What is Money Management and How We Use it In Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Money Management and How We Use it In Forex Trading
    Money Management Kia Hai

    Jab ham forex market main trading ky liay kuch amount investment kerty hain tou same amount ko secure rakhty huey forex market main trade open aur continue kerna hi asal main money management ky ham investment ky bahd forex market main secure trade kerty huey apny balance ko increase kerty rehain jabky loss hony per bhi hamara invested balance kam na ho sakty forex market main invest ki hui money ko manage kerny ky liay traders different options use kerty hain aur different strategies use kerty hain jesy ky agar ham kisi bhi pair main trade open kerty hain ky ham aik hi time main sell bhi aur buy bhi equal lot size sy open ker lety hain woh bhi aesy time per jab market kisi support ya resistance ky darmian movement ker rehi ho tou jab market support ya resistance ko touch kerti hai tou us waqat profit wali trade ko close ker dia jata hai aur loss wali ko continue ker ky loss ko decrease kerny per bhi hamara invested balance increase hota rehta hai

    Click image for larger version

Name:	mgmt.png
Views:	11
Size:	315.9 کلوبائٹ
ID:	12515348

    Small Balance and Money Management

    Jab hamary trading account main balance small amount main hota hai tou aesy time per hamain kisi surat bhi bara risk nehi lena chahiay kay ham small or minimum lots use kerty huey trade continue ki jaey taky thora thora profit hasil ker ky ham small balance ko increase ker sakain money management ky liay hamain sab sy pehly market ky achy analysis kerna hoty hain ky market kis direction main aur kis limit tak movement ker sakti hai tou agar hamri open trade ky against big movement maximum limit tak hoti hai tab bhi hamara account wash nehi hona chahiay tou small balance ky sath money management ky liay hamain trade isterha sy open kerni chahiay ky jesy hi ham market main trade open kerain tou hamari trade profit main chali jaey tab hamain money management kerny ky liay trailing stop set ker dena chahiay ky agar market reverse direction main movement kerti hai tab bhi hamra account balance secure rehna chahiay

    Click image for larger version

Name:	smlblnc.jpg
Views:	10
Size:	152.9 کلوبائٹ
ID:	12515349

    Money Management on Big Capital

    Jab hamary trading account main balance bigger amount main hota hai tou same time per money management kerny ky liay ham bari lots ko sirf us waqat use kerty hain jab market support ya resistance sy reverse direction main movement kerna shoru kerti hai tab bary capital per agar bari lot sy trade open ker li jaey tou acha profit bhi hasil ho jata hai tab same profit per sirf risk ly ker trade continue kerny per account balance secure rehta hai aur hamara balance bhi increase hota rehta hai so agar hamary trading account main bara balance ho tou hamain is per bahot bara risk bilkul bhi nehi lena chahiay aur small risk ky sath sath account balance ko increase kerty rehna chahiay hamain trade isterha sy open aur continue kerni chahiay ky market jis direction main bhi movement kerti rehy tou hamara balance decrease nehi hona chahiay

    Click image for larger version

Name:	bigmgmt.png
Views:	9
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12515350

    Recommendations for Successful Trading

    Hamain trading ky liay aesy pair ko choose kerna chahiay jis main market ki movement hamary balance ky mutabiq ho taky hamain agar profit hasil hota hai tou reasonable profit hasil ho jaey aur agar loss hota bhi hai tou itna bara na ho ky market ki big movement hamary balance ko wash ker dy jabky same pair main trade open kerny ky liay hamain lot bhi reasonable use kerni chahiay ky ham jab trade open kerain tou aesa na ho ky hamain thory sy profit ky liay long time tak wait kerna pery ya phir aesa bhi na ho ky itna bara risk ly lia jaey ky market ki thori sy movement account ko hi wash ker jaey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Money Management and How We Use it In Forex Trading

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Money Management


    Jiss tarah se aik trader k leye aik kamyab forex trading strategy aham hai, ussi tarah se forex trading ki achih trading management bhi trader ki kamyabi k leye zarori hai. Money management ka idea risk management se gehra taluq rakhta hai, q k trading k dowran tamam risk money k sath jora jata hai, bas uss se thora sa mukhtalif hai. Forex trading k money management se murad apney account k gher zarori risk main daley bagher apney pesey ko kese istemal karna hai.
    Forex money management ka taluq trading k dawran money loss ko kam karne ka intezam hai. Chonekh hum sab insan hen aur trading k dowran hone wali ghaltion sab ko hoti hai, to iss se bachna chaheye. Kamyab trader trading ko karobar k tawar par sochte hen. Forex trading me karobar ka maqsad pese kamana hai, pese khona nahi hai. Lehaza isse khone se bachney k jo iqdamat hote hen, wo money management main ata hai.
    Forex trading me risk itna ziada hai, k iss main trader apni sari amdani kho sakta hai, aur kuch hi lamho main apna account wash ho sakta hai. Iss waja se jiss business main bohut ziada risk hota hai, to traders ki ziada se ziada koshash honi chaheye k wo karobar main risk ko kam se kam karne ki koshash karen. Bohut sari aisi forex trading strategies maojood hai, k jinn ko apnane se trader ziada munafa kama sakta hai aur loss kam kar sakta hai, lekin ye tareeqay kar losses ka sabab nahi hai. Bulkeh pese zaya hona ziada tar aik behtareen money management ka na hone ki waja se hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (547).jpeg
Views:	1
Size:	29.6 کلوبائٹ
ID:	12378973

    Top Forex Money Management Rules


    Money management k osool trading strategy aur account k mutabiq honne chaheye, risk aur account main munafa iss k sath direct deal karte hen. Darjazzel main kuch ossool hen jinn ko apnane se forex trading k money management k system ko behtar kia ja sakta hai.

    1. Risk Per Trade

    Aik trader ko ye khayal rakhna chaheye k kisi aik trade par apne account ka sirf aik chota sa hisa risk main dalna chaheye. Analysts trading par 2% risk ka ziada tar kehte hen, jiss main aik trader apne trades par 2% tak ki risk lena chaheye. Jaisa k $1000 trading account par trader ko $20 ka risk lena chaheye.
    Kuch traders trades size main tabdeeli karte hen, jaisa k "Anti-martingale money management method" k mutabiq jab bhi trades munafa main hon to uss k lot size main izzafa kia jata hai, jab k loss ki sorat main lot size ko kam kia jata hai.
    Aik behtareen trading strategy aur risk management plan waqat k sath sath trader ki madad karni chaheye, lekin aap ko hargez ye baat 100% confirm nahi hoti k agle trade main ya agle 10 trades main kia ho sakta hai. Agle trade k nuqsan k risk ko kam karne k leye, forex trader ko trading account k size k muqabele main trade ka size nisbatan small rakhna chaheye.

    Har Trade par Maximum Drawdown Set karen

    Drawdown se murad trading account k prices main wo faraq hai jo k account ka pehla balance hota hai aur trades k loss k baad account ka jo balance hota hai. Misal k tawar par agar aik trader k account main $10,000 hai, aur trades ko $500 dollar ka loss hota hai, to ye 5% ka drawdown hai (10,000 ka 5% 500 k barabar hai). Drawdown jitna ziada hoga jeetne wale trades k sath account balance ko recover karna utna hi mushkil hoga.

    Risk-Reward Ratio

    Traders k jeetne wale trades ka ratio harne wale trades ki nisbat ziada honna chaheye. Agar aik trader ne risk reward ratio k mutabiq apne leye 1:1 ka intekhab kia hai, to uss k leye usse har 10 traders main se 6 lazmi win karne hongay. Aur agar uss ne 3:1 ka ratio rakha ho to uss sorat main har chota trade ka win honna zarori hai.

    Take Profit and Stop Loss

    Take profit aur stop loss na sirf money management ka zarori hesa hai, bulkeh ye money management k leyw bhi bohut ziada zaroei hai. Take profit aur stop loss ka na sirf istemal bohut aham hai, bulkeh uss k sath sath iss ka sahi istemal bhi trading k leye utna hi aham hai. Take profit jahan tak hamare account k target had ko par munafa ko mehfoz banate hen, ussi tarah se stop loss ziada liss se har sorat humen shield faraham karta hai.

    Trade tab Karen Jab aap Loss ko Bhi Tayar hon

    Forex trading me emotions bulkul bhi kaam nahi karte hen, k agar aik trade loss main jaye to hum uss ko recover karne ya loss ko kam karne k leye mazzeed ussi semat main trades open akrte hen ya trading par ghusa karne ki koshash main hum mazzeed trades laga kar loss uthana shoro karte hen, iss se huemn ziada se ziadda loss hasil hoga. Humen trading k dowran apne jazbat ya emotions aur lalach ko hamesha aik side par rakh kar trading karni chaheye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Money Management and How We Use it In Forex Trading

      Money Management kia hy ?

      Introduction to money management in forex:
      Assalam-O-alykum dear forum members!
      umeed karta hun aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge.
      dear members trading ho ya koe bhi kaam agar isko seekh kr kia jy to kamyabi milti ha.
      forex trading main kaam karny k liay jitna market ko analyse karna zarori hy utna hi money management bhi zarori hy.
      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	6
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12378995
      How Forex skills that are important for money management ?

      1. Money management k liay forex ko samjhna boht zarori hy. Forex trading main wohi log kamyab hoty hain jo apni money manage kar kr trade lety hain. Jitna apki management achi hogi utni hi apki trade successful hogi. money management k sath kam start
      karna boht zarori hy. Forex trading main money management ko samjhny k liay hamen money mangemnt k rules ko follow karna perta hy.


      Forex money management rules

      Money management k kuch asool yahan ham discuss karengy jin ko follow kar k aik achi trade li ja sakti hy .

      (a) Not to chase the market

      (b) Cut the losses short and let the profits run

      (c) Be cautious when trading on leverage

      (d) Control on Fear and greed

      (e) Control on Emotions

      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	8
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12378997
      1. Forex Trading main market ko kabhi chase ni karna chaey .always trade with direction of market. Hamesha apna profit aur loss decide kar hi trade leni chaye .how I can epitite the loss.

      2. Hamesha apny loss ko cut kar k trade close karni cahey. Na kh kal ka wait karna chaey kh market kal achi ho jaegi. Aur profit bhi decide karna chaey pehly sy

      اب آن لائن

      Working...
      X