mobile trading, preffered or not?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ji belkul mobile tu ziada hi best hai aur mobile throug ajkal k loog ziada trr yahi kaam krty hain Q k wo kahin bhi hta hai usko mushkilaat kaa samna ni hota aur wo regularly se apna kaam jari rakh skta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      ajj kal to wasy bhi kafi advance mobile achukay hain is main bilkul hum mobile sy trading karsakty hain or ager app ki commad mobile par achi hay to app kay lian mobile trading karna bohot hi faidamand ho sakta hay to its not issue.
      • #63 Collapse

        ji bhai mobile trading bhi theek hai lekin ager hamarey pas smart phone ho us k ilawa hamarey pas net ka acha sa connection bhi ho, ager hamarey pas net thek nhi hoga tu mobile trading hamarey liye theek nhi hai ye aap jan lain bhai.
        • #64 Collapse

          forex tradeing me mobile ky zariey bhi ham forex tradeing me reh kar pak forum ko join kar sakty hain is lykin hamin is me mobiles ki posts me hamin zida muhkil hoti hay is liy hm,in chahiey kih ham apny pc ko hi use karien
          • #65 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
            brothers waisy tu mobile py trading aik buhut acha option hai ap jaha kahi bhi hu ap trading kar sakte hain laikin masla yeh hai kay mobile par internet slow huta hai aur ap ki trade execute hune mai time laiti hai tu ap ko problem huta hai aur trade exact price par open nahi huti, tu mobielt rading karni chaiye ya nahi
            WEll,, baaz log use kerte hain kue yaha pakistan main li8 ka bhut bra problm hai,.to jo bhe trading kerna chata hai to ker sakta hai,butt mobile ke net slow bhut hai,.
            • #66 Collapse

              mobile par trading sahi nahi hai kiyun k app k saath us waqt sources bohut kam hotey hain laptop yeh computer se trading ka ye advantage hota hai k appney bohut sarey pages khuley howey hotey hain news k market k aur indicators ki help b hoti hai tab appko apna mind bana na bohut hi easy hojata hai isliya mobile par toh itney options nahi ho they toh mobile par trading tori risky hai..
              • #67 Collapse

                jee han mobile par trade krna ak boht hi acha step he forex ka jis se ham asaani se apni trade ko manage kar skte hen or time na hone ki waja se hamko market ko bhe dekh skte hen mobile par or pakistan me light ki problem bhe he jis ki waja se mobile forex trade me boht helpful he or jab ham bahir hote hen tab bhe ham apni trade ko manage kar skte hen
                • #68 Collapse

                  i am not with mobile because i know its not good for you and you don`t see the market complete
                  its my view so if you want to trade right i think you use computer its good for you
                  • #69 Collapse

                    pc or mobile dono mein same treading software install hota he, jo bhi koi bhi option us krna chahe kr sakta he, dono same hein jus samajne ki baaat he
                    • #70 Collapse

                      ye ak boht acha benefit hain hum logon k liye light b chali jae to hum log sahi trade karskte hain throug mobile internet dear ye option boht kaam ka hai ap koi b ak acha sa android lelo usme se ap trade kro beth ke sukoon se apko koi computer ki zaroorat nai apko koi zaroorat nai beth ke trading akrni ki chalte phirte ap log trade karskte hain is option k ki help se...
                      • #71 Collapse

                        Well, mobile pe trading karna aik best option to hai lekin apki bat se main agree karti hun ke us main different chezen install hone ki waja se net ki speed slow hojati hai jis ka apki tarding main bhi effect parta hai aur apko istarah wait karna parta hai isliye mera opnion yeh hai ke hamen mobile se trading nai karni chaye kiun ke trading ke doran hamen relax mind aur ksi bhi qisam ki tention nai leni chaye warna hamari aik ghalti se hamar loss bhi hhosata hai, lekin mobile se ap posting zaror karsakte hain trading ke liye computer ka hona hi best hai.
                        • #72 Collapse

                          waisee agar pp apnee computer per trading karien too zyada comfortable hoo kar app trading kar sakte hain lekin agar app bahar kahein jaa rahee hain too phr app apnee smart phone per bhi kar saktay hain
                          • #73 Collapse

                            forex trading keh liey mobile bhe ek bohat acha option hey jis keh sath hum kahens ey bhe trading ker kstey hain mena keh ager hum out of home hoon ti hum kumuz kum trading ko to jari rukh sktey hain wesey to hmain lapotop ya systme sey he traig kerni chhaiey lkein ek izafi option bhe hona chahiey
                            • #74 Collapse

                              haan app kisi bhi android mobile se online trading kar saktay ho yeh aik acha option hai lekin main to yehi kaho ge kay pc se trading ziada behtar rehti hai app pc se achi tarah is software ko control kar paatay ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                mobile trading acha hai kisi b jaga p kr skty ho beth kr just mobile main lakin mobile main mery khyal main apko sirf koi confirm ho trade to hi karain other wise mobile ko trade ko monitor krny k liye acha ha best k ap pc p mukamal tor pr charts ko dekh kr tb hi trade karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X