad tadbeer mein rehti hai. ankarporishn ( goog ) mein darj zail patteren ka aaghaz majmoi tor par oopar ki janib aik mazboot mom batii ke sath hota hai. is ke baad chaar mom batian aati hain jo pehli ki kam se oopar rehti hain. blush patteren mein aam tor par sirf teen mom batian hoti hain jo neechay ki taraf jati hain. patteren ke baad oopar ki taraf mazeed izafah hota hai, halaank is muamlay mein yeh qaleel almudati hai. mamool se inhiraf ke bawajood - paanch ki bajaye chay mom batian - majmoi patteren qeemat mein zabardast izafah, aik pal back, aur phir patteren ke aakhir mein rujhan saazi ki simt mein zabardast izafay ko zahir karta hai .



            Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	8
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12419596
            Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Met Hold Candle Stick Pattern kia ha???

              MAT HOLD CANDLESTICK PATTERN
              dear forex member forex trading aik risky business hai aur forex trading mein kamyabi leni hai tu apko forex trading ki tamam maloomat maloom honi chahie.mat hold candlestick pattern bhe aik important candlestick pattern hai jo mostly continuation pattern se pehley ki movement ki confirmation ke barey mein btata hai.es pattern ki two typeshain.
              1.bearish mat hold candlestick pattern aur
              2.bullish mat hold candlestick pattern
              bullish pattern
              bullish mat hold candlestick pattern aik large upward candle aur gap ke sath three smaller candle jo lower movement ko show karti hain.yeh ales hamesha first candle ke above hoti hain.last aik fifth large white candle hoti hai jo uptrend ko represent karti hai.es tarah overall market mein hamein aik uptrend nazar ata hai.
              bearish pattern
              bearish pattern ki candles same pattern mein grow hoti hain lakin bearish pattern mein last aur first candles black yani down large candles hoti hain jo market mein bearish pattern ki identification deti hain aur market mein down trend start ho jata hai.es pattern mein two to four small upside candles hoti hain.last pe hamein aik large downside candle naxzar ati hai jo es pattern ko confirm karti hai.


              TRADING STRATEGY WITH MAT HOLD CANDLESTICK PATTERN
              dear forex member jis tarah hum read kar chukey hain keh es pattern mein five candles involve hoti hain es pattern ki first candle aur last fifth candle hamein trend ki confirmation deti hain agar market mein start mein hamein big white candle nazar ati hai aur phir small three candles same pattern mein gap ke sath open hoti hai tu pattern ki fifth candle white appear ho tu bullish continuation pattern ki confirmation hoti hai aur agar market mein same pattern mein first candle black aur fifth candle black appear ho tu voh bearish trend ki confirmation deti hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X